traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    je haan trader ku kosis karni chaiye k wo indicator ka sahra lay aur kosis kary es mein mind se trading karay aur es mein kaam kartay howay greedy na karay thankful for question
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      g haan hmysha apny mind sy trade krni chahiye. . .indicators or roboot ka istemal tu mujhy nai pta laikin main ye smjhta hoon k koi b person khud socha smjh k halat ko daikh kr trade achy sy kr sakta hy indicators or roboots kee nisbat. . .
      • #198 Collapse

        Ni main is baat sy sy sahmat ni hoon ap ko agr trading krni hy to is k liye analysis krna hota hy markeet ka jo indicator ham use krty hyn wo wo markeet ka analysis hi kr k indicate krty hy likin indicator py fully pidandante hona b achi bat ni hy.
        • #199 Collapse

          forex trading mai trader ko jo hai indicators ka use kerlena chaiye lekin sirf direction ko detect kerne ke liye aur kisi kaam ke liye nahi use kerhe.aur hai fully indi per depend nahi kerahe
          • #200 Collapse

            assalm o alaikum g ap sahi keh rahey hai key hamein forex main jab b trade kery to indicater ka sahara nahi leyna cahey hamein khud hi apney zehan key sath sochna cahey key hamein ab kaha kay kerna hai our kab trade kerni hai
             
            • #201 Collapse

              Dear, forex trading aik acah business hy aur is men kamyaab hony kl lye hamen chahye k hum mehnat krn aur apsy agree kerta hun me k traders ko indicator ko use ker k he best pta chlta hy k kya sahe hy aur market kesy ja rhe...
              • #202 Collapse

                there is an impact on tradig of luk of a trader in forex market i think a trader can make big money if he has great knowledge and experience in forex market this is very best businuss of the world in which many people are making by means of their luck
                 
                • #203 Collapse

                  I believe in the indicator, then how do we discipline to apply money management within each of us, if you want to get rich from trading .. soon forget this business.
                  • #204 Collapse

                    aap ko ek wakea sunata hon ek admi tha us say kisi nay sawal pocha k aap ki kamyabi ka raz kya hai us nay kha k jo ghaltiyan mera bap karta tha wo me nay nahi ki yani hame gahrltiyan yahan share karni chahye ta k koi aur na kare:(
                     
                    • #205 Collapse

                      Indicator are very good tools to use compare to trading with robot because robot are program and so they can only make decision base on how they are program and when there is a sudden news release, it then to result to loss. it is very hard to find a consistent robot today
                      • #206 Collapse

                        ek acha trader kabi bi indicator per believe ni kerta kiun ke indicators ko wahin ghoomna hota he jahan candles ko jana hota he sirf RSI 75% madad kerti he baki total experience,,,,
                        • #207 Collapse

                          a trader must learn more than a single indicators,and while doing trading on real account or demo account trader must see the news of this market,and enjoy to business with proper information
                          • #208 Collapse

                            i think ye aik mufeed saholet hai or is say faida uthana chay
                            • #209 Collapse

                              assalm o alaikum g han forex main indicator to hain likan ye buhat kam hai key in sey hum profit earn kerin ku key indicator kabi kabi sahi ishara detey hai nahi to aksar is main logon ko loss hi hota hai our hain hum ko rebot ko b use nahi kerna caheiye us main buhat zaida loss ka nuksan hota hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                g han brother indicator ka sahara nahi lena chahiye ta k next ap kafi loss say bach sakty ho agr ap indicator ka sahara ly kr chlo gay to ap ko kisi time bhi kafi loss ho sakta hai is liye ap apni hard working kro aur khud market k analysis kro ta ka ap aik senior trader ban jao ap ko next ja kr koi preshani ka samna na krna pry

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X