1 se zeyda pairs me trading karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    1 se zeyda pairs me trading karna
    me ne jab se trading start ki hay me 5 years se gold ya per EUR/USD me trading karta hon koch traders 1 se zeyda pairs me b same time me trading karty hey kia ye sahi hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear hume sarif ek hi pair ma trading krni chaiye agr hum k paas experience ho ur ap ne koi trade open ki ho ap dosri trade open krna chate ho tu ap kr sakte hein lekin agr experience ho tu phr dosri trade open krein
    • #3 Collapse

      Bahi Jan apko forex trading mein aik fevorite currency slect krni chahiye aur us pr hi always trading krein aur new trader must follow news aik bahot achi cheaz hai us ko kabhi ignored na krein
      • #4 Collapse

        Yep of course ye sahe hai kiun kay sab pair main loss aap ko nahi ho sakta agar aap achay annaylis kar kay mukhtalif pairs per lot laga daitay hain to aap ko stop loss to hit hun gay he sahe laikin overall tp ratio zada raha to profit bhi acha ho ga
        • #5 Collapse

          dear jaha tak bat hai aik pair mai trade karna ye sab se best hai kun k bandy ko aik pair ki samjh aa jati hai k ye daily kitna move karta hai aor ais mai se kaisy profit banana hai magar hum log kehty hai k sab pairs mai trade kary aus se phir samjh ni aati.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            me ne jab se trading start ki hay me 5 years se gold ya per EUR/USD me trading karta hon koch traders 1 se zeyda pairs me b same time me trading karty hey kia ye sahi hay
            Irfan shahab Forex trading may different pair pa trading karna ap per ur apki investment amount pa depend karta ha agar ap ka pass experience ur investment ha ur ap different pair pa trading karna chata hai tu ap easily kar sakhta hein as may koiy bhri baat nhi ha sub traders apni marzi say trade karta hai chahe jitna be pair use karen ya unka matter ha...
            • #7 Collapse

              Bahi Jan apko aik se zaida pair PR trading krni chahiye aur long trade na krein apko bus loss se bachna chahiye baki apko profit is trading mein lazmi ho ga loss nhi ho ga aghr mehnt ki ho tu loss nh hota
               
              • #8 Collapse

                Bahi Jan apko aik se zaida pair PR trading krni chahiye aur long trade na krein apko bus loss se bachna chahiye baki apko profit is trading mein lazmi ho ga loss nhi ho ga aghr mehnt ki ho tu loss nh hota
                 
                • #9 Collapse

                  Aik hi time main aik se ziada pairs main trading karnay main koi harj nai hai otherwise ap ka account balance in tradings ko hamdle kar sakay or market against honay ki soorat main jaldi account wash na ho
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: misses naveed پيغام ديکھيے
                    Aik hi time main aik se ziada pairs main trading karnay main koi harj nai hai otherwise ap ka account balance in tradings ko hamdle kar sakay or market against honay ki soorat main jaldi account wash na ho
                    ge han aik se ziada pairs mein trading krne mein koi hrj nhe he laken yeh lazme hota he keh trader ko market mein ziada risk nhe lena he aur trader forex trading mein low risk se trade kre aur trader sirf eik he pair mein trade kre to mere khyal mein acha rhe ga es trah trader apne trading mein ache fiada le skta he ziada pairs mein eik sath trade lagana acha nhe hota he
                    • #11 Collapse

                      H bhai jan hum ek time ma ek se zada pair ma trading kr sakte hein lekin hume esa nai krna chaiye kew k hume zada lose be.ho sakta ha agr ap k paas full experience ha ti him.ko zada pair ma kam krna chaiye
                      • #12 Collapse

                        Agar apka balance kafi zyada hai for trading tou no problem ap aik hi time main kei pairs main trades open ker lain ky agar kisi pair main apko loss ho raha ho tou kei pairs main profit bhi ho raha hoga but apka agar balance kam hai tou ap sirf aur sirf aik hi pair main trade open kerain
                        • #13 Collapse

                          Bahi Jan apko trading tamam pairs PR krni chahiye aghr ap tamam pairs pairs PR trading krty hain tu apko vahot xaida profit ho ga loss ko decrease krein losd bahot hota hai is se bachein
                          • #14 Collapse

                            Yes dear ap aik se zayda pair mein trade laga sakty hain lekin apko knowledge hona chahye aur doosra ye khyal krna chahye k balance kam hony ki waja se apka account wash na ho.aur apko news parhni chahye ta k apko faida ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear, ya us trader per depend ha ka wo kon c trading kr raha ha wo price action kr raha ha ya fundamental kr raha ha . Bht sari defects depend hota hain trading laken zada ter tradung eurusd ,gbpusd, usdjpy and xauusd per best rahti ha . Laken her trader khid decided krta ha wo kis ma kr skta ha . Es liya apna mind ka motabak select kren.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X