Kon Si News Forex Trading KI Market Ko Kam Se Kam 50 Pip Move Krti Hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    patience is so good in everything in life i mean here in business itself is a good thing that keeps us on taking time to think in everything and manage risks well and mind the details as it should be so more patience means more learning and more winning for sure.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      wese tu beshumaar news hain jese aaj bhi hai aik news 11 baje 29 oct fomc statement aani hai .. is pe kafi move ho sakti hai market mein ...isi trah ... non form payrol report hai uneployment claims hain.. adp hai ...final gdp hai etc
      • #63 Collapse

        dear jo sb sai zada effect karnay wali news jo hai wo yh hain kai is mai humain economicaly news zada effect karti hian jo kai humain is mai bht zada losss dai skti hain
        • #64 Collapse

          bhai muje to abi is field me 15 din he howy hn mje to is bary me kuch pta ni hai maine ap logo ko kuch ni bta sakti is bary me bus ap ki btae hoe tips ko parh kr un per amal zaror kr sakti ho ager ap log yaha per achi tips share krty hn to us ka zaror logo ko faida hota hai
          • #65 Collapse

            brother n so sorry mujy isky. bary me kuch b pata ne hai so isi lye me isjy bary me kuch kh b ne sakta hon
            • #66 Collapse

              dear brother is k bary main mujy ziyada ilam nahi hai lekin mery kheyal main hum jo market k mutalaq news dekhy es ko deakhny sy hamain 70 percent hmy market k move honey ka pata chal jata k market kis trf move ho gi or kya ho ga esi leyeh sari news bht zarori hain
              sh shah
              • #67 Collapse

                agr ap economic calander ko check krain to wahan per her economic news k sath us ki intensity di hoti hai. main is purpose ka lai investing.com ko use karta ho jahan bull bany hoty agra wahan 3 bull bany hai to muradh hia k intensity boaht zyda ho gi.
                • #68 Collapse

                  han g kafi news hain.. jo market pa effect daalit hain.. aur in ki he badol hum achi aenirng kar skaty hain aur is feild sa fiada hasil akr skty hain
                  • #69 Collapse

                    iss main zyada se zayada unemployement ka zyda hona bhi trading forex mai 50 pip ki kmi hoskti hai iss liye iss se bchny jay liye zyda se zyada unemloyment ko khtm krna hoga iss liye iss bary main information rkhna zruri hai
                    • #70 Collapse

                      gee forex meain news manay countries kay aty rhty hain un ki waja say movmetent hota rhta ha trade main news ke webisteis ko read krna or in ko news kay mutbq order lagana hota ha jo profit hota ha
                      • #71 Collapse

                        bhai mujhy us news ka to pata nai hai lakin itna pata hai k jab bhe news ati hai than us news ke waja se market main bhe bohat he zayada movement hoti hai so hamain is main news ko bhe lazmi follow karna chaye.
                        • #72 Collapse

                          har news ke baad he market up ya down me 50 pips move karti hai lekin jo yeh federal open market committee ki news hoti hai jis ko fomc kaha jata hai us per market kam se kam bhi 100 se 150 pips move karti hai to us per zada kama sakte hain aap .
                          • #73 Collapse

                            Asalam o alikum dear ap n bilkal tek kaha ha m ap sy agree karta hon k forex trading m ziada asar anadaz hony wali both si news han in k name ap n bta dey han is k alwa Mary khayal NPF data wali news ziada asar karti ha
                            • #74 Collapse

                              main unemployments wali news hain un ka effect zayda hota hy meeting mian movements taz hoti hy iss kay elawa interest rate wali news ka b effect haes k bry mein zaida ability ni hai lekin new bht farq dalti bazaar mein jo jo ap ny bataya hai new es ko deakhy tu 70 percent hmy bazaar k move honey ka pata chal jata k bazaar ks trf move ho gi or kya ho ga esi leyeh account bht zarori ha is m
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                news mein sirf ek guess hota ha ap kisi b news ko follow kr k trade open kr lo. ho skta ha k apko ek dfa profit ho jaye mgr 2nd time ap loss b hasil kro gy or aisa b possible ha k apko stop-out ho jaye. is liye ap sirf news se ek guess hasil kro.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X