school mein forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    Mere doost aap ne acha kaha hai likin mere khayal mai forex school mai nahi parana chahia is students ki saari tawajja trading par hi ho hogi aur wo ghar mai bhi har waqt trading hi karta rahega apne parhai par tawajja nahi daiga is forex ko school mai nahi parhana chahia ye aap baad mai apne parhai mukammal karne k baad bhi kar sakte hai aur rahe kharche ki baat tu wo waise bhi aap k parents hi bardasht karte hai is ki aap ko chinta karne ki koi zaroorat nahi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      ji haan ap ne sai kaha k jis tara forex phelta ja raha hy is business ko aur promote krna chiay and school colleges mai b seekhana chiay ta k students part time job kr sakin aram se gahr bethy bethyy
      • #318 Collapse

        This is great recommendation. This by doing this lots of college student is aware of the actual forex currency trading and also have a great understanding within the pleading. Once the college student find out about the actual foreign exchange throughout their research as well as they would like to create a great industry once they begin buying and selling within the actual 1.
        • #319 Collapse

          G haan ye ap ny achi suggestion di hai esa hona chaiye Forex ik acha business hai aur schools mein baki subjects k sath sath Forex ko bhi seekhana chaiye taky students apni school life sy he Forex k bary mein janen aur is mein earning karna seekh len.
          • #320 Collapse

            Bhai jaan jaha tak mera khayaal hai school me nhai hamare mulk me forex me institute hone chayye jis se hum forex ko achi tarha se seekh saken aur is kaam se pora pora faida utha saken......
             
            • #321 Collapse

              agar forex 9th class ke baje 5th class say start kare tu best hay as say student forex kar k apne karche bhi khood ota le gay aur apna karcha pane bhi bhi khood kare gay forex learn kar k jo profit earn ho ga wo un ke zindgi ko he change kr de ga.
              • #322 Collapse

                yes friend i think agar forex ninth class se start ho jae to phir start se he bache expert ho jaen ge or jab colleges or universities mein jaen ge to expenses bhi barh jaen ge is liye forex practical life mein students ko financially koi problem nahin ho ge
                • #323 Collapse

                  g han dear is mein ager aisa ho jae to is mein bohut acha ho sakta hy k jo log is mein aty hen aur loss kar k chaly jaty hen un ko is mein sekhny ka moka mil jae ga aur woh is mein loss bhi nahi karen gy.
                  • #324 Collapse

                    This is the good idea to set Forex as a subjects in the educational institutions... from this many students will learn Forex in the teen age and they will become a good trader one day.. just Forex needs hard work... and learn Forex...
                    • #325 Collapse

                      ji ha dosto mere khyal se forex study classess 9th or 10th standard me schools me honi chahye is tarah jab app college life se trade sekehna or tarde karna shru karo ge to professional life me akar ap ke pass option hoga ke app forex ko profession banae ge ya as a part tiem business
                       
                      • #326 Collapse

                        dear is k liya koi age nahe hai ya ap kbe be kar saktai ho jub ap ko agal a jaye ap kar lo aram say is mai koi age ki limit nahe hoti hai k koi na kar saktai yaha per sub kar saktai hai aram say is mai aisa khuch nahe hai ap kar saktai ho aram say ...........
                        • #327 Collapse

                          no no my dear friends school level main forex trading k knowledge gain ho na start ho jae to ya bohat ache bat ha but pakistan main asa kuch nai ha so is liya humy chaheya k hum be is forex trading main more and more knowledge gain kare take hum be is online working main expert ban saky.
                           
                          • #328 Collapse

                            khayal bohat acha ha mere bhai magar baat yeh ha kah forex ki study itne complex ha kah har student is ko shayad he study kare mere khayal mein better yeh ha kah institute hona chaheya ha jahan 1 hour ki class ho jahan sirf or sirf forex ko teach kiya jaye from basic ko complex analysis and other stuff/
                            • #329 Collapse

                              nahi dear muje nahi lagta ke yh acha ho ga kiu ke jab ham 9th class me hi forex new logo ko sekhane lag jayn ge toh woh lalichi ho jayn ge or ho sakta he boht sare log forex par hi kaam karne lag jayn or apni study ko proper time nahi den ge or istrah study rah jay gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                i think k forex trading school me nahi sikha jata ye khood sikhna parta hay app online trade youtube se learn kar sakte hay ya app forex forum p pak p help le sakte hay knowledge forex trading ke any time apna question poch kr jawab recive kar sakte hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X