Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    Agar ap me himat aur hosila nahi hogi Forex trading me to ap kabi be success hasil nahi kar sakty hai . Himat aur hosila bohat important cheez hai Forex trading me . Forex ek business hai jis me profit aur loss hota rehta hai . Agar ap loss par himat har jao gy to pir ap kabi be Forex par kam nahi kar sakty ho .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      g haan app ko is kaam mai bht himmat chahye hai ager app mai loss bardassht karnay ki himmat hai tu app yeh kaam karen warna yeh koi asaaan kaam nahi hai app ko kafi mehnat ki zaroooori hai jisss k baad he app is kaam mai earn kar sakty hain baqi tukkay per her roz eraning nahi hai
       
      • #618 Collapse

        zaruryy baat he jimmat be zarury he ap dekh rahe he har koi trading be nahy kr sakta q ke isme himamt nahy hote ke o trading me invest kre balke apne ap par yaqeen be nahy hota
        • #619 Collapse

          Yes of coruse himat to chaie bhut dafa loss hota he or us waqat agar ap himat nahi dikhaen ge to ap forex se dor ho jaen ge.
          • #620 Collapse

            himmat bi chiaye aur aap forex par demo account par practice kar kay ziyada say ziyada experience hasil karay kiyon kay yeh bahot important hay then ham forex say achi earning kar sakay gayn mein forex ko bahot pasand karta hon kiyon kay yeh aik lifetime business hay .
            • #621 Collapse

              forex mein himmat bhi chayie hoti hay aur ap learning ker lo aur forex aik lifetime business hay ap is smein feature mein bhi earning krna chata hon isi liye forex ko mein ziyada say ziayda learn karta hon and mein chata hon kay forex mein aik good trader bano takay mein logo ko bhi teach karon forex mein hamay manual trading karni chayie .
              • #622 Collapse

                ji hamat kud hamary pass nai ay gi hamy khud karni parti ha bus ap ya such kar kam kar kary kay many ya kam karna he karna ha tu tam himat ap kay andr ay gi ap apny ap ko hardwork banay
                • #623 Collapse

                  g han humay forex trading ma himat b chay aur ahtat b chaya jatna ahtat sa kam kia jay ga atna he zeyada monafa ho ga himat k baghar koi kam nae ho sakta aur insan ko apna upor confedence hona chaya is sa insan k andar himat pada hote ha.
                  • #624 Collapse

                    g ha g jnab,,bilkul chaye jnab,,is main bager himaat k khcuh bhi nahi ho skata hay jnab,,or ye sub hi k liye acha hay jnab...ior sub hi ko karna cahye jnab
                     
                    • #625 Collapse

                      asslaam o alaikum g bhai jan forex me jaisa k loss ho jata hai or aksar trader himat har jae hain is k liye humen hiat ki zarorat hai or mehnat ki bhi
                      • #626 Collapse

                        Han bhaei eisa he k es busienss min hum apni raqam invest karte aur hum apni high investment k zarye umeed rakhte hin k hum kafi bari earning bhi le lein ge es business min se. Phir hum jab samjh kar ye karobar karte hin to humin dar se bach kar trading karni chahye.
                        • #627 Collapse

                          zahir si baat hy k is main himat ki b zaroorat hy agar aap main himat ho gi to hi aap trade kr sakain gy dusra aap k andar loss ko bardasht krny ki b himat honi chahyeh aur agar aap achi trade lagain gy to hi aap acha proit gain kr sakain gy
                          • #628 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: king51 پيغام ديکھيے
                            Guyz Himat is sense mai ke kya trade karnaay ke liye himat chahiye aur agar haan to humheen ye himat kahan say milay gii .. ??
                            Please share ..
                            ha g bilkul sub sy important hi himaat ha gar jb tk himat ha tb tk kam kri jao jao jis may himat ha wo hi ya kam kr sakta ha or kpoi ni ya kam asaan nae ha lagta asaa ha ky asaan ha par ya asaan ni ha soch samj kr ya kam krna parta ha asa nae ho jta ya kam
                            • #629 Collapse

                              Forex trading aik bahut wast business market hay. Es may trading k liay bahut ziada trading knowledge aur experience chahiay. Aur eh knowledge aur experience bari koahiah aur mehnat say hasil hoti hay. Aur koshish aur mehnat Himmat say kam kar k hasil hoti hay . Es liay Forex mayn Trading k liay Himmat chahiat.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                Assalam O Alaikum, Forex tarding main trades ke liay aap ko himmat ki zaroorat nahi hai bas mehnat ke liay aap ko himmat ki zaroorat hai. Aap jab learning main himmat se kam len gay to ek din aap achhay tarder ban jaen gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X