Taza dam ho kar saray kamo sa farig ho kar forex karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    yes aisa hee heyy key aap ko fresh ho key or aik dam sey afarigh ho key trading karni chhaiye or is kaam ka mazza utaye kio key is kaam mey aap ko agar loaded mind sey trading nahi karni chhaiey kio key aap ko loss ka khatra hota hey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      G ap bilkul thek kah rahe hain forex nein fresh mind ho ka kam karna chahiye ta k hum is mein achi tarah trading kar k earning kar saken, ku k is mein busy aur tired mind log kamyab nai ho sakte is mein fresh mind log he kamyab hote hain.
      • #168 Collapse

        Yes bro i am agree with you aap nay acha mashwara diya hay agar ap trade kernay baithay ho aur ap ko aur koi kaam bhi kerna hay tou ap pehlay apnay kaam ko prefer karay aur sub cheezoun say farigh ho ker trading karay iss say ap easily relax ho ker trade ker saktay hen and ap ko loss bhi kum ho ga
        • #169 Collapse

          Trading k liy mind ko stress free to zaror hona chahe but yeh koi shart ni k ap sab kaamo se free ho kr krain. i think k ais business main aesi ko restriction ni he k bilkul free hon agr aesa hota to yeh pori dunia main itna popular na hota. yeh zaida achi baat he k hum apne sab kaam khatm kr k ais pe concentrate krain but us k bagair bhi kaam hho sakta he.
          • #170 Collapse

            ji haan agar ap fresh mind kay sath trading kray go to phir ap ko is ka acha result milay ga or agar ap forex trading gram demag yr thakay demag se kro gay to phir ap ko forex trading main loss bhe ho sakta hai
            • #171 Collapse

              Of course right if we want to get the success then we have to change our environment, and also we can earn great profit, so we should do the trading with relax of mind, and need to do the trading with best trading knowledge and experience to get the success.
               
              • #172 Collapse

                yeah we should trade on forex if we are fresh and free from all the works because if we are tired and have tension in our mind we always lose the trade .... :)
                • #173 Collapse

                  ji ha dosto agr app apne sare kamo se farigh hogaey hey or maentally or physically tor per fresh hey tab hi forex trading per time spend karey kunke agr app mentally disturb honge or app ne sahe trade nahe lagai to loss app ka peecha nahe chore ga
                     
                  • #174 Collapse

                    forex bilkul relax or free mind ho kar karny wala kam ha is liye jab ap trading k liye baitho tu zrori ha k ap apni sari masrofiyat say free ho jayein or bilkul fresh ho kar market main trading k liye baithain
                    • #175 Collapse

                      bhai forex me kamyaab wohi hogaa jis ko is ka ilm hom is ke liyee aap ko chahye kee indicator istmaal karain or time frame us karain is ke liye sahi ilm hona chahye phir he aap kamyaab hoge or profit kamaye
                      • #176 Collapse

                        haan yeh tou hai ager ap taaza dum ho kay trading kry gay tou apko faida hai or ap trading ko enjoy kro gay iska apko acha faida b hoga or result b acha nikaly ga trade b achi hogi.
                        • #177 Collapse

                          ji ahan ajnab bilkul sahi baat hai forex trading amin hum ko tension free ho kar kaam karna cahahye aur har kaam se farigh ho ker take hum apni puri tawaja apni trading ko dain aur hum acha sa profit ho werna hum ager tension amin kaam akaringe to hum theek thaak loss hoga
                          • #178 Collapse

                            dear hum ye kam sub kamo ko chore kr karin ye frigh time me krna best ha aur ap legy rahy jitna ap kam karin ge ap ko utna hi fida hota jay ga aur hum ko fida hi sochna chahiye issy insan tukh ta bhi ni ha aur kam bhi ho jata ha frigh ogat mein isko zarur krna chahiye
                             
                            • #179 Collapse

                              yes my dear ye bat to ap ne bilkul theek kahi he or me b ap ki is bat se agree hu k is forex trading business me hamy aik dam taza dam ho kar trading karni chahiy or zyada se zyada profit hasil karna chahiy trading se magr zyada profit usi wakt mily ga jab ap ko experiance b zyada hasil ho ga
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                salam dosto,ap thk kh rhy ah hamy taza dam ho kar trading karni chahye q ka jab hamar mind fresh nai hoga to ham achi erning nai kars akty ah or sab km kar ky phr forex karna chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X