Trader ko loss kab hota hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Ha bhai aap teek keh rahy hain, asal main forex trading base hi analysis kai opper karta hain, or analysis kai liye bi sahi seekhna bohat zarori hain q kai kahi aisa na hi kai aap ghalat analysis kar baity or loss ka samna karna pary, agar aap new trader ho tu apny analysis ko improve karny kai liye demo par practice karna zarori hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Traders ko loss honey ki buhat si reasons hoti hain. Agar aap baghair market update key market main enter ho jayen gey to aap ko loss honey key chances buhat ziada hon gey. Isi tarah trading key doran emotional honey sey bhi loss ho jata hy. Agar aap key pas balance kam ho aur aap big lots lagayen to loss key chances barh jatey hain.
      • #18 Collapse

        trader ko loss i think tab hota hah jb ya to ao forex trading main lalch krna shuru kr daita ah ya phr is k bare main knowledge lie bagair information lie bagair he wo experience hasil kie bagai he direct real account pai trading start kr daita hah tab us ko loss hota hah.
        • #19 Collapse

          G mein ap ki baat se agree karta hun kay forex mein analysis ki bohot importance ha, without analysis kay trading karnay se ap ko sirf loss hi hoga, is liye har trade se pehlay proper analysis karni chahiye.
          • #20 Collapse

            forex is a very interesting business and is a very risky business otherwise forex loss is very common matter .so the new trader good and hard work in forex and he will success in forex .so that's it .
            • #21 Collapse

              Trader ko usi waqt loss hota ha jab wo overconfidance ho jata ha aur ya pher wo lalch kar lyta ha hamy asa nahi karna chahye ya pher trader stress ly lyta ha asa bilkul b nahi hona chahye har hal ma hamy apni emotions ko control rakhna chahye...!!
               
              • #22 Collapse

                Forex trading business ma aik trader ko loss tab hi hota ha jab ya to wo experience na rakhta ho forex ka ya phir us na forex trading ki proper education na li ho in surton ma aik trader ko loss ho sakta hai. so i think forex traders ko sub sa pehly proper experience gain karna chaheya.
                • #23 Collapse

                  haan jee ap bilkul thek keh rhy hain forex ki maeket analysis k bina trade nai karni chahyea agar hum ek achi or bari trade lagana chahty hain to humy chahyea k hum sab sy market analysis kare os k bad hi trade lagayen ta k loss sy bacha ja saky
                  • #24 Collapse

                    yes dear ap ki baat sahi hai jb ap greed k sath bina analysis k trading krte ho to ap se mistake ho sakti hai or is trah ap ko loss b ho sakta hai is liye jb ap analysis k sath trading krte ho to ap loss se bach sakte ho
                    • #25 Collapse

                      han sahi baat he is ke ilwa aur buhat si wajoohat hen jis ka hame kyal rakhna perta he. hame sab se apni equity ko behter rakhni he aur usi ke mutabiq he hame lot lagani hoti he aur forex me achchi tarah command hasil ho...
                       
                      • #26 Collapse

                        ji app ne bilkul theek kaha Forex trading business main analysis ko bht importance hasil hai, app ki success k chances bht rare hotay hain agr app k pas koi trading plan nhi hai, successful trade k liye app ko market ka pora knowledge ar market k ups and down k baray main pora knowledge hona bht zrori hai,,,
                        • #27 Collapse

                          Ma apsy yah bt share krna chahta hon ky jab ap trade krty hain to ap ko market ma analysis krty hain kymarket kis hisab sy chal rhe ha rek important bt yah ky ap ko trade krty waqat experience hona cheyey ky trade kaisy krty hain is tara losss sy bach sakta ha is liy ap ky pas experience hona cheyey t market ka analysis krna cheyey
                           
                          • #28 Collapse

                            je main ap ke bat samaj gia hon kunkah jab tak ham log market ko chek kar ke as main trading nahe karte hamin loss he ho ga .kunkah forex ak online buseniss h as main ham log jab tak chek kar ke as main trading nahe karte hamin loss hota rahe ga .ya ham log trading ke waqat jald baze karte hain ya zyada ka lalach karte hain to hamin loss hota h .as lae jab bhe ham log trading karen to as main soch samaj kar or frees maind ke sath as main trading karen to hamin loss nahe ga or ham log ache profit bhe hasel karte rahin ge.
                            • #29 Collapse

                              trader ko loss se sabve rahny k lai lazmi hai k wo fully trained ho mazeed wo her time trading na karain balky jab market us ko suit karin to wo order lgaain or agr wo aiasa nahe karay ga to us ko loss ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                gee bhai jab trader forex market mein mhnt na kre aur apna experince na hasil kre aur baghar soche smjhe order laga de to es sorat mein trader ko loss hota he agr trader work kre aur leanring aur marekt se update ho kr trade lage to loss nhe hota he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X