school mein forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    or sab say bari bat yh ho gi k hamaray mulk mn zayada say zayada paisa invest ho ga or yh chez bhi hamaray mulk ki econmy ko strong karay gi lekin is k liay hamaray guruz ko uth khara hona paray ga
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      ap log yeh chahte hen k forex ka pereiod ap ki classes k sath ho to ye totally wrong ha. is trah to 1000+ businesses hen to agar her aik ka aik period ho to ap ko kesa lage ga aour us k bad students study kb our kese karen gy
      • #303 Collapse

        yey aik achi suggestion hay because agar school me forex ko asa a subject prhaya jai ga to is say un student ko is business k bare me knowledge male gee or wo bhi is business ko join kar kay apni earning start kar sakte hay or apna expenses bhi khud bardashat kar sakte hay
        • #304 Collapse

          wasy itna koi khas bura idea to nahi hay ye lakin bat e hay kay hamari to education wasy hi bari pichy hay or hamara to shayad koi teacher bhi is business ko na jan sakta ho is liay main to kahun ga kay ye aik na mumkin si bat hay Pakistan main.
          • #305 Collapse

            schoolon or collegon may parhani chaya or apko is may busines may groth milay gi jis ki waja say apko is may boht kuch seekhnay ko milay ga or apko is may kafi hund tuk faida ho ga or apko is may invest ki zarurat nahi paray gi
            • #306 Collapse

              my dear friends me aap ke es baat se torha bahot etefak karta ho . leken agar school me forex ke baare me claasese shoro hogaye to student ka dehan study se hat jayrga . es liye agar forex keliy ealag courses shoro hogaye to ye behatr hoga.
              • #307 Collapse

                g bilkul bhai jaan jis trha ye kaam tarakki kar rha hai or bh se pakistani es kaam ko join kar rhy hai us trha hamari hakoomat ko chahiye k es kaam ko seekhny k liye kici proper institute ko bannaye jahan hamain forex k bare main pata chal ske
                • #308 Collapse

                  mere khayal se forex school main nahin start honi chahiye q ke ager forex school main start ho gai to student ki study mutasir ho gi or student earning ki lalach karein ge is liye forex ke liye alag se institute hony chahiye.
                  • #309 Collapse

                    yes of course dear bro i think k 9th class sy 1 daily 1 period Forex trading business k hawaly sy bi hona chahey because us sy hamari jo new generation han un ko Forex trading learn krny man koi bi mushkil nai hogi or woh easily Forex trading ko learn krskty han or then woh jab bary hojaye ga woh is man handsome profit gain krsaky gay.
                    • #310 Collapse

                      ji han bhai ager aisa ho jai to bohat behter ho jai ga mager aisa kre kon aisa goverment ko chiye k wo kuch aisa sochain k is jadeed dor mai bche apni income khud earn karna seekhain aur ye web development ka kam b sikhana chiye
                      • #311 Collapse

                        g haan apke baat thek hy lekn hamary pehly sy boht problems hain jo solve nahin ho rahy hian is leay hame pehly schoolo ke halat par tawajo deni chaheay.
                        • #312 Collapse

                          Je bhai jee yeh aap ki suggestion bhat he achi hai kyun keh is say Pakistan ko bhat he fahada hoo ga lakin humray humran kabhi bhee asa nahi kerain gay kyun keh wo nahi chatay hian keh awam ka fahada hoo kahain bhee. Me aap ki suggest ko bhat passand kerta hn.
                          • #313 Collapse

                            ha mai be yahe lehta hu k foerx logo ko sekhani chahye school level pe be takay loog buisness e wakfeyat hasal kare aur agay ja k business hekare keyo k jo berozgare ja raha hai wo koe aam c job se puri nahe ho ga
                            • #314 Collapse

                              mera khayal hai ke agr forex school mein 9 class se labor and birth krdya jaye 1peroid forex ka howa kare s tarah colleges university wagera mein bhi hne lag jaye tu ye bht hi achi bat hoogi ap ka kya khayal hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                jee haan agr forex ko as a subject padhyh jay toh bohat sary logn ke tenshn's solve ho jaien ge per pakistan main abi tak forex ka koi proper school nhe ha.
                                Forex strategies for beginner click here .... :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X