kya forex hamri economy ko strong kr skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1591 Collapse

    A.O.A dear . yes Forex humari ecoomy ko strong kar sakta ha ..wo asy k ap dil say kam kary or jo kam kar rahy ho ap ko us kam may maharat hassial ho or ap ke skill achi ho ...aghar ap dill laga k kam kary gay to ap ke economy stronge ho skti ha.:D
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1592 Collapse

      ne dear esa ne ho sakta hai coz hum yahn sy earning karain ya na karain pak ki economy ko koi b farq ne pary ga
      • #1593 Collapse

        ge bhai jan mere khayal se forex hamari economic ko kya hamari hamri har zarurat ko kamyab bana sakta hai kyue k ye es waqat bohat e valueable business ban chuka hai.
        ager forex insan ki har zarurat ko puri kar da to muje nai lagta k insan ko koi private job karni chahiy...........
        • #1594 Collapse

          Forex is covering the world economy, so that the forex market is very large. traders can take advantage of the world economy to get a big profit. I believe a successful trader is an expert in the field of international economics
          • #1595 Collapse

            g han dear forex apki economy ko waqae mazboot kar skta ahy iss k liay apko forex ko achi trha learn karna hoga or iss ki market ko achi trha analyse karna hoga tab ap asani se iss main achay tareqay se kaam kar skte hain or behtar trade kar k apni economy ko behtar bna skte hain.
            • #1596 Collapse

              bht he profitable business ha or is man mhanat sa bht sa earn kr skta han or broker hmsha wo he acha hta ha jo spread k daoran apna commision lata ha na k doaran payment laa is sa bhtar ha ap ap asa he brokr chosse kran or insta i think best h is man...
              • #1597 Collapse

                g han main apki baat say agree karta ho forex forum ak boht achi forum hay aur hum agr is forum main kam kkarty hay to hum is forum main say boht acha profit hasil kar sakty hay yeh forum boht achi forum hay aur hum is forum main say acha earn kar k apni life ko boht strong kar sakty hay aur pori dunia main kamyab ho sakty hay..
                 
                • #1598 Collapse

                  je haan es mein kaam karnay se ap ke currence strong hoti hai par os k liye zorri hai es mein cool mind rahay aur kosis karya es mein jaldbazi na karay jab doller mein payment withdraw karwae gae tu ap k country mein doller ziyada ho ga aur rupees ke demends bara jati hai
                     
                  • #1599 Collapse

                    Esi bohat c cheezen hain jin sy mulk ki ecconomy strong ho sakti hy forex un mai sey aik hy ye aik international business hy.ya hum dollar mai trade kartey hain jb withdrawl karte hy tu hamey pak currency ki zarorat hoti hy tu ye ammount pak currencies mai convert ho jatey hain or mulk mai money mai izafa hota hy tu hamari economy strong hoti hy.
                    • #1600 Collapse

                      forex hamari economy ko bohat strong bana sakti hai butt hamen chahye k ham bohat achi achi trades karen or profit banayen bohat sa jo hamary liye khushhali ka sabab bany.
                      • #1601 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: muskan001 پيغام ديکھيے
                        kya forex hamri economic ko strong kr skta hy
                        bilkul forex hmari economy ko bohat agay tak le ja skta hay agar aap gehrai se observe kero tou aap dekho gay kay dunya mae kaarobar basically exchanging pe hi base kerta hay..bary bary bank...companies sb direct indirect fdorex say hi involved hain agar infiraadi torr pe hum forex ko as a primary business apnaen tu laazmi hmari maashi halat sudhr sakti hy.
                        • #1602 Collapse

                          G bahi belkul ker ta hia agr ap kuhc kama leet hain tu jub ap us ko aopne mulk main invest kerte haihn tu apko tu faida huga sath main aop ki wjah se mulk beh faida hasil huag,.
                           
                          • #1603 Collapse

                            i think it is right that forex business do our economy strong if more and more people work in forex business they can earn more and more money
                            sh shah
                            • #1604 Collapse

                              g han agar ham forex ko waqai real business samajh ke karen to yeh waqai hamari economy ko change kar sakta hain lekin is se hamara loss bhi ho sakta hai is liye always be careful.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1605 Collapse

                                g han forex ak boht acha business hay aur agr hum is forex main dil laga kar kam karty hay to hum is forex say boht acha profit hasil kar sakty hay aur humain is main say acha earn kar k apni acconmey bhe strong kar sakty ay aur agr hum is main sabr say kam nahi karty to hum is main loss kar sakty hay aur hum is main kamyab nahi ho sakty..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X