Gold kiya hamesha uper neechay hotay rehta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    Yes gold main trading sy pehly apko ensure ker lena chahiay ky kehain koi gold ki price variation ki news tou nehi agar na ho then gold support aur resistance ky darmian hi ghoomta rehta hai aur agar ap gold ky technical analysis sy trend judge ker ky trade open kerty hain tou profit hasil ker sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      gold main trade karny main humain market main achy say learning kar kay kam karna ho ga jisay humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain risk kafi hota hay loss ho sakta hay
      • #528 Collapse

        Gold key ups aur down honey ki buhat si reasons hoti hain aur agar aap ney gold ki trading krni hoti hy to pehlay market ki update lena zarori hota hy. Gold ki trading key leye equity ka ziada rakhna zarori hota hy. Is ka spread ziada hota hy aur jahan is main profti key chances hotey hain, wahan loss key bhi utney hi chances hotey hain.
        • #529 Collapse

          g bhai forex trading mein har market hi upoer neeche hokar chalti hai aur apkjo chahiye ke ap is mien proepr tareeqe se market ko read karna seekhen tb hi ap is mien kamiyab hosakte hian.
          • #530 Collapse

            Yeh koi confirm bat to ni hy per aksar auqat aisa hi hota hy per gold ki moving up ya down dono aik din main ni hoti ho sakta hy aik hafta down rahy aur do hafty up trend main chali jay
            • #531 Collapse

              G bilkul forex trading market hamesha sai oper necha hoti rhti hy is liya humin chahye hy k hum is ko achi terhan sai seekh ker experience leker madket mai in hona chahye hy
              • #532 Collapse

                Forex trading market mai jitna be pairs hy wo sub ke sub oper necha hoty rhty hy jis terhan gold oper necha hota hy or is mai kam ker ke log achi earning kerty hy is mai
                • #533 Collapse

                  Sab pairs dost oper our nechy move kerty hain khuch news ki waja say move kerty haen our khuch ki movement buyer our seller ki wja say hoti hai
                  • #534 Collapse

                    Yes dear ma ap ki bat py agree krta hun goold ups abd down hota ha hume is ma bogar experience k sath trading krne xhaiye gold hume lose be deti ha ur profit be hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye
                    • #535 Collapse

                      Gee mery bhi forex trading isi ka name hai market agr harkat ma na rahy to kon is m business kry ga. Market ko move krvany ky leay coutries ka data gdp cpi ppi political satuations terrorist activity etc move krvati hain
                      Acha kaam achy daam
                      • #536 Collapse

                        hamain gold main trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar skay aur knowldge hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur profit hasil ho skay ga
                        • #537 Collapse

                          Yes dear gold ki market main fluctuations bot zada hain or is ka kuch pata nahi chalta kay kia next big move lay sakta hay bas hamain chiay hota kay ham trading terminology ko samjhnay ki koshish karain or sat sat apnay account ko maximize karnay ki koshish karain
                          • #538 Collapse

                            gold main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur experience hasil kar k hi hum market main profit hasil karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay
                            • #539 Collapse

                              gold main experiecne hasil kar k hi hum sucess ho saky gay aur trend ko use kar k hi hum profit hasil karein gay aur pahr hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur market main achi trade kar k sucess hon
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                G bilkul Gold kabhi bhi boht zyada up or down ho sakta han is me market ki movement stable nahi rahti but agar hum ne is metal par trading karni han to is k liye humy chahye k hum market ko achi trha se analyze kary and professional traders ki bhi help lye isi trha hum Forex se achi earning kar sakty han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X