kya forex hamri economy ko strong kr skta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1771 Collapse

    yes it is a real busniess ye kam ham ko asmano ko chone ki himat deta ha or kyn nahe hame bhe chaye k ham kaud se bhe kosis karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1772 Collapse

      hi dear bilkul forex hamari economy ko strong kar sakta hai agar hum forex par kam kar k earning karenge or wo paisa pakistan main mangwaenge to wo Pakistan ko economically mazboot ho ga
      • #1773 Collapse

        g han forex trading hamari economy ko strong karta ha ku ka aap ko yah sara pasaia dollar ki mad ma milta ha jis say hamain oor hamaray country dono ko bht ziada faida hasil hota ha ..My deat friends aap zaroor yah soch kar invest karain ka yar is say hamara mulk bi bht tazi say tarakii kar sakata ha but is ka liya hamain apni imagar bnani ho gi
        • #1774 Collapse

          ho sakta hai k forex hamari economy ko strog karay lekin ye yaad rakhain k koi aap ko free main kuch nai daita hai aap jo work kar rahay ho agar aap is say kuch hasil kartay ho to wo aap ki mehnat hai
          • #1775 Collapse

            forex hamari economy ko is case ma strong kr skta hy jub hum doosro ko b targeeb dain forex trading may or unhy help krain forex earning may or apny knowledge ko share krty jaey
            • #1776 Collapse

              HELLO ASSALAM U ALIKUM kia haal hain ap ke? forex is strong the our economic. But if the Govt. support on the international platform. The Govt introduce the forex business & prepare the teacher they are take the study of the peoples about the forex.
               
              • #1777 Collapse

                Dear forex trading ak bohat hi acha plat frm hai earning kay yah hmari economy ko strong kar sakta hai lakin hmay iski learning zada karni parti takay hm achi trade kar saky.
                • #1778 Collapse

                  Dear forex trader ap sahi kehty hain forex hamari economy ko behter bana skti hai is sy hamary mulk k zary mubadala ma ezafa ho skta hai or country rich ho skta hai,
                   
                  • #1779 Collapse

                    hamin forex trading economical faida us time strong ho sakti hain jis waqt forex trading hum pakistani rupees say bhi ker skain kyun kay abhi hamari currency use nahin ho rahi is liyea hamain is ka filhaal koi faida nahin hain
                    • #1780 Collapse

                      Economic activity is very important to forex trading, it is economic activity that affect the movement of price in th forex market. the strong the economic the stronger it courrency in the forex market. i believe that we can trade th stronger economic to the weak one at all time
                       
                      • #1781 Collapse

                        han gkar be sakta hai agar aik tarah dekha jaye toh kuen kay is waja sa humaray mulk ki economey strong hoti hai.. aur is ki waja sa hum acha earn kar sakty hain
                        • #1782 Collapse

                          g bahi bilkul kar sakta hai kiunke hamare mulk mein berozgari ak bohat masla hai aur forex se ham apne mulk mein berozgari ke masle ko khatam kar sakte hain,to ye is tarah hamari economy ko bhi strong kar sakta hai aur hamre mulk ko faida pohancha sakta hai.
                          • #1783 Collapse

                            G han my dear friends forex trading humari economy ko strong kar sakta ha. forex main tamam businesses se ziada profit ha. or tamam log ic business main investment kar ke money earn kar ke life enjoy kar sakte hain.
                            • #1784 Collapse

                              Asslamu allikum wa rehmatullahi wa barakatihi janntt halalahu wa dozkh haramahu dear all pakistan forex member ap ne boht acha swal kia hai to meray bhai is main koi shak nahi ka forex trade hmaray mulk ki muishat ko kafi had tak mazbot krnay main boht ahm role ada kr rhi rhi aur berozgari main bhi kami hio rahi hai......
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1785 Collapse

                                Assalam o alaikum g bahi ye baat thek hy mei apki is baat sy shemat apny thek kaha hy bilkul hm agr hard working kry to ap k liye ziyada benefit hy or ye acha hy is sy hamri economy ko boht benefit hoga or hamra mulk khus hall hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X