school mein forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    my all dears firends forex ko school sy nai start karna chahiy kun bhut sy students jub is ko seekhay gay to wp apni study pe tawajjo nai dy gay is main paiso ki lalach a jay gi wo sochy gay phar k bhi to paisy kamane hai is tarah on ka sara diyan is business ki truf ho jay ga or wo study ko chor dy gay
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      Bhai jaan sach pocho to mujhay apki post bohat achi lagi . Mene abhi New New yeh forum join kiya hai , mujhay is earning bhi ho jati hai or learning bhi . Jiss se main apna khrcha pora ker sakta hon . Men dosron ko bhi yahi suggest kaaron ga
       
      • #348 Collapse

        brother yeh online international work hai is mein school class nahi hoti humein forex ko learn karney kay liye forum ko join karna chahiye yeh forum bohat best hai forex learn karney kay liye humein forum say bohat acha knwoledge mil kata hai
        • #349 Collapse

          agar forex 9th class ke baje 5th class say start kare tu best hay as say student forex kar k apne karche bhi khood ota le gay aur apna karcha pane bhi bhi khood kare gay forex learn kar k jo profit earn ho ga.
          • #350 Collapse

            i am agree with you forex ko mare kheyal main ton 5th say he start kar dena chaiye ta k hr student forex ki knowledge gain kar apny expense khud utahye aur agy ja k jb zada expenses ho jaty hain to b apny expense easily utha saky aur ghar walu ko koi masla na ho aur har insan parh likh jea
            • #351 Collapse

              Bhai jaan ye na momkin baat school me forex nahi seekhaya ja sakta kiyo ke ye private business hai haan hum forex ko seekhane ke liye institute open kar sakte hain jaha sirf forex ko seekhya ja sakta hai......
                 
              • #352 Collapse

                haan bilkul ye karoobar hay jo acha nafa de sakhta hay
                 
                • #353 Collapse

                  haan bilkul forex ke class 9 se karni chahye kio kay ye acha business hay. business he hamari zarorat ko pora karta hay . isko sekhane kay liye bunyadi toor per khayal karna parta 9 class se sekhaya jaye bahtar hay.9 class may bacho ka zahan taza hota hay is liye forex sekhni chahye.
                   
                  • #354 Collapse

                    Dear member member mery kiyal say 9 ya 10th class may forex ki learning nahi karwani chaya q kay ya dono classes students ki tamam tawaja taleam may mangti hain .or students ki agy ki tamam studies inhi classes kay resulet pr depend karti haa.10th class kay bahd 4 months ki leave milti haa us may schools ko forex ki traning students ko dahni chaya.
                    • #355 Collapse

                      well schol me forex hoga to bht ajeeb magar ye forex ghar me hi thek lagta he qk schol me agar forex ajay ga to sare student forex me lag jay ge r apni education se dur hojay ge jo k galat he.
                       
                      • #356 Collapse

                        agr school my forex trading start ho jay to boht hi achi bat ho gi qun ky school study ky sath sath ap forex trading ko bi start kr do or jab ap ki education complete ho jay gi to phr ap ka apna ayk boht hi acha business start ho jay ga jo boht hi profit able ho ga
                        • #357 Collapse

                          ye baat Zehan Main Rakhni chahiye k Agar Trading Ko Achi Tarah Say Sekh gye Tou profit Tou ho he janaa hai,new Traders Waqai Scalping par zyada Tawajo Detay hain Magar ek Style K sath Trading karnaa mujhe Samajh nahin Ataaa,main samajhtaa hon k new Trader ko Bhi har Tarah ki Trading ko taste Karnaa Chahiyee Waisay long term Trading he Achay trader Ka future hai
                          • #358 Collapse

                            Dear friend ji haan jahan tak mein samajhta hoon kay forex school mein 9 class say hi start hona chahiye kiyunke students iss ko seekh ker acha profit earn kersaktey hein.
                            • #359 Collapse

                              bilkul ap jitni jaldi forex ki study dain ge bacho ko wo faida hi dai ga kyu k un ki learning jaldi ho gi or wo jaldi trading ko sekh paen ge or apni earning khud kar pae ge parents pe boj kam ho ga or ache traders b ban pae ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                Bhai jaan school me bhi ho sakta hai esa magar jaha tak mera khayaal hai hume forex ke koi institute open karne chayye jaha sirf forex ki hi taleem di jaye.......
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X