traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    bhai ap na baray khoobsoorat andaaz ma baat ko samjha dya ha kya kahnay han ap kay wesay bhi ya sara sar ghalt ha kay ap robots ka use karain is sa ap na tu koi mhnat nhi ki hoti na
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      trading andazy ki base per nai kia ja sakti hay bilkay trading kay laye trend ky bary main pata hona zarori hay aur trend ko samjny kay laye indicators aik important tool hay and with out indicators uses trading impossible to nai but hard zaror feel hoti hay
      • #168 Collapse

        Dear, main apsy agree krta hun.. insan ko robot trading nh krni chahye.. indicators achi cheez hen lekin sirf un k ly jo forex trading ka boht ziada experiance rkhta ho... zara si information sy loss hony ka khtra ziada hota hy.. apko tab he indicators use krna chahye jab apko indicators k sb rules pta hn..
        • #169 Collapse

          traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh kyu kai aager kahi per achanak kuch howa to indicator ko ya robot ko kon samjha ay ga. Robot using on forex is a big mistake because if there will a surprising news so robot will not leave his work because robot only works with technical analysis
           
          • #170 Collapse

            nahi aap ki es bat say may mutafiq nahi hoon kay agar aap ko indicator ka sahara nahi hay tu phr aap trend ko kasay jan saktay hain or phr kasya buy or sell lagian gy trading may.
            • #171 Collapse

              jee bhai jan bilkul sahi keh rahy hai aap hamy indicator ka sahara nhi lena chahiye hamy balke khud trading ko enalysing kar ke karna chahiye our sekhna chahiye trading ko ham jitni zayda mehnat kry gay hamy utna hi acha benefit haisl ho ga is se
              • #172 Collapse

                forex ak aisi business he jis main traders ko jitni ho saky knowledge ziyada se ziyada rakhni chahiye aor jaha indicators ki bat he to indicators kafi useful hoty he q k aksar in ki prediction teek hoti he likn jb news hoti he to pir kam chorr dety he likn hr time news b to nahi hoty likn overall indicators mufeed hoty he aor main to robot trading k sakht khilaaf hn.
                • #173 Collapse

                  mere khyal main to hamen indicators ka sahara lena chahye ku k indicators bane hi hamare liye hain r hamen us se help leni chahye agr ham indicators ko hi achi tara se samj lain to un se b ham kafi help le skte hain trading karne main........
                   
                  • #174 Collapse

                    G bahi I am agree with you main b jab trading karon ga to indicater nahi use kain ga thanks.
                    • #175 Collapse

                      traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh kyu kai aager kahi per achanak kuch howa to indicator ko ya robot ko kon samjha ay ga. Robot using on forex is a big mistake because if there will a surprising news so robot will not leave his work because robot only works with technical analysis
                         
                      • #176 Collapse

                        sraay log smjhtay hen kay bulkay un ka man-na hay kay sirf NEWS per he ... je nahi ap ku apnay experience ku be maday nazar rakhna paray ga kiyon k ... jiss main koch trader is main indicator ko follow karty hain or is mian trading karty .... brother my point of view news trade tab karni chahiye trader
                         
                        • #177 Collapse

                          g ha g jnab,,,is main kaam kar k kafi mza ata hay jnab,,kaam aik boht he acha business hAY JNAB,,,OER IS MAIN KAAM SAHI RHA SAY PERFORM KARNA CHYE JNAB...
                          • #178 Collapse

                            Yes I am agree with you. Main khud bhi indicators ka sahara nahi leta, aap khud market ko judge karain aur phir trading karain aur sath sath judge kartey rahain. Koi bhi cheez accurate nahi hoti aur kabhi kabhi na chahtey hoi bhi loss ho jata hy. App apni learning ko barhayen aur khud apney mind sey planning karain, yehi best method hy. Profit chahey kam ho ga lekan aap ko apni mehnat par fakhar ho ga.
                            • #179 Collapse

                              Dear Indicators b theek rhtay hai or trader indicator ko use krtay huway market ki situation or market k trend ko findout kr sktay hai lakin mai apki is bat say b agree krta hai k trader ko 100% indicators pr depend ho kr trading nhi krni chahiye or apni analyzing pr B confident ho kr trading krni chahiye.
                              https://t.me/pump_upp
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                g bilkul dear ap theek jkeh rahay hain k indicator ka shara nahin layan chahiyeh kabi kabi indicators dhokha b day jatay haain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X