kya forex hamri economy ko strong kr skta hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    aik lehaz say daikha jaey to forex hamari enonomy ko taqatwar zaroro banati hay jaisay kay ager ham forex main trading karain gay aur pher us kay milnay wala jo profit ho ga wo ham apnay country main mungawaen gay to hamari economy to strong ho gi he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      g bilkul forex hamari ecnomy ko mazbot kr sakta hy q kay ham forex say jitni b earn kary gy wo usd main ho gi or jitni earining ho gi utna zarymubadila hasil ho jis say harmari ecnomey mazboat ho gai is lay forex is the best dear...
      • #63 Collapse

        yakeen forex se hamari economic condition bahter hoti hai .q k agr ap trading se profit kamao ga to ap dollar pakistan main mangwao ga . to is se hamara foreigh reseve bahter ho ga . or finally hamari economy bahter ho gi
        • #64 Collapse

          g han forex hamari economic ko strong kr sakhta he q k apko forex se dollars earn hote hain or jab ap ki country main dollars ate hain to is se hamari economic strong hoti he islye ye srif ap k lye ni apki country k lye beh profitable he
          • #65 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: muskan001 پيغام ديکھيے
            kya forex hamri economic ko strong kr skta hy
            nahi forex hamari economic situation ko set nahi kr sakta balkay forex trading hamare liye aik earning source he jis se ham earning kr k khud apni economi ko strong kr sakte hen
             
            • #66 Collapse

              Forex ek earning source hy jo unemployment ko hatam krta hy. Q k wo log jin k pas koi oor way ya job nahi hy wo forex me asani se join krky earning kar sakty hain oor es terha wo apny family ya apny oper paisa kharch krskta hy..
               
              • #67 Collapse

                trading ik acha business hai or agar hum is main time spend karty hain or learn karty hain to hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain or is business main apna career banna sakty hain.ik trader apny country ki economy kay liey bhi acha hai.
                • #68 Collapse

                  ji ha me app ki baat se agree hun k forex ka business eak easa business hai jo k hamari economic ko strong kar sakta hai . hamari economic ko strong karne me forex ka bara kirdar hai ..
                  • #69 Collapse

                    yes why not, forex can help a lot in increasing our economy because it is a business in which we make money by doing trading. Forex reduce the financial crises if you are a good trader of it and will make change your life style..
                       
                    • #70 Collapse

                      g han bilkul forex ek esa business hi k ap is men se zabrdast arning kr sakte hen isi trha hmaei economic strong ho jay gi kam mehnat hard warking se he kamyabi hoti hi forex ek bohat acha business hi
                      • #71 Collapse

                        G haan forex trading main kaam kar k agar koi achi earning karta hay to woh economically strong ho sakta hay lekin is k liye us ko achi information k saath kaam karna ho ga.
                         
                        • #72 Collapse

                          g ker skta hai,humare mulk main kitni ziada berzgari hai log dgree le ker offices k cheker lagaty rhety hai liken un ko koi job nahi milti ager wo sub forex main ajaty hai r is kam main mhent kerty hai to achi rozi kama skty hai jis se is mulk ki berozgari main kafi frq pry ga,jis se economic bhetr ho jaye gi
                          • #73 Collapse

                            G haan bilkul.hum forex main kaam kar kay jo bhi earn karty hain. ye hamari economy kay liey positive hai.agar hum forex main time spend karty hain to hum is main kaam kar kay huge capital gain kar sakty hain or is business main apna career bana sakty hain.
                            • #74 Collapse

                              Yes, forex hamari economy ko strong kar sakta hai.Forex trading me har koi start kar sakta hai jis say eik tu jobless persons kam ho gay or hum is say jo earning karen gay wo hamari country me jab ae gi tu hamari country ki economy bhi strong ho gi..
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                G ha forex hamari economic ko control kar sakta hy lakin apni economic ko strong bnane kay liye ap ko achi mehnat karni ho gi and dill lga kar ziyada say ziyada forex pay work karna ho ga phir hi ap apni economic ko strong bna sake gay is liye hume ziyada say ziyada mehnat karni chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X