kya forex hamri economy ko strong kr skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1936 Collapse

    Jii han forex hamri economy ko strong karta hai kun ke is sa hamry mulak main investment hoti hai aur dollars hamry mulak main transfer hoty hai is tarh foreign currency any sa hamri mulak ki economy strong hoti hai is liye is ka faia humy bhi aur hamri country dono ko ho ga,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1937 Collapse

      G dear ofcourse jb aap ke earning start ho jay ge tto phr economy bh khud ba khud strong hona shuro ho jaty ha Pakistan Forex Forum student k liuay boht acha forum ha or hum Forex sa acha earn kr saktay hein is pr posting of Insta Forex sa trade pr
      • #1938 Collapse

        G han main ap k bat sy bilkul mustfid hoon ye hamri eccomany ko storing krta hy ic sy hamin loss b ho skta hy or propht b ye bohat ye boht achi site hy
        • #1939 Collapse

          Ji haan bhai jaan forex hamari economy ko mazboot ker sakti hain us k lye zaroori hai ki hum achi trah se business karain aur dollars kamain jab zare mubadla hamaray mulk main aye ga to hamari economy mazboot ho gi.
          • #1940 Collapse

            dear kese contury ka ecenomy tab storang ho sakty hy jab us k log ba rozgar ho or Forex aik asa bussens hy k jes me her koi kam ker sakta hy or money earn ker sakta hy jes se hameri ecomeny b bather ho sakti hy leken dear hame Forex me mahnat kerna ho ga tab ja k ham Forex me acha money hasal ker sakty hane
            • #1941 Collapse

              g ha bilkul forex hamari encone ko strong kar sakta hai is say hum apni income ko increase kar saktay ahi
              forex mein hum jehta chata profit hasal kar saktay hai ap hum ek achay trader hai tu ,
              • #1942 Collapse

                yes why not agar achi practice ache wakat yani k ache wakat ka wait kr k trading ki jai to bohat behter profit earn ho sakta he agar aap achi earning kre ge to zaher he accout acha manage ho jis ka hamari economy pr b acha khasa asar pare ga
                • #1943 Collapse

                  ji hane laykin masla ya hay kay hammaray log iss ko samaj hi nahi rahay hane ab agar Pakistan kay wazeeray khazana sahab ko ya pata hay kay usd kaa rate kaysay giraya ja sakta hay or wo usd par sell laga day or dosri taraf Pakistan may iss ka rate girana start kar lay to iss say Pakistan ko kitna profit milay gaa.
                  • #1944 Collapse

                    g forex hamary econmy ko strong kr sakti hai lakin iskay k lia zaruri hai hai k aoko complete forex ate ho aur iskay bary mai mukamal ilam ho apko .phr iss hamary ecnomic teak ho sakte hai.
                    • #1945 Collapse

                      je haan karsakta hain par kosis kary daily forex mein mind se trading karay ap k liye money earn karna easy ho ga aur es mein greedy na karay ap k liye better ho ga thankful for question
                       
                      • #1946 Collapse

                        aslam o alikum bhai jan ma aap ki bat sa agree hon forex hmari acconomey ko strong kar ta ha is sa log bohat ziada kama saktay han
                        • #1947 Collapse

                          Forex Pakistan ki eonomy ko kia karsakta hai wo to mujhai nahi maloom lekin hamari ki economy ko to bohat hi mazbbot ,behtar aur aaala kisam ki sakht aur buhat hi achi karsakta hai
                          • #1948 Collapse

                            G bhai jan forex hamari economy ko mazbot karta ha agar ap ny forex main trade dale kr profit hansil kea ha to wo ap pakistan main layo gy is sy economy bahter hoti ha.
                            • #1949 Collapse

                              yes agar ap forex forum par money earn kar rhy hain to ye hmari economy main izafa ho raha hai . r ham is sy sekh b rahy hain economy k sath sath mary knoledge main b izafa ho ra hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1950 Collapse

                                if you want to be able to understand the movement of the market very well we should often see chart every day. but if we've understood of course we do not have too often in front of the chart.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X