Gold kiya hamesha uper neechay hotay rehta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    g han frndz gold aik aesa pair ha jo kisi bhi time upar nechay ho sakta hay is ka koi pta nai hota ye kb movement kar jay is may may ups nd downs aty rehty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      gold main experience hasil kar k hi trade karni ho gi aur is ki currency move kart hi rhti hai is main boht hi experience k mutabiq trade karni ho gi tab hi hum is forex main planing kar k hi hum real main acha kam kar k market main run kar sakty hain aur market main knnowldge ho ga tab hi hum trade lga sakty hain it is best job
      • #573 Collapse

        g gold humesha upper and nechy chalta rehta hai or yeah dollar kay humesha ulat chalta hai or isko commodity kehty hain isko ager chart ki madad se dekha jai tou yeah achi trades mill jati hain or barry traders or banks ki investment gold me hoti hai.
        • #574 Collapse

          Gold jo uper nechay hota ha is ko bro up and down ki movement kehtay hein jo different type ki hoti hai someitmes kam hoti hai aor soemtimes yeh zayada hoti hai yeh market ki condition per depend karta hai kay koi news to nahi any wali etc.
          • #575 Collapse

            Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear gold ki market almost unpredictable markets mein sa ha yahan pr movement boahat zyada hooti ha is liya ap ko gold pr trade nai lagaii chiayah us waqt tak jub tak ap boahat acha trader na bana jayain aur ap ka gold trading mein kafii knowledge aur experience nai hoo.
            • #576 Collapse

              Gold Ek bahut fast pair hai gold bahut risky pair Hai Kyonki uski prediction karna hai trader nahi Janta Kyunki Uske analysis bahut Mushkil Hote Hain aur Chote investor ko gold mein bilkul bhi trade nahi karni chahiye gold pe kaam karne ke liye huge knowledge Chahiye Hota Hai
              TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
              Please visit my trading journal from here
              • #577 Collapse

                G friends, Gold ki market hamesha opar nechay hi hoti rehti hay...baki jetni bhi forex market ki pairs hain gold ki market en sab say complicated hay es ki market kabhi upward jati hay aur kabhi downward jati hay esi waja say new traders gold par trading nai kartay..
                • #578 Collapse

                  jee sir belkul gold ki market mien bhut zayada movement hai or yeh aksar open nechy hoti rahti hai es ly es ko kafi risky bee samjha jata hai or jo es mien aa ker earning kerna chahty hien wo es mien aa ker earning bee ker sakty hien
                  • #579 Collapse

                    koi bi meterail hai is main hum succes tab tak nai hon gay jab tak hum is main enter hony say pahly is k bary main information hasil nai kar sakty hain aur hamain market main is k rules ko follow kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is forex main profi hasil karein gay it is best job for all
                    • #580 Collapse

                      Yes dosto ya online market ki tarf say hota hai .market mein kabi kabi moments aa jata hai to market up and down moments hota hai I
                      • #581 Collapse

                        My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal gold ma trading krna bhot hi risky ha kau ky is ma market ka kuch pta nhi chlta ha is leya
                        • #582 Collapse

                          Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear mery kheyal me Gold ki market almost unpredictable markets mein sa ha yahan pr movement boahat zyada hooti ha is liya ap ko gold pr trade nai lagaii chiayah us waqt tak jub tak ap boahat acha trader na bana jayain aur ap ka gold trading mein kafii knowledge aur experience nai hoo
                          • #583 Collapse

                            Gold main movement bohat fast hoti hai or ye har waqat nae balke Din main kisi kisi time esi movement hoti hia, but jab U.S session wagara open hote hain to Gold main kafi changes ati hain or in changes ki waja se Gold up down move hota rehta ha.. gold ma trend ko agr hum follow karte hain to hum short time main achi earning kar skte hian.
                            • #584 Collapse

                              Yes dear gold ki ye khas baat hai movement jaldi krta hai strong anlyses wala ya professional trader Acha profit letay hain but gold every time not moved up/down gold apna 1 proper trand bna ker chalta hai fundamental per unproductive movement ho saki hai jesay k aj raat 11 o clock trend is your friends trend k sath trade kro with stop loss
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                market m hr chez uper nechy jaty rhty h or yahi trading ki beauty h..k koi chez bar rhy h to koi chez kam ho rhy h...actually gold is enough expensive trading in the market so its results also comes in mighty figures either in profit or loss...so issi trh baqi chezon k sath sath gold ki qemat b change hoti rhty h or jis ka kafi effect market pr b hota h...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X