kya forex hamri economy ko strong kr skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    Currency fluctuations are a natural outcome of the floating exchange rate system that is the norm for most major economies. The exchange rate of one currency versus the other is influenced by numerous fundamental and technical factors. These include relative supply and demand of the two currencies, economic performance, outlook for inflation, interest rate differentials, capital flows, technical support and resistance levels, and so on.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      g bilkol brother.... forex hamri economy ko strong kr skta hai... kiyon ke is forex trading mein bahot faida hai.... agr har banda ye karne lag jay to hamara bahot faida ho ga... sath hamre mulk ka bhi....
      • #1428 Collapse

        ager hum earning k baad jab money withdraw kerty hen to humien chahie k hum tax pay karen taak humare country k revenue mien izafa ho phr humari economy strong ho gi other wise forex humare country ki economy develop ni ker sakta.
        • #1429 Collapse

          yes forex hamari economy ko strong kr skta ha aor is main jb apna work sahih krain gy aor apni trade main experience k sath kam krain gy to main smjhta hon keh ham main bht bhtri ae gi aor economy strong ho gi
          • #1430 Collapse

            jee hah bhi forex ka zaray humri economy bhot up ho rahi hay our other country say kafi income pakistan may ah rahi hay jis say humri country ko kafi benefit mail rahy hay
            • #1431 Collapse

              forex trading economy ke liye bohat fayde mand hai yeh government ko bohat support kerte hai aur aur is ke through earning ke bohat faide hote hain aur zaida tar log is kam kerahe hain aur earning ke naye naye tarake dhoond rahe hain aur goverment is the zariye bohat kama rahe hai..
              • #1432 Collapse

                Jee haan bilkul agar hum forerx me mehnat karen aur hum yaha se ziyada se ziyada dollar earn kar ke apni country me mangwaye to hamare mulk ki economy achi khasi mazboot ho sakti hai........
                   
                • #1433 Collapse

                  agar ap ke pas koi roz ghar nahi he to ap forex klo join kare aur aik acha business online se ap faida uthaye ham is busines ma bot pisa kam sakta ha ap be is a kam karo por pisa akmo sab ka liy ha ya sab is business ma ap be kamo sab ka liy ha sab is kam ko like karta ha
                  • #1434 Collapse

                    jii bhai bht hi acha sawal pocha apne magar me yahan nya hun mujhe is bare me ziada kuch nai pta .ye hamari ecnomic ko strong kar sakta hai or yahan se sab loog bht kama sakte hain bus thori si mhenat chiye :)
                    • #1435 Collapse

                      well is k barey mai nhai pata k forex business econmy ko strong kartaa hai k nahi kyun kis k barey mai mujhe kuch knowledge nahi hain mere sath
                      • #1436 Collapse

                        Gee bilkul humari economi koo strong ker skta hy jab har bandy koo rozgar mily ga aur koi berozgar nahee rahe ga too lazmi baat hy log khus hal hoo jain gy aur country tarqee kere ga jis dono ka fiada hoo ga.
                         
                        • #1437 Collapse

                          g ker sakta hai humari ecnommic ho strong but mehnat sath kerni lazmi hai forex trading ki ager mehnat na ki jay to kuch milta tak nahi hai ager jab milta hai to tab lalach nahi kerni chaiye
                          • #1438 Collapse

                            yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon ND YES YEH STRONG KARTA HAI
                            • #1439 Collapse

                              dear bro me ap ki bat se agree hu Forex trading hamari economic ko bohat ziada strong kar sakta hai.Ap is me ziada say ziada earning kare gay tu ap ki country me dollars ae gay jis say ap ki country ki economy ko bohat help milay gi.Or sath sath hum sab ko os me faida ho ga..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                forex hamari economy ko strong kar sakta hai lakin wo uss soorat main ke jab humari country main aik bohat bari tadaat main log iss ko join karein aur phir dollars main profit earn kar ke Pakistan main paisay ley kar aeyein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X