Kon Si News Forex Trading KI Market Ko Kam Se Kam 50 Pip Move Krti Hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    G han forex trading me news ki bhot ziada importance hoti hai kyoun k jab market me news chal rahe hoti hai humen apan focus us pe he rakhna chaye or us me central bank of governer ki speach hoti hai or fedral bhe hota hai pher humeri pip fast move karti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      jnab mery khtal main to unemployment wali nesw say trading main kfi farak ata hay humain trading main kfi loss b ho sakat haay or huamin is news ki baase par huamin is trading main acha profit b hasil ho sakta hay
      • #93 Collapse

        dear news to bahut ziyad aati rehti hai ye aik real karo baar hai ap is ko jitna ziyada khud kr rahy hain ye aik good buines shai is ko jitna ziyad ap learn krein gy ap ko is ko bahut ys loog kr rahy hain
        • #94 Collapse

          gee bhai inta to mujhe experence nhe he keh kon se news forex market mein 50 pips ka up down karte hein to hmein dekhna hota he keh ham news ko ache trah se smjhein aur market ke news se update ho kar trading krein to ham ko asane se is bat ka pta chl jae ga
          • #95 Collapse

            market ki news ka kafi zada effect hota hai jis ki vaja say hum ko ye kaam k liay khud ko ik setting say kaam ko krna hai in news k sath khud ki trading ko plane krny say hum ko money earn krna hota hai
            • #96 Collapse

              news jab b atti hay to trade main kafi halcahl hoti hay humain loss b ho sakta hay or humain profit b ho sakta hy is liye humain pair ko set kar kay kam karna hoga k loss km ho saky
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #97 Collapse

                Asa tu mein behli bar dheek raha ho aur sun be raha ho ke ap ase keh rahe hai ke hum log jo hai aik he news pe 50 pips mil jai ye mumkin nahi hai albata kuch had tak ho teek hote hai
                 
                • #98 Collapse

                  Apke country ke new ap ke pipes ko high or low ke tarf lae kae jate hae ya to jo news hae us ma gorment news hoti hae us ma zayda tar effect hota hae or hume har news ko he chak krna chaye us sae kase imapact or kitan effect parta hae or ase humra knowldge or experinse bhe barhat hae usae bake logo tak spread krna chaye
                  • #99 Collapse

                    forex trading ma maket news ka bohat aham kirdar hota hy jin ki wja sy is ma kafi pips ki movement ati hy.in news ma oil,governers or gold market ki news ayada important hoti haon jo ka market ma bohat fast moving ka bais bnti hain.
                    • #100 Collapse

                      Mere khayal mein hum ko is bare mein nahi souchna chai ke hum kise news pe itibar kar ke bet jai ke ab news aaigi aur hum log entry lagaiange aur tab hum ko is ka paida pahounche ga
                       
                      • #101 Collapse

                        dear boht c news hain jaise k Fomc news hy jab b aati hain forex mai bht movement karra detii hy es k elawa GDB ki jo news hoti hain wo b ayse he es business mai movement ka sabab bantii hain es liye ap ko seekh aur smjh k kam karna ho ga ta k ap ko faida b acha ho aur ap acha eanr akro....
                        • #102 Collapse

                          forex news bohat si hoti hain jin pe market fast move karti hai aor us time trade karne main ziadda profit ho skata hai agar soch samajh kar trading ki jaae to ham news se kaafi benefit utha sakte hain
                          • #103 Collapse

                            garanted kuch nae keh sakty bus aik koshish hoti hai market ku assess ker k trade open kerny ki. wysy daily atleast 50 to 60 pips wysy bhi market man currency itna move show kerti hai ab profit oc say earn kerna ap ki apni strategy hai.
                            • #104 Collapse

                              Forex trading market bohat taize sai move kerti hy kun ke is ke liya jub be koe news ati hy wo is ke currency per bohat zaida effect kerti hy jis ke waja sai market move kerti hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Gee vhai thanks bht important post ap ny share ki ma agree kron ga fomc new bhi impact krti hai central bank bhi employmeny unemployment rate aor inerest rate etc bhi isky elawa natural afat bhi affect krti hen market

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X