Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    Jee han bilcul Forex trading main trade kerte waqat jazbati ni hona chahie belke apne knowledge, experience aur market ka analysis ker k trade kerni chahie, forex trading main jazbati hone se loss hi ata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      han bhai trading ma aj tak jo bhi koi jazbaato buna hai wo unsuccessfull houjata hai zaroour or uska loss bhi zeyada houjata hai q ka wo jazbaat ma aker trade uthata hai
      • #393 Collapse

        Forex trading aik karobar he lagatar trading aur logical calculation ka es karobar min jeitni humari calculation ki salahyat achi ho gi hum utna hi hum es karobar se hum earn kar sakte hin humin jazbati nahi hona chahye aur sabar se apni kamyabi ki ghari ka wait karna chahye jeise jeise time pass ho ga humain sabar ka nateeja bhi mil jaei ga aur hum kafi earning kar sakte hin.
        • #394 Collapse

          jee bilkul main aap k baat baat se itiffaq karta ho forex trading main keise ko b jazbati nahi hona chahiye jazbati se matlab k lahach main nahi ana chahiye humain lalach main a kar hum nuqsan he karte hai and karengy
          • #395 Collapse

            Gee sir forex trading main trader ko jazbati nahi hona chahyie, bilkh cool minded ho kar trading karna chahyie, jazbati ho kar emotional ho jatay hain emotional say trader greedy ho kar trading karta hay aoor market ka trend ka theek analysis nahi kar sakta jes say trading main loss ho jata hay.
            • #396 Collapse

              kisi bhi business me ni hona
              chahiye jazbat emotion kbhi bhi apkay business
              me ni ana chahiye yehi apkay loss ki bari wajah
              banti hai soch samajh kr trade krni chahiye har
              lehaz se relax mind hokar hamain deceision laina
              chahiye q k jazbati hokar galat time me trade
              karainge aur us waqt market down hui to loss to
              hoga isilye jazbat ki koi jagah ni
              • #397 Collapse

                forex mein jazbati nahi hona chayie aur forex aik good business ha aur is business mein hm acha profit earn kr saktay ha only little effort ki need hoti ha aur forex enough ha aur aik achay trader banay ky liye effort ki need ha pir ap aik professional trader ban sakty hain aur is business sey acha profit make kr saktay hain.
                • #398 Collapse

                  is main jazbat ap ki trade ko ghalta kar saktey hain aur jo ap ney trade open ki hai wo galta ho sakti hai so soch samajh kar trade karain.
                  • #399 Collapse

                    g ah g janb,,app ki baat bilkul bohat eh achi ahy jnab..io am agree with you jnab...is mai bilkul shai trahs ay sabr sya kaam karna cahey janb,,it is my opinion on it jnab...
                     
                    • #400 Collapse

                      ji haan bilkul thek , jazbaat se kya hua koi bhi kaam nuqsan ka baais he bnta hay. is lye hamaisha soch samjh kar tradini chahye warna nuqsan uthana parega.
                      • #401 Collapse

                        Yes of course right in forex we should not emotional, and also we have to avoid the greed with emotional feelings, then we can expect to get the success and we can get the best change in our life and also we can success our all dreams from the forex trading business we do it with our relax of mind.
                         
                        • #402 Collapse

                          ye aik aisi markete hay jahan pay sari game visaual hay . agar aap is main jazbati ho kay oin karaty hain to is main aapko kabhi bhi profit ni hoga . is main kaam karnay kay liye patience ka hona buhat zruri hay
                          • #403 Collapse

                            g bhai ye baat jo ap ne ki ha forex trading me sub se ziada aham ha. insan ko sooch samajh kr aur apnay jazbaat pe kaabu rakh kr forex main trading kerni chahiay jazabat main insan hamaisha lalach kerta ha aur pher lalach ma nuksaan hota ha
                            • #404 Collapse

                              well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, forex trading aik highly risky business hai aur iss mein humein seconds mein kafi loss bhi ho sakta hai ager hum iss mein decisions relax ho kay nahi letay hain tou, ager hum forex ko properly analyse kar kay aur study kar kay nahi kartay hain tou ye humaray leay kafi risky ho sakta hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                forex trading mein jazbati bilkul nahi hona chayie aur forex easy business nahi hay yeh bahot risky business hay is mein tu ap ki money loss ho sakti hay isi liye ap ko chyie hoga kay ap forex ko seekhy takey ap ka experience acha hoga mein tu forex say achi earning kar leta hon kiyon kay mein nay forex ko bahot seekha hey .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X