school mein forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    mera tu khayal hay schol mai ab game period ki jagah forex ka 1 lecture dena chahya ....9th,10th say hi isay parhana start kar dena chahya.....life mein students ko financially koi problem nahin ho ge wo apney expenses forex trade ke zariye poore kar saken ge.its very good idea.... na hee iss main koe time mention kar kay online hona parta hai aap kabhe bhe kisi bhe time online ho saktay hu.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      forex ap kesi be jaga per ker skate ho is main ap bound nahe hai but ager ap school main forex ko kerna chate ho tu per ap ko mobile trading sab sy zayda suit kerye ge aur ap earning be ker lo gy forex main
      • #288 Collapse

        Bhai jaan esa ho sakta hai lekin mujhe jaha tak lagta hai ke haamri govt hume is ki ijazat nahi de gi haan hum forex ke liye institute bana sakte ahi jis me sirf hum forex ki taleem de sakte hain......
         
        • #289 Collapse

          ji han apne boht achi bat sochi hai aeas bilkull hona chye humare scholl collages or university's me take bche or subjes kay sath sath trading ko b khoob ahmoyat dain
          • #290 Collapse

            This is a very good suggestion. In this way too much a student knows, Forex trading and have a good knowledge in begging. If students learn Forex in their investigation and want to learn to do, at the start of trading in the real s year a good deal and the trading on the Forex trader good much more experience, a good start, give.
            • #291 Collapse

              mere knowledge main to aisa koi school ya college nahi hai jiss main forex ko as a subject study kiya jata ho. agar iss ki itni importance hoti to humein pehlay west main aisi cheez dekhnay ko milti. mere khayal main forex ko college ki studies ke baad study karwaya ja sakta hai. agar school ya college main iss ko study karwaya jaye ga to students apni studies main acha perform nahi kar payein gay.
              • #292 Collapse

                aj kal forex etna famous ho gya he ke is ko as a subject schools me parhaya jay ta ke students start se hi is me knowledge gain kr ke aen or bhut kam struggle se is businss me earing start kr de
                • #293 Collapse

                  sir agar ham 10 class say hi forex start kr day to hamay hi fiada ho ga qk kay ham jatna hi ziada forex pay kam kray gay uthna hi ham expert ho saktay ha lakin koi koi insan jab college ma ho ya universty ma ho tab hi start krtay ha ma ab uni ma or ma ab pak forum ma kam kr raha ho or phr forex py kam kro ga
                  • #294 Collapse

                    Well meri nazar main apki baath bhi bilkul sahi hai .. trading ki knowledge sab hi ko honi chaiye ... or school students ko bhi trading ki knowledge honi chaiye ....
                    • #295 Collapse

                      i think Forex ka subject 9th se nahi secondary start hone se hona chahiye kyunke isse apko achi knowledge aur basic root milegi aur ap studies ke doran apny apko stable kar paenge
                      • #296 Collapse

                        This is very good suggestion . It this way very many student knows about the forex trading and have a good knowledge in the begging . When the student learn about the forex during their study and they want to make a good trade when they start trading in the real one. years of learning and having much more experience in the filed give a good trading start in the forex a good trader
                        • #297 Collapse

                          Asalam o Alikum. main yahan new hon or ya suggestion bohat he ache hai q k agr hamain school say he ya sekhaya hota tow aaj first day he mujhay koi problem nahe hoti or main forex main or ache tareekay say kam kar sakta ..... :)
                          • #298 Collapse

                            gud suggestion k forex school mai start kr dia jana chaiye bt is k lie mentally aapko thora grow krna prta hai tbe aap isko sekh skty ho. Jahan tk mera khayal hai isko fsc mai hona chaiye jb aap k pass acha chance hota hai chezon ko sekhny ka
                            • #299 Collapse

                              forex kar k apne karche bhi khood ota le gay aur practical life mein students ko financially koi problem nahin ho ge wo apney expenses forex trade ke zariye poore kar saken apna karcha pane bhi bhi khood kare gay................
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                agar aisa ho jae to hamaray bohat say childrens starts mn aisi cheezain seekh kr aain gain or yh cheezz hamaray mulk ki economy ko strong karay gi
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X