1 se zeyda pairs me trading karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    aap har pair main trading kar kste hain main ne kafi pair main trading ki hain or karti i ho har pair main trading ka apna maza hain par jaaab aap 1 trade main ziyda trade kare gy tu aapko us pair ka ziyda ilam hasil ho jygy or apko us pair ka ziyda pata chal jygya k ye merket aab up janni hain ya down is liye mere khayal main 1 pair main trade karna munasib hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ye to dost app k knowledge our exprience k oper depend kerta hai ager acha hai to pher app aik say zeada pairs k oper trade ker sagty hian our zeada mazeed knowledge ho ga to pher app commodities k oper trade ker sagty hain
      • #33 Collapse

        ap ki apni merzi hia k ap aik se zada pair men trading ker skaty hein mager ap jab zada pair men kam kerty hein tu apko zada mehant ki zroort hoti hai apko zada se zada practice kerna perti hai her pair per ,isi liy aik hi pair ko chose ker k usi per kam karien
        • #34 Collapse

          ye sab experience aur deep marker research pe iska inhisar hain agar ap aik se ziada pair pe aankh rakhte hain aur unka analysis aur trend ke baary ma jankari hai to ap zayada pair pe bhi trade kr sakte hain
          • #35 Collapse

            G es me koi msla nhi ap jitne market pairs per kren trading zyada tar log krte hen jo pair attached hote hen jese k eurusd and usdchf jo aik dosre se attached hen or eske ealwa b log krte hen mukhtalif pairs per or krni b chiye qk apka aik idea wrong ho skta hy mgr hr idea wrong nhi hota
            • #36 Collapse

              Dear brother her trader ki apni starttegy hoti hay would apnay experience Kay mutabiq trading karta hay koi traders aik say zyada pairs main be trading kartien hay or koi sirf or sirf aik pair main trading kartain hay or wo us main apanay aap ko fit samajtain hay jis jitna experience us ko is Kay lehaz say trading karni chahaiay taan Kay wo apnay hesab say profit ko earn kar saky
              • #37 Collapse

                sir baat ya ha kay wo ap pay depend karta ha kay apkay pas katna balnce ha or ap katnay pairs pay tarding krna ha qk agar ap 2 pairs pay bhi tarding krty ha to koi masla nai ha lakin apko us currecny ka idea hona chahiye kay wo move kasay krti ha lakin ap gold pay bhi tarding kar sakty ha lakin thora idea hona chahiye
                • #38 Collapse

                  Bhai aij sy zeyada pairs ma trading krny ka koi problem to nhi hai lkn apko money management ani chye aor cross move krny waly pairs kabhi pta hona chye ta ky yeh na ho ky apko aik profit ma loss ho aor dosry ma profit aor uska koi faida bhi na ho.
                  • #39 Collapse

                    Forex trading main aik say zada pairs main trading karna zada safe hai kiun kay aap ko pata hona chiay kay hamri startegy kisi na kisi pair per to fall kar he jay gi or acha bhala profit ban jay ga hamain chaiy hota hai kay ham trades ka lot size chota rakhain
                    • #40 Collapse

                      treading mai zaruri nai k pairs aik ho ya aik sy zayada zaruri to ye hai k hm os pairs mai kitne expert hai or os k ups down ko kitna samjhty hai .kun k jb tk hm ups down k hisab sy step nai othaye gy t tk profit hone ki koi surat nai
                      • #41 Collapse

                        Agar tou apka balance itna hai ky ap aik sy zyada pair main trade ker sakty hain ky agar market apky against move kerti rehy tab bhi apky account ko koi farq nehi perta then no problem ap jitny pairs main chahian trades open kerain but agar ap bonus per trade ker rehy hain then apko sirf aik hi pair main trads open kerni chahiay ky agar profit hasil ho tou woh withdraw kerwaya ja saky
                        • #42 Collapse

                          Bhai hamen ek time men sirf ek pair men he trade karni experience k baghair 2 pair men trade nahin lagani chahye. agar ap k pas experience aur knowledge hai to phir ap zyada pairs l mutaliq soch sakty hain
                          • #43 Collapse

                            Ap bhai basically pairs py trade nahe karty ek acha trader hamesha apne system py trade karta hai us ke lea pairs name matter nahe karty just setups matter karty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #44 Collapse

                              Bhai mery khayal mn ap ko aik pair mn aik trade lagani chahyei r zyada lalach mn ni parna chahyei kyun agr ap zyada trades open karein gy to loss ki surat mn account wash hony ka risk ha islye behtar ha aik hi trade open karein.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X