Forex trading ma jazbati nahi hona chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    yes u r correct jazbati kisi bhi firm me ni hona chahiye jazbat emotion kbhi bhi apkay company me ni ana chahiye yehi apkay loss ki bari wajah banti hai soch samajh kr trade krni chahiye har lehaz se relax mind hokar hamain deceision laina chahiye q k jazbati hokar galat date me trade karainge aur all of us waqt market decrease hui to loss to hoga isilye jazbat ki koi jagah ni institution me...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      ji bilkul sahi trader ko chahe ke wo jab bhi libe me trade kare apne dimag ko fresh rakhe koi tention yea emotion me trade nahi kare aur koi intry loss me jaye to abset nahi ho aur koi bhi overconfident me trade nahi kare warna loss ke bhi chance ho sakte hai.
      • #363 Collapse

        In this business broker play role of middle man aur broker hr app ko kam investment main zaydza voulm ki trade karwata hy is main app ki raqam kam istamal hoti hy or app ko ismian profit zayda hasil hota hy broker app ko margen deta hy jo app ko trade main boaht ehmeyat ka hamil hy broker aik medium hy jis ki bna per hum trade krty hain"
         
        • #364 Collapse

          my dear friend . you are right . forex trading ma jazbati nh hona chaiya . jazbaat ma a kar insaan theak traha sy soch nh sakta aur glat feslay le lyta ha jis ki waja sy usay loss hota ha. insaan ko forex ma imesha thnday mind sy kam lyna chaiya mind sy soch kar decision lyna chaiya
          • #365 Collapse

            Very nice thread i like it but because i'm new here i dont know the answer this increase my knowledge and i appreciate this i seek many thing from this thread but as concern to answer of this thread i am not able to give clear answer until i seek this completely.But this forum is good i like this .very nice and excellent forum from pakistan forex
            • #366 Collapse

              Technology emotionless hoti hai aur hame bhi is technology ko emotionless hoke use kerna chahiye.Forex trading me loss ke waqt jazbaati hone se Forex market ka dil ap ke liye naram nahi ho sakta jo loss us ne apko dena hai wo to her soorat apko mile ga.isi tarah zayada acha profit earn kerte hue bhi jazbaati nahi hona chahiye.kiynke profit ke waqt jazbaati hone se ap overconfidence ka shikaar bhi hosakte hai jo nuqsaan deh hai.
              • #367 Collapse

                forex trdaing main jazbati bande ke liye bht sa nuqsan hota ha wo apne business main fail ho jata ha aur apni umeed har jata ha aur wo apne account bi empty kr deta ha
                 
                • #368 Collapse

                  G han forex aik aisa business ha jis main insan ko apne jazbat par kabo rakhna chahae tabhi wo aik acha trader ban sakta ha aur profit earn kar sakta ha aur apne zindagi ko behter bana sakta ha.
                   
                  • #369 Collapse

                    ha agar aap forex me kabhi zajbati ho rahe hai to aapko loss ka samna karna hoga kyuki fore xme koi jazbat nahi chjalte hai par forex me sirf hard work karna hoga aapko kabhi aap greed karte hai forex me sirf practie aur knowledge hi aapko profit karwa sakta hai agar aap ye karte hai to hi profit milta hai
                    • #370 Collapse

                      g ha bahi ap nae seh kha ha mae ap ki baat se agree karta ho ager hum forex ki trde karte hoe jazbati ho gae to hume loss ka samna karna parta ha es laye trde kae waqt apne emotion pae control rakhana chahye
                      • #371 Collapse

                        G Ha Forex trading business mein jazbati nahi hona chahye q k Forex dimag ka game hai relax ho ker trading kerni ki need hoti hai agar jald bazi ya jazbati hon gey to trading achi nahi ker sake gey mistakes kere gey losses ziada mile gey.
                        • #372 Collapse

                          well jnab , ap ne jo thread kara ehin tu mein iss k baray emin yeh kehna chahoon gee k haan bai ap ne as a snr bohat accha mashwara dia hein k tradng mein hmko apnay emotions pe kabu pana chahy n relax ho kar tradng karni chahy
                          • #373 Collapse

                            bilkul yeh aik bohot hi bara aur fully patience wala business hey isliye hamen is main always apne emotions ko achi trha se control karke is main trade karni chahiye to hum is main kamiyab hotey hain.
                            • #374 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
                              forex trading krte waqt jazbati nahi hona chahye balke hosh se or demagh se kam lena chahye trading ke waqt intahai soch or samajh ker decision lena chahye ke konsi pair buy or sell krne se profit ho ga
                              yes you are absolutely right forex trading mein kya ap ko kisi business mein jazbati nae hona chahie q k is se ap k business mind pe boht farq parta hai is lye mein ap se agree karta hun k emotional nae hona chahiye...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                koe bhe karobar ho ap agr us men jazbati ho jaen gy to loss ap ka mukadr bn jaey ga ise trha forex men bhe soch samj kr trading krni chaye apka ek galt fesla apko boht sy zimadar bna dy ga jb tk ap time or twajo nhi den gy ap thek sy earn nhi kr sken gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X