kya forex hamri economy ko strong kr skta hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1441 Collapse

    wese ager sirf aik way se dekha jae k logon ko rozgaar milta hai is forex se... tu ye humari economy k liye achi baat hai... per ager wese normaly dekha jae tu itni koi khaas growth nahi hoti economy k liye ....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1442 Collapse

      yess jis chez sa bi pasy hsill hotay ho us say economy strong hoti hain aur app ka sath saht app ka mulk ki bi strong hoti hay
      • #1443 Collapse

        forex to aik bohot hi strong business hey aur isko achi trha se learn karne ke bad hum is main apni economy ko bhi achi trha se strong kar saktey hain aur is main achi trha sey successful ho saktey hain.
        • #1444 Collapse

          Yes of course that the forex is strong the our economic. But if the Govt. support on the international platform. The Govt introduce the forex business & prepare the teacher they are take the study of the peoples about the forex. In this method the forex is help of the economic.
          • #1445 Collapse

            Sure thing, greed will result in loss of money. Log illegal methods se earning krna shuru kar den ge aur phir un ko he nuksan hoga kyun k jo unko mil rha that wo us mein khush nai they. :/ Lekin Forex mein ap ko time aur knowledge ki boht zarurat hoti hai to muhje nai lgta k greed itni possible hai, jahan tk mein dekh skti hun. Because forex is only part-time job not full-time job.
            • #1446 Collapse

              jii bhai bohat hi acha sawaal pocha apne lakin me yahan nya hun mujhe is bare me ziada kuch nhi pta lakin yeh ek bohat hi achi foram hai jis se asani se earning karsate hain
              • #1447 Collapse

                gi han forex hamari economy ko strong kar sakta he is men sirf hamen mehnet or lagan ke sath kam karna chaye hota he or ye is waqt bahot best bussines he jo hamen aik acha acha bussines karne ki ijazat deta he
                • #1448 Collapse

                  g bilkul forex se hum apni economey strong kr skte hain or ye sirf forex se hi mumkin hai kiun k forex aik aisa business hai jis se hum km wkt mn apni mrzi mutabik profit gain kr skte hain
                  • #1449 Collapse

                    forex hum are economy ko strong kar sakta hay hum ara jo pak rate ja ra hay ajj kal jc dollar up hum agre agar ye economy storng ho forex pak tu hum ara rate up ho ga dollar rate kam ho sakta hay dollar rate kam ho akta ay as se je
                     
                    • #1450 Collapse

                      The side effects of not managing money on Forex is dangerous and can blow your account. Always follow a good money managing strategy to avoid loss and survive in the market. Always use stop loss to avoid big losses and control your trade. Remember to also use take profit to lock profits because in Forex profits will not stay for a while.
                      • #1451 Collapse

                        forex trading ek bohat he acha business hain .or is main app ek bohat he acha profit bana sakty ho . buss app ko pehly is main app ko forex k demo account par practice kanra hogee or is k bhad app ko forex main ek acha experience ban jayee jiss si app ko profit banani main asaani hogee
                        • #1452 Collapse

                          g bilkul mai ap ki baat se itefaq karta hon k forex kisi bhi mulk ki economy mai boht hi hamiyat ka hamil hai aur is ap k economy bohy strong hoti hai
                          • #1453 Collapse

                            Forex trading hamari economic ko bohat ziada strong kar sakta hai.Ap is me ziada say ziada earning kare gay tu ap ki country me dollars ae gay jis say ap ki country ki economy ko bohat help milay gi.Or sath sath hum sab ko os me faida ho ga....
                            • #1454 Collapse

                              bahasiat pakistani, mere khial ma forex hamari economy ko bhi strong karta he q k is ma work karne sa hamain earning dollars ma hasil hoti hain, jab ya dollars hamare country ma ate hain to hamari economy ma izafa hota he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1455 Collapse

                                bilkul janab ge main sakmjta hoo ko forex hamari economy ko kafi behtr bana sakti hay lakin is k lye hamin ismain kafi hard work karna pare ga ager main is main hard awork kar sakty hain tu is se hamare economy ko kafi faida ho sakta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X