choti equity ho to kam volume kai sath scalping karein aur big equity ho to hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g han kam equity ho to kam se kam lot size laga kar trading ya scalping karni chaye scalping or hedging karny se risk bahot zeyda hota hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Sir apki tamam tar batain theek hai mager mujhe to kuch nahi pata hai main nay hamesha simple trading hi ki hai or na hi mujeh sacpling or hegding ka kuch pata hai or na hi main nay inko use kiya hai thank u
      • #63 Collapse

        Ap ki baat sahee hae kiunk mere khial mein bhi agar admi hedging ya scalping achi tarah se kar le to forex trading mein earning karna kafi easy ho jata hae is liay k ye dono hi bahot effective strategies hein.
        • #64 Collapse

          I am new in this market andi have no information of the scalping. May be some forum members are explain it
          • #65 Collapse

            g maere nahi min ap ji bat se ahtee hun kah fired biznee min se tredin karte wakt agar ap ki equity choti Jo to ap ko is min kam woliyam ka istimal karna cahye agar zyda hyvti apnko heading karni cahye
            • #66 Collapse

              Bhai g forex trading bohat acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy is mai scapling equity or is terhan ke jo be cheezain pochi hy unki bare mai mja koch nai pata
              • #67 Collapse

                yes dear agar ap scalping ki madad se earning krna chahte ho to kr sakte but jis strategy k sath b ap trading kro first ap apne balance ko dekho us k baad km ya ziada volume k sath trading kro ta k loss ki sorat mein ap loss ko cover b kr pao
                • #68 Collapse

                  gee bhai forex trading mein hmein investment ko bhe dekhna prta he aur apni trade mein sahih time per order lagana hota he hmein forex boht acha profit dta ha jb es mein shaih work krein aur expeirnce acha kr kay work krein
                   
                  • #69 Collapse

                    very nice my dear firned ap ne bahot hi achi strategy batai hae kiunk mera khial hae k scalping forex trading miein sab se best strategy hae jis se win kia ja sakta hae.....
                    • #70 Collapse

                      bro main forex me new hon main next month se trade start kro ga or main aisa karo ga jab mujhe thora profit hoga then main trade close kar doo ga or phir trade ka wait karo ga jab moqa milla tab trade lagaao ga nai to phir wait karo ga
                      • #71 Collapse

                        agar volume kam hai tu try krein ke thore time ke liya trade lgain lakin agar volume ziada hai tu sabar ke sath kaam laina chaye or long time wait krna chye es tara risk thora rehta hai or market mei survival asaan hti hai
                        • #72 Collapse

                          dear agar ap choti equity k sath kam karna chahte ho tu es mai koi maslanhn hy ap ko bas es business ko seekh aur smjh k kam karnaho ta hy tab he ap apnii life ko b set kar skte ho sooa p ko faida hasil karna hcahiye aura pnii life ko b set karnachahiye...
                          • #73 Collapse

                            jnab hum jab trading karty hain to humain is main eutity ko sai say set kar kay kam akrna ho ga humain is main scalping main trading karni hay to huamin is main km time main achi earning hasil ho sakti hay acha profit ho sakta hay
                            • #74 Collapse

                              hum jab trade main kam karty hain to humain learning kar kay kam karna hoga kun kay humain scalping main trade karny main achi earning hasil ho sakti hay kmm time main ziada profit ho ga
                              "The mind is everything, What you think you become"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Small equity key sath hamesha small volum of lots use ki jati hain aur yeh koshish krain keh small equity ho scalping na karain, balkeh long term trading ko prefer krain. Scalping main loss key chances bhi ziada hotey hain aur jab tak aap ko trading ka experience nahi ho jata, aap scalping na karain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X