kya forex hamri economy ko strong kr skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1921 Collapse

    ager ham forex ko proper way se join ker k trading kerty hain or is men professional ho jaty hain to hamain is se acha munafa milta hai or achy traders is se apni economy k buhat hi better ker sekty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1922 Collapse

      Definately her income source economy ko strong kerne ke kiye behter saabit ho sakta hai.Pakistan me jahan mehngaai bohat zayada hai ,job ki adhi income to lucnh aur fuel me lag jati hai,aisi country me ager Forex business ko faroogh dia jae to economy behter ho sakti hai.
      • #1923 Collapse

        g han bilkul forex humari economy ko strong karny main boht madadgar sabit ho sakti hay kunkay humain tradi g kay through profit hasil hot hay or isi wja say bot say lg is ko join kar rahy hain or econmy main rozgar barh raha hay it is realy good
        • #1924 Collapse

          G bilkul kyun k jab tak earning aik speed se nahi aei ge econonmy kaise storng ho sakti hai iss liye forex aik aise jobhai jiss main agar earning ana start hojai to hamari economy strong ho sakti hai magar shart yeh hai forex ki samajh honi chaiye yeh nahi laparwahi karte phiren
          • #1925 Collapse

            bhai agr hum log trading ko sikh kr is pr kam kren to humari qoom k boht se log berozgari se chutkara hasil kr skte hen or humari economy strong ho skti he but hum log trading ko sikhte nhi he bs chance pr trade laga dete hen profit ho jata he khush ho jate hen wrna forex ko bura kehte hen
            • #1926 Collapse

              Bhai is ki mujhhay nahi Pata ke forex trading hamari economy ko strong Kar sakti he ke nahi lakin agar hum mehnat Karin tu hamari zati economy mazboot ho sakti he.
              • #1927 Collapse

                apne jo sawal kiya mai iss bare mai apko batana chahun ga kay forex humain har trhan se stonge bana sakta hay kiun aj dur mai sab kuch hi paisa haaaay our baghair paise kay hum kabhi bhi kuch nahi kar saktay.
                • #1928 Collapse

                  Economy means agar ap Pakistani Rupees ki baat kar rahey hain to bilkul kar sakta hai ap jab forex mien earning karengy to money bahir sey aiegi or jab ap key pas money bahir sey aiegi to pir ultimately ap ki economy bhi strong hogi but jab earnings hongi tab.
                  • #1929 Collapse

                    Jee haan forex kay through humari country ki economy directly tu nahi but indirectly mazboot ho sakti hay wo ise tehra kay ise kay through jab bohat se logon ko job milay gi aur wo earn karain gay tu phir khush haal hone gay jise se hamari country main behi khushhali aye gi.
                    • #1930 Collapse

                      g hai ye lazmi hi kar sakat hai kay agar ao ap is ko aisay hi join na karay kay jub pa is business ko boaht hi achi mehnat kay sath lay gay tu hi ja kay ap is market mei9 achi permoed ko bi lay gay
                      • #1931 Collapse

                        je haan karsakta hai par kosis karay es mein day by day mind se trading karay ap k liye money earn karna easy ho ga aur es mein tention na lay ap k liye better ho ga thankful for question
                           
                        • #1932 Collapse

                          han g dear koi shak nahi hy is mein,,forex sy humari economy bht ziada strong hoti hy,dear bat yeh hy k forex mein mehnat required hy jab tak hum mehnat nahi krey gay kuch b hasil nahi ho ga,na he economy strong hoo gi,humein sirf thori c mehnat ki zurart hy,informatin ya proper knowledge hasil krny k baad hum successful hoty hain forex mein.
                          • #1933 Collapse

                            saalaam bhai jee app forex mein kaam karaty hain mera bhi yaah he sawal hai mujhe se pehlaay jo meray bhai forex mein kaam kar rahay hain un se is ka koi faida hota bhi hai kay nahi
                            • #1934 Collapse

                              G hn g forex hmarr economy ko strong kr skta h bus hame zada se zada smjna h is pr ache se kam krna h tab hi ap is m kanyb hn ge isko smjhna or is pr kam krna sab k lye zarori h or sab is pr ksm krna chte hn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1935 Collapse

                                G janab forex ahamari econo my ko bht strong kr skta hy or forex sy hamy bht kuch hasil hota hy hamy knowledge or experience hasil hota hy jiss sy hum bht kuch earn kr skty hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X