Gold kiya hamesha uper neechay hotay rehta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    Bhai forex trading ma humen proper knowldge aor experince hona chye gold hamesha iper nechy he ata hai but forrx ki news aor analysis bht important hai agr apko analysis aor trend news up dates ka pta hai to phr ap live trade kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      G bilkul forex trading mai gold ke elwa be her pair move kerta rhta hun jis ke hisab sai gold bohat taiz move kerta hy or mai is mai trading kerna sai perhaiz kerta hun
      • #513 Collapse

        bhai jana koi bhi pair ho wo upr neeche hi hota rehta hai is mien market hamesha ek si nahi rehti trend change hote rehte hain si liye apko in sb ko seekhna hoga.
        • #514 Collapse

          siraf gold hi nahi har pair hi up down hota hay agar kesi pair ki market movement hi slow ho to kesy ham us me profit earn karen gey, acha profit earn karny k ley gold hi sab se best hay
          • #515 Collapse

            gold ki move boht tez hai or henshaa tez hi rehti hai es ki waja yeh hai k yeh kafi move wala pair hai humy chaiyeh agar es pr kaam karna chaty hain tu soch smaj k trade lagain or deakhy kya sai hai ir kya ghalt new bandy es say dor rahy
            • #516 Collapse

              haan gold price me uper netha hota rehta ha so apne khob mehnaty se kam lena ha apko bht faide hoga so apne khob analysis kar ke trade karna ha gold tore risky hota ha bht smbl ke trade karna ha
              • #517 Collapse

                na bhai yeh b bki pair ki trha hai jab koi bari news hoti hai tub hi move zaida hota hai gold weasy yeh normal hi rehta hai agar tum new hu tu gold ko demo per trade karo or samjo esy fr bad main ja kar hi kuch faida hu ga ap ko
                • #518 Collapse

                  sab se pairs commodities metals sab he aese he ups and downs jate rehte hain market me jo rates aa rahe hote hain un ki waja se yeh sab pairs commodities wagera ki moves chal rahi hoti hain in sab me jitna ham carefully kaam karen utna he acha earn kar sakte hain bas market ke sath real time attachment zaruri hai .
                  • #519 Collapse

                    Ji haan gold kabhi up hota hy aur kabhi down hota hy. Lekan yeh kitna up ho sakta hy aur kitna down ho sakta hy yeh andaza lagana mushkil hota hy. Hamain yehi predict krna hy keh gold ney kitna up jana hy aur kitna down jana hy aur usi hisab sey lots ka size rakhna hy aur lots lagani hain. Lekan gold ki trading key leye equity ka size ziada hona chaheye.
                    • #520 Collapse

                      bilkul bhai jese currency main apne market ko dekha ha blkul yhi hisaab ap gold ka b keh skty hain es main b market ayse he chlti ha yani kabhi uper jay ge aur kbhi neechey lakin agr ap new hain to ap ko sab se pehly learn krna ho ga aur gold main to start main trade na kry balky pehly currency ko chek kry us kay baad he gold pe ana aur demo pe he practice krni ha.
                      • #521 Collapse

                        Dear gold ho ya koi bhi currency pair ho har koi move karta rehta hy is liye ap ko trading karny k liye market ko analyise karny ka proper knowledge aur experience hona chahiye jis say ap easily profit earn kar sakien aur loss say bach sakien
                         
                        • #522 Collapse

                          gold aik bht important thing hai trading main. gold he kya her currency pair market main up down hota rahta hai. gold ki market moving bht fast hai es main loss aur profit donon he bht hoty hain par humen market ki moving ko sahe analyize kar k trading karne chahiye
                          • #523 Collapse

                            yes gold ki movement buhut taiz hoti hai or daily basis pay hoti rehti hai gold say earning kerna mushkil kaam hai. trader ku start man currency man deal kerna chaye ta k loss na hu.
                            • #524 Collapse

                              dear gold ki trading sab se risky trading mian or sab se zyda movement gold main hoty hia .is lai lazmi hai k gold ki trading aam trader ya choty trader na Karin q k all currency main se sab se zyda spread gold main hai is lia lazmi hai k gold ko complete awareness k bad start kia jay or mery khyal main us time tak trade na Karin jab tak ap k pass full knowledge k sath sath 200 se 300 dollar mojood na ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                nhi ya bhot fast move krta hai lakin is pair ki movement hoti aik direction ma he hai agr hum is pair ko achi terh predict krna hum is pair sa achi earning kr sakta hai or ya pair zig zag be move nhi krta new comers is pairs sa dur he rhn to acha hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X