Trader ko loss kab hota hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trader ko loss kab hota hai ?
    forex main hamain tab tak loss nahi ho sakta jb tk k ham apny analysis krty rahain jis din ham ny market ko bagair read kiye trade kr di usdin hamain samjh ajaye gi k analysis ki kitni importance hai forex main.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yeh dear ap na bhopt bhot e pyari bat ke ha dear real mn mujha bhot e psnd aye ha dear humans ka issue yeh ha ka in ka pas jo akel HA NA woh kdr baithna e nhn diatia ha and hum logon ke aql jub tk loss ke tension na la la woh market ka ander ka kam ko kabhi bh nhn learn kra ge dear
    • #3 Collapse

      When you are going against market then you bear the load of loose so firstly you will analyse the market the you purchase or sell the shares or currencies according to the market values
       
      • #4 Collapse

        forex main analysis ki bhi bari value he q k analysis se pata chalta he k market value kahan tak ja sakti he kisi bhi currencies ki aur her ache trader analysis kr ne bad he trading krte hen to is ko ziada profit k chances he
         
        • #5 Collapse

          ji bha jan ham achi tarha janty hain k analysis ki kitni value ha trading ma mujy nahi lagta k ham analysis k bagair kamyab ho sakty hain agr ham market ko na watch kary market ko watch kiye bagair hi trade on kar daien loss tu ho ga pher ham achy trader tu na huy.....
           
          • #6 Collapse

            Yes trader ko loss us waqat hota hai jab wo greed karta hai apni highest performance nahe karta islye wo trader loss kar jata hai or agar trader market ki terms ko read kiye bagir order lagata hai to uski market trade loss me jati hai islye ye kam karne k lye humen soch samjhne ki bhot zarorat hotia hai pher trade lagao
            • #7 Collapse

              Loss honey ki buhat si reasons hoti hain. Sometime baghair market key judgement key lots laga di jati hain aur loss ho jata hy. Sometimes judgement to saheeh hoti hy lekan market aap ko dhoka dey deti hy aur aap ko loss ho jata hy. Loss sy bachna hy to pehlay market ko judge krain aur is ki update lenay key bad hi lots lagayen.
              • #8 Collapse

                bhai proit & loss to business ka hissa he her business me loss to hota hi he per forex trading me dusre business ke muqable me loss hone ke zyada chances hote he trader ko bara loss tab hi hota he jab wo lalach me ajata he isliye lalach me aye bina puri analysis ke sath trading krni chaiye taake loss hone ke chances kum ho or profit ke zyada.
                • #9 Collapse

                  bhai jan trader s ko loss tab hota hay jab wo loag bgair market ko analyisis kiya hi trade karty hay jis sy un ko market ka bary may koi knowledge nai hota hay ka un ko loss ho gaya profit is liya zaiada tar un ko loss hota hay
                  • #10 Collapse

                    han dear bilkul esy e hai jab b hum bagair deakhy trade dal dy gy tu loss e hu ga hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain or forex best kaam hai kafi mehnat krna perti hai hmy asaan nhi hai
                    • #11 Collapse

                      bat aap ki theek ha bhia g par bat ye ha k baz dafa analysis bhi galt ho jata ha forex ki amrket ko predict krna buht he zeda muskil ha pr aap ko chyae k aap pori trha sa confidencec ho kr trade krin thne aap ko los snhi ho ga
                      • #12 Collapse

                        trader ko tab loss hota hai jab us k pas experience km hota hai ya phir tab hota hai jab out of control ho jata hai mtlb k 1 trader me acha profit mil jata hai or phir greed krta hai or phir koi trader open kr leta hai jald bazi me loss kar jata hai hmein experience ka istemal krna chahiye or greed se bachna chahiye
                        • #13 Collapse

                          Dear forex mai trading mai jo b trading ko bina learning k start karta hy mere khiyal mai learning k bina trading sab se pehla reason hy loss ka es liye ap ko smjh k aur seekh k es business mai profit guide line leni chahiye ta k ap es business mai kam kar k kabi b loss na kar sako aur jaise jaise ap aage bharo ap ko mazeed behtar faida ho aur ap kabii b es trading business ko chooro nhn aur profi tzyda se zpyda earn karo...
                          • #14 Collapse

                            trader ko loss us waqt hota hai jb wo analysis thek se ni krta ar bilkul b sabar se trading ni krta ar trade lgane mn jalbazi krta hai us waqt trader ko loss bht zyada hota hai iss liye humain chaye k hum soch samjh k trading krain ar apne nuksan ko kam se kam kr skain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mere mutabiq trader ko loss hone ki kafi ajah hain ek ye hah k trader ko loss tb bhe hota hah jb wo analysis sahe nai krta ya phr us ko loss tb bhe hota hah jb us k pas trading k bare main complete knoawledge na ho ya phr pehle demo pai kam krne ki bajaye wo direct real account pai akm shuru kr dai
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X