Kon Si News Forex Trading KI Market Ko Kam Se Kam 50 Pip Move Krti Hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    is wakt ye baat to ap ko koi expert hi bata sakta hen is lie me ap ko ye bata du k ap is tarahn ki news chahy choti ho ye bari ho is me sab ko dekhen or jab un me se kisi ki limit ziada ho to ap usi ko hi prefer kren ta k ap ko loss ka ziada khadsha na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai jan mary khyal mai dat he market ko kabi kbar bht slow move karty han lakn kabi kbar to daty market ko bht taiz move karty han i slai hamin ksi b news ko easily nahi lyna chahia balky apny dimag ko b use karna cahia
      • #18 Collapse

        bro market man news ka bht effect hota ha or news market ko 100 100 pips b down yeah up le jati han or jb market ki news ka high impact hota ha to high moved krti ha warna kam impact ho tou phr 50 pisp tk down jati ha ap dekh lo diffrent news hoti ha or us news k muttabic imnpact hota ha jesa fomic ho gaye es trah ki ap google per news k bre man dekh lo ap ko achi knowledge wahan se mil jae ge
        TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
        • #19 Collapse

          wese analysis or news ko madde nazar rakhte hue hi trade krni chaye or central banks k governers ki speech bhi bohat zaruri hai kiun k uski speech k bad market bohat speed se move krti hai
          • #20 Collapse

            yes bhai jee ap ne achi baat batei hai jub bhi forex trading main news ati hain tu in ka market pr buhat ziada farq pardta hai or buhat movement ho jati hai in main sub se ziada fomac and nfp main news pr hoti hai
            • #21 Collapse

              dear sab sa zayda jo news forex market par sar andaz hoti ha wo ha economy news is ki waja sa market kafi zayda fast ho jati ha or wo iss sa ap ko kafi zayda profit or loss b ho sakta ha baki koi news itna zayda effect nai kari ha.
              • #22 Collapse

                ha aapne shai kaha hai yeh sabhi bate forex market ko kam se kam 50 pip ya kabhikabhi usse bhi jyada move kar sakti hai aur aapne jo kaha hai me usme ek poist bhi add karna cahunga politics bhi currency rate ko affact karata hai isliye wo bhi bahut zaruri hota hai ki counrty me politics kese hai
                • #23 Collapse

                  dear mujay abi es k bry mein zaida knowledge ni hai lekin new bht farq dalti market mein jo jo ap ny bataya hai new es ko deakhy tu 70 percent hmy market k move honey ka pata chal jata k market ks trf move ho gi or kya ho ga esi leyeh news bht zarori hain
                  • #24 Collapse

                    ji ha bhi ji mai news kai bar mia itna kuch nahi janta mujhy is kaianandr kam krny ka mza ata hai ur yae kam mery liy bi best hai ji dsai mujhy bohat yzad fiaad hota hai
                    • #25 Collapse

                      forex trading pr international forex kay bary main jab new ati hain to us wkt markt main tazi ha aor is main ham ko khayl rkhan hota ha aor is ka bht acha role htoa ha
                      • #26 Collapse

                        news bohat farq dalti market mein ap ne bataya hai new es ko deakhy tu 70 percent hmy market k move honey ka pata chal jata k market ks trf move ho gi or kya ho ga esi leyeh news bht zarori hain
                        • #27 Collapse

                          dear brother forex ki markeet live he or news pe mt jao ye ye markeet replay dikhati he or mene kaafi baar azmaya he isse to behter yehi he ke news ko forex na jora jai n dono me bohat farq he thanks.'';
                          • #28 Collapse

                            london ko market tu pip keya cheez hai wo tu 5 se 10 dollar he move kar deti hai kam kare ya zeyada es mai bohat he len den hota hai ya tu high pe ya low pe
                            • #29 Collapse

                              Dear, Main forex news ko watch karta hn per mujhe itna pata chala hai keh enployment ki new kam iz kam 50 pips up down krti hai. dear main news ko watch nhi krta main sirf gold ki news kr raha hn kiyon keh is ki koi news nhi hoti
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Dear my all friends main apko batana chahta hu k jo news ecb ki hoti ha us waqat markit bohat tezi se up and down hoti ha lakin app us mai us waqat trde na hi lagay to better ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X