Trader ko loss kab hota hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex trading mien loss to trader ko tb hi hota hia ke jb wo is mein mehnat nahi karta aur na hi is mien wo practice karta hai aur apko chahiye ke ap is mien apne losses se sabaq seekhen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      trader ko loss us waqt hota he jab woh ko achchi tarah nahi kerta ho. jab tak koi trader market ko achchi tarah read hi nahi kerna jaanta ho tu zahir si baat he ke us loss ka saamna hi karna parega...
       
      • #33 Collapse

        ji mere bhi ap ki baat teek ha hume chaye k hum forex par trading k liye proper training karn or forex ki market ko zaror read karn is k bad he forex par trading karn is sy hume zayda profit ho ga or loss kam ho ga ye he best planning ha
         
        • #34 Collapse

          Aik trader ko loss rab hota hai jab wo begair ups and downs ko daikhy ur begair analysis kiye jald bazi main a k koi trad laga de is taran begair sochy samjy trade lagany sy trader ko loss ho sakta hain is liye emotional nai hona chaiye cool and fresh mind reh kar trading karni chaiye.
          • #35 Collapse

            traders ko loss tab se hona start ho jata hay jab wo trading par se tawajo hata deta hay or jald bazi me jald earning ka soch kar trades open kar leta hay
            • #36 Collapse

              Trader ko losses ki kafi reasons hoti hai jaise ke without knowledge is field main ajana or less knowledge ke sath is field per kam ker or confidence na hona or bohat se reasons hai
              • #37 Collapse

                loss ki bohat sari waja bhi ho sakti hay esmain sab say ziada jo waja banti hay wo yahe hay keh humay forex trading kay bary main kam knowledge hota hay aur es kam knowlge ki waja say humay market kay bary main ziada nahi pata hota aur galt trade kar kay loss kar lety hay
                • #38 Collapse

                  ji mere bhi ap ki baat teek ha ma ap ki baat sy agre krta hn par hume chaye k hum forex par trading k liye zayda ki lalach na karn zayda proift hasil krny k liye hume zayda loss ho jata ha or lalach ki waja sy he trader ko loss ho sakta ha is liye confidence ho kr trade karn
                   
                  • #39 Collapse

                    AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Dear respected members of Pakistan forex forum jab ap greed aur lalch mai aa k running candles ko chase karty hain ap tab mar khaty hai
                    2 jaldi me trafe lena
                    3 fear ka element jav ho tab b
                    Inexperienced hona
                    4over confident hona
                    In sab situations main traders loss karty hain
                    • #40 Collapse

                      yes analyzie karna bhi zaroori hai aor money management ko samajhna bhi zaroori hai agar loss se bachna chahte hain to aap ko money management ko laazmi samajhna ho ga kiu k ye basic rule hai forex ka
                      • #41 Collapse

                        G bhai apny bilkul thek kaha agar forex main trade kryy hoy trader market pai analysis kr k trade krty rahain to unko lazmi profit hota hai or agar trader market ko daikh kr trade nahi krty to unko loss he hota hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #42 Collapse

                          Jb bhi koi new trader beghair practice ke aur demo pe practice kye new trade account bnai ga aur aate hi trading shoro kre ga jb usko ko kuch parhna nahi aye charts ke bare to definetly loss hi hoga
                          • #43 Collapse

                            hy dear ap na bhopt bhot e pyari bat ke ha dear real mai mujha bhot he psnd ai ha dear humans ka issue yeh ha ka in ka pas jo akel HA NA woh kdr baithna e nhn diatia ha and hum logon ke aql jub tk loss ke tension na la la woh market ka ander ka kam ko kabhi bh nhn learn kra ge dear
                            • #44 Collapse

                              Mere bahi forex trading mein trader ko loss us waqt hota hai jab woh knowledge ke bagair trade open kr defy hain is lye humein khayal rakhna chahiye aur trader ko loss apni hi wajah se hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                trader ko loss mistakes sy hota hay jb trader market main sahi knowledge sy trade nhi krta hay jb trader market ko read kiay baghar trade krta hay aor market kay trend ko follow nhy krta hay phr trader ko trading main loss ata hay is liy trader ko market ko smjh kr trade krna must hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X