kya forex hamri economy ko strong kr skta hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    yes off course , ye hamari economy ko bhi strong kr sakty hein bashart ye hay k hum bahir say paisa humaray banks may mangwaein or is per bakaida tex bhi pay karein ta k matloba number k zrYE HM TRADE KAR SAKEIN.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      han lekin is k liye humara achy trader hona boht zarori han agar hum log achy trader ban gaye to hum apny economic ko strong kar sakty han ye aik boht good idea han lekin is k liye humy hard work ki need han. kyu ke is ka link international markit say kyu ke is ka link carency say hay mere khayal me hamari corancy itni mazboot nahi hay ke us per trading ke ja sake.
      • #93 Collapse

        G han forex hamari economy ko behtar karsakta hai kiun k hamare country me ghurbat bht hai mehengai aur phir law and order situation , aur jobs ka bhi bht fuqdan hai lihaza agar her insan achi tarah se learn kar k acha business kare to hamaro economy per positive impact parega.
        • #94 Collapse

          well , bro apka sawal boht acha hai or jee han ye humari economy ko bilkul strong kr skta hai kyun k is pak forex porum se loog paisa kamaengy or is atarah ghurbat ka khatma hojaega
          • #95 Collapse

            G ha bilkul Forex hamari Economy ko mazboot karta hay is ki wajha say bhot say berozgar logo ko kam kernay kay mawaqay bhi mily hay or is say hamaray mulk k halat bhi bhetar ho sakhty hay agar hum is per bary pemanay per kam kary or isy kamyab banae.
            • #96 Collapse

              ji bilkul forex aek boht hi nice business ha is se hum well trading aur economic ko strong bna sakte han aur best earning bi ker sakte han aur good learning ker sakte han
                 
              • #97 Collapse

                forex trading ek best world wide business hai yeh hammari economy ko bhot acha bana saktay hai aur hamiari har dream ko forex trading pura kar sakti hai kun kay iss mien bhot ziyda passa hai.
                • #98 Collapse

                  Hi Dear! Forex humari economic ko strong kr skata ha. kun k forex fake ni ha or is ko every person join kr skata ha or acha profit gain kr sakta ha. agr ap is ma acha experience or information rakhty ho to ap daily basese py achi income earn kr sakty ho.
                  • #99 Collapse

                    Importance of forex can be judged when you see its different aspects like ... it is playing a good and strong role of economy for all over the world..
                    • #100 Collapse

                      jis me ak poor man b bohat si earning kr skta ha ior money kma k ameer ho skta ha i like forex mtrading very much due to its high profit in forex market we can buildu our nation ecnomy yea bilkul hamari economi ko strong kar sakta hai lekin aga haum mehnat karygy to tab hahaha our vese bhi sabar karna chaiya mehnat k bager aap kuch bhi nahi kar sakty ho phr is mai
                      • #101 Collapse

                        bahi aap ka sawal buhat acha hai main agree hon is bat sa k yah hamari economy ko strong kar sakta hai kion k aap ka log khushhall honga tu apn aap hi economy grow karay gi aur hamarai economy ko aik achi support mil rahi ha is sa
                        • #102 Collapse

                          agar forex ki theme pa nazar dali jai to isa faida uhe countries ko hota ha jin ki currencies ma trading hoti ha simple se bat ha jis currency ma zyada trading hoge usi ki international market ma mang zayada hoge or forex ma pakistani currency to ha he ni to direct hmari economy pa is ka mra khyal sa koi impact ni ha
                          • #103 Collapse

                            forex humari economi ko bohat strong kar skta hai islye humain chahye kay dil laga kay work karain aur aik decent amount earn karain
                            • #104 Collapse

                              je han es kaam ko kar kay hamari ecnomice bahot achi ho jay ge aur sath sath haam ko es kay bary elam bhe daya ja raha hai es say ak admi ke life change ho sakty hai wo ak karobari admi ban sakta hai mer khyal say yes
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Yes yeh hamari economy ko strong kr sakta ha.yeh mahnat aur mind ka business ha es main kafi hard work ha lakin es hard work k sath yeh banifit bhe strong he data ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X