Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    himmat bhi chahye aur mehnaat bhi cahhye, dono honi chahye takke acha profit take kr sakein himmat insaan ke andar khud ati hai
    yeh depend krta hai banda kitna mehantii ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      han ji is me himmat ke sath losses ko hame bardasht karna hota hai bas greed or jald bazi me kam karne se gurez karna chahiye kiun ke jald bazi me kam karne se ham ko is me losses he losses face karne par sakty hain or loss bhi kafi hone ka dar rehta hai .
      • #648 Collapse

        g han dost ap na achaw sawal kia ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b asa hi lagta ha ka hamay forex ma trading krny ka liye zada sa zada himat ki zarorat hoti ha kiu ka is ma hamay kam hi asa krna hota ha aur dost agar ap himat sa kam nhi kro gay tou ap ka hi loss ho ga aur ap earning b nhi kr sako gay i like forex..................
        • #649 Collapse

          Asalam alaikum bhai jan har kam krna ka lia himat or mahnat ke zarorat hote ha himat ap ko domo account pr practice sa milay ge or is ka baed ap ko kamyabe mahnat sa milaay ge yad rakhain domo pr jitne practice hoge itna ap ko fida hoga.
          • #650 Collapse

            je haan forex mein kaam kartay howay kosis karay experience aur knowledge se kaam karay ap k liye money earn karna easy hoga aur es mein greedy na karay ap k liye better hoga
             
            • #651 Collapse

              ji han forex trading k lyie hamin himat karni prti hai...jb ap ko loss ho to ap ko himat sy km karna chyie us kam ko chorna ni chiye blky ap ko himat or struggle kar k profit earn karna chaiye
              • #652 Collapse

                himmat se kia murad ha yahan pe forex ma trading ke lie sirf investment chahye or jiske pass investment hogi wahi trading karsakega warna nai.
                 
                • #653 Collapse

                  G han is business me hmen himat bhi chahe hoti ha kyun k ye aik asa business ha jis me hmen kafi zyada zyada loss ho sakta ha isi liye loss ko brdash karny k liye hmen is business me achi khasi himat bhi chahye ta k hm loss ka samna kar sakyn is business me
                  • #654 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: king51 پيغام ديکھيے
                    Guyz Himat is sense mai ke kya trade karnaay ke liye himat chahiye aur agar haan to humheen ye himat kahan say milay gii .. ??
                    Please share ..
                    Ge han forex par hum ko hemat ke bhe zarorat ho te ha gese ke waja sa hum ko kam kar ta han wasa to forex par hum ko pasa meltan han ajar hum is par jetna points ka ma na ga atna he hum ko pasa mel tan han or hum ko ke bar is ma bouns bhe mel ta han is waja sa hum ko is par kam kar na ch he ya is waja sa forex bhat ah he chease ha jese par har koe kam kar na pasand kar ta han
                    • #655 Collapse

                      g bai jan forex trading k liye himat ki bht zarorat hoti h or himat or hosla insan k under hota is liye trading k liye b zarori h k hum himat or hosly se trading krein or dil na harein Inshallah ek din kamyabi zaror mily gi
                      • #656 Collapse

                        Dear aap kay paas backup jitna big ho or aap ka lot size jitna kam hoga or aap jitna achay analyzer ho gay to aap ki trad karnay ki himat bi utni hi ziyada ho gi quen kay insan gir gir kar hi chalta hay.
                        • #657 Collapse

                          jee han bilkul forex may himmat bhi chaeye q k ye trading ka kaam hay iss me din raat trading hoti rehti hay or jab trading ho zahir hay loss or profit bhe ho ga bs samjh kar ye kam krna chaeye or ager loss ho ya profit kabhi kabhi bhi apna self confidence nhe khona chaeye
                          • #658 Collapse

                            ji ha forex trading ma himat bilkul chahay kio nahi chahay ager app himat na kary gay to kaam nahi kar paye gay is liy apny ander himat zarori hay apny ander paida karna
                            • #659 Collapse

                              yes forex ma himat zarori ha kyu ke market ki speed moment kesi time boht taz hoti ha tu os waqt soch samj ke himat ke sat trade karni hoti ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                g bhai forex main hammen himat chaye ye kiun ke hamari himmat ki waja se hammen achi earning hoti he agar hamare pass himmat na ho to hammen lost hoga or fhir bar bar lost hone ki waja se ham forex ko chorne ki sochte hen to forex per kaam karte waqt himaat rakha kare

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X