choti equity ho to kam volume kai sath scalping karein aur big equity ho to hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    agr apka equtiy chota hai thora hai to apko chaye aap low volum use kryn low volum se trading kryn wo bhi soch smjh kr theek point se entry lyn.
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      volume ko mange kar k hi trade karni ho gi aur phar hi hum sucess hon gay aur rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi aur short term main bi trade karny k liye hard work karni ho gi ta k earning ho
      • #93 Collapse

        zada balance say equity say milti hai or volume ko hum zada b order main place kr saqty hain or sath main ye lot size ki teek planning say maloom krna hota hai her ik setting khud say market ka trend analysis say result ko laina hota hai
        • #94 Collapse

          Meri to dost app ko advice ho ge k app kum equity k sath na to scalping karien our pher na he app ko hedge kerna parey ga app us main normal trading krean to ye app k leay best ho ga
          • #95 Collapse

            volume ko kam rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur hedging k liye experience hasil karny ki zarorat hoti hai aur hamain experience ho ga tab hi hum market main achi trade karein gay it is best
            • #96 Collapse

              g bhai yah hmary bonus par depend hota hai q k hmain apny equaty k hisab se apni trading ko countinu karna hota hai es liye jub hmari equaty low hoti hai tu hmain scalping karna chahye or jub high hota hai tu hmain hedging karna hota hai
              • #97 Collapse

                han g bhai jan ap rhek keh rahay hain main apki is baat sy 100 percent agree krta hoon forex main trade krty hoy traders ko chaye k kum equit ho to thori volume sy trade krain
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #98 Collapse

                  Meri Nazar mei chote capital equity par scalping na to logical hai na to safe Hai forex risky trading hai aur scalping chote capital par uske risk ki increase karega discrease nhi chote capital par trading low lot size aur sirf ekya do pair karni chahiye forex trading Mei agar aapka technical analysis ek dum perfect hai to bhi market us point par sidhe nhi aayegi kabhi loss Mei jaayegi Wahi ass pass move karegi ya starting se hi profit Mei hogi agar aapki trade starting Mei loss me ho aur aapne scalping trades lagaayi ho to Kuch hi palo Mei aapka account saaf ho jaayega aur jaha tak baat hai hedging ki wo sirf us halaat ke liye hota Hai jaha aao apna loss ya profit lock karna chahte Hai agar aapko hedging normal trading Mei use karni hai to long turn trading Mei hi kare
                  • #99 Collapse

                    scalping krna b bht he tuff hai Q k market mostly ap ka sath nhi deti or ap ko loss b ho sakta hai.es liye fast moving market main scalping krny k liye sb se phle ap k pass proper knowledge hona cahye k ap ne trade kb lgani ha or kb close krni ha.hedging main to wese e bht khatra hai.es liye usy bhul he jain.
                    • #100 Collapse

                      bhai jan main yeh scalping ya hedging pay koi ziada depend nahi karta main just apni strategy per amal kar kay uc c profit leta houn - main app ko bhi yehe naseehat dn ga kay app apni strategy per amal karein aur uc k accuracy ko improve karein
                      • #101 Collapse

                        good bht achi suggestion dhi ha app na mah almost isa he kra hon chota chota lot sa chota chota profit bnata hon jo bhi trade tora sa profit mah gye to mah usa close kr deta hun phir next trade open kr leta hun wo kamyab strategy ha ya zaror follow kran chye isa good luck for all members.
                        • #102 Collapse

                          Bhai aap scalping Se Dur hi Rahe security mein bahut zyada Ishq hota hai aur sunao kya kar sakte hai Jis Ke Paas Forex Zyada experience hota hai unko forex market Ka fayda Hota Hai kab aur kahan par market Jadhav Karegi isliye phone karke accha kaam kar sakte hain agar aap se kal phone karna chahte hai toh Pehle Aap Ko experience ko Hasil karna hoga Shukriya
                          • #103 Collapse

                            G bhai apki stretidy 5050 hai baz oqat aisa ho bhi jata hai laiken jb ap ki choti si trade ho aur market hath se nikal jai to iska afsos hotaa hai isi trah ap ko badi trade ma nuksan bhi hosakta hai trend ko madde nazar rakhna chahye
                            • #104 Collapse

                              Assalam o Alaikum wa Rekhma tullaha ha wa bara katoo hoo.My Dear Friend, Muja to itna pata ha k main is Forum yeni pakistan forex trading ak acha online buisness ha jo k puri duniya main boht acha kam kar raha ha. Is main part time b hum kam kar saktha hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                g bilkul dear ap ne theek kaha mian ap ki bat se agree krta hun ager capital kam ho tu phir lot size kam rakh kr he trading krne chahye or ek munasib profit lyne ke bad apne trade close kr dyn or hamesha alert jitna profit ho os main happy rahe ziyadeh ki lalach na kren forex per jitna profit hai utna loss bhe hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X