choti equity ho to kam volume kai sath scalping karein aur big equity ho to hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear kr sakty hain lekin bahut ziyada risky hai i sko kahin bhi kr sakty hain y eiak good kaamhai is ko kisi waqt bhi kr sakty hain y eaik real kamahai i sko kisi waqrt bhi kr sakty hain ye aik online buness hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Bhai hedging kea hai ma ny abi tk isky bary experince nhi kea hai kea yeh koi new startegy hai plesse koi clear kr dy keun ky ma ny bhi isko smjhna hai humen hr startegy aor planning ka ota hona chye ta ky kabi zarorat pary to kam ajay
      • #78 Collapse

        dear hedging karny ka tariqa to thek nhe ha men is ko bilkul bi thek nhe samaghta hon q k yeh koi acha trading method he ha is se mostly traders ko loss ho ta ha equity nhe barhti but balance barha jata ha ap scalping karen chahy account chota ho ya bara ho
        • #79 Collapse

          Yes agar apka account balance hi agar kam ho tou ap small lot size ky sath kisi bhi pair main trade open kerain aur scalping ker ky equity ko increase kerain agar ap small equity ky sath hedging kerty hain tou apko both sell aur buy main kuch na kuch loss zarur hota hai jo recover kerna difficult ho jata hai
          • #80 Collapse

            jab hum colume ko set kar kay kam karty hain to humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain learning kar kay practice kar kay kam karn aho ga scapling main kafi risk hota hay
            • #81 Collapse

              Scalping us waqt ki jati hy jab aap trend ko follow kr rahay hon jabkeh hedging us waqt ki jati hy keh aap trades ki movement ko reverse krna chah rahay hain aur loss ko control krna chahtey hain. Jab tak aap ka experience nahi ho jata aur aap forex trading ko nahi samjh jatey, scalping aur hedging ki strategies sey door hi rahain to acha hy.
              • #82 Collapse

                Mery bhai ma apki bat sy agree krta bhi hun aor nhi bhi forex trading aik online perfect tradimg business hai humen knowldge aor experince ky sath zeyada sy zeyada eqrning ky leay demo practice krni chye
                Acha kaam achy daam
                • #83 Collapse

                  Yes dear ma ap ki bat py agree krta hun hume is ma soch samj kr kam krna chaiye ye hamre liye bihat important business ha hum is ma bohat kuch kma sakte is k liye hum menat ji zahrorat hoti ha agr hamre paas kam equity ha tu hume scalping k sath chota chota profit hasil krna chaiye
                  • #84 Collapse

                    hum sclp main short term main bi trade kar skty hain aur long term main bi trade kar sakty hain trade karny k liye knwldge hasil karna ho ga ta k earn kar saky aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k eanr ho
                    • #85 Collapse

                      Scaling nhai jan hamesha big column kay sat he karni hoti hay bas aap ko chaiay hota hay kay aap hedging jab karain to support or resistance level per he karain to theek hai bas aap ko chaiay hota hai kay aap scalping karain to khas resistance level per he kara karain
                      • #86 Collapse

                        is forex main trade karny k liye experience hasil karna ho ga ta k loss kam ho saky aur kam volume main hi trade karni ho gi ta k hum market main achi trade kar k hi hum run kar skay gay aur earn ho
                        • #87 Collapse

                          hamain sclp main term main hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur kam volume par hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run kra skay gay aur experiecne ho ga tab hi hum achi trade ho gi
                          • #88 Collapse

                            G bilkul apki baat thek han agar humary pas small capital han to is k liye batter yahi han k hum scalping k liye aik small lot size ko hi use kary because during scalping humy loss hony k chances bhi hoty han isi liye humy market me koi bhi step take karny se pahly professional traders ki zaror help leni chahye.
                            • #89 Collapse

                              market main kaam ko krny main humy experience say kafi zada madad milti hai or ik good trade ko is main order ko place kr saqty hain ik trader ko kafi zada is market main money ki management say move krna is say ik safety hoti ahi
                              I LOVE PAK FORUM
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                agar humary pass thora balance hay to humay trading bhi us lehaz say karni chahiey agar hum account ko sahi say manage kar kay trading karen gay tabhi hum esmain profit earn kar sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X