Greedy approach is not a problem
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    jee han janab mere khyaal se apki baat theek hai qk ham agr forex mai work karenge to sath sath hamara experence bhi barhta jayega or ham forex mai khud ba khud greed se door hojayengeee...
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      greedy approach achi nahi ha ha hamara lia magar sab waqt ka sath sath ata ha sab ko knowledge kiu ka hum pahli bar ak galti kartay ha phr us galti ko dobara dhoratay han ya galt ha hamara lia is sa bachna chahia
      • #63 Collapse

        Nai brother ab har koi newbies pehle forex trading men kia loss karwa iga uske baad hi sirf sekh sake ga brother greed bohat hi burri cheez he ye forex trading men admi ko kamayab nai hone deti ye bohat hi nakaam cheez he
        • #64 Collapse

          good question brothore g ha hume greed se darne ki bajaye us se kaise bach sakte hai ye sochna chaiye kyu ke bhut se new trader is se ghabra jate hai ke is me greed hota hota hai loss bi is liye un ko chaiye ke jitna aap is me trading kare ge to aap ka experiance increse hota jaya ga or phir aap greed ko thek tarah se samjh jaye ge phir aap us se bach bi sakte hai
          • #65 Collapse

            well mai ye kaho ga k new traders mai ye soch hoti hai to us say ghabrain ni jaise jaise ap ka experience barta jaye ga ye thing ap say khatam ho jaye ga
            • #66 Collapse

              agr forex ko learn kr k pra jy to es me bahoot koch hasal kya jata he aor earning bhe best hoti he mgr jo es ko learn krne ky bagheer pry ga wo es ko learn nahe kr sky ga es leye forex profit deta he mgr learn krna must hoa he fr earning bhe best hoti he aor pakistan ka future ho skata he badale he jy
              • #67 Collapse

                g greed koi aisi bimari nahi jo khud paida ki jati hai yeh insan ki fitrat hoti hai aur jitna paisa ata hai utni us mein yeh fitrat bharti jati hai .isy koi end nahi kar sakta bus jab tak greedy khud mun k bal nahi girta nahi sambhalta
                • #68 Collapse

                  ye kis pagal ne keh duaya hai ap se k gred is not a problem yar aap koi bacjhe ho kia jo is kisam ki baten kiye ja rae ho yaar khuda ka khof karo apne kisi bare se ja k pooch lo k lalach kitni bari bala hai bhai
                  • #69 Collapse

                    Dear greedy opproach har insan ki fitrat hoti hai lekin is se achi planning or strategy k zariye se bacha ja sakta hai or jab ap high earn kartay hain tu ap ki greed khatam ho sakti hai.
                    • #70 Collapse

                      lalach or emotions ya donon humary boht bary dushman hain in donon ko hi tradiong k duran khud sy door rakhana chahiy kiun k tab hi hum loss sy bach paian gy or profit hasil kr paain gy
                      • #71 Collapse

                        dear, main to yehi kehna chahun ga k forex k buisness men hamen kabi b greed nai karna chahiey aur main app ki bat say zyada agree nai karta hun men yehi samjta hun k greed sy hamen loss he hota hai
                        • #72 Collapse

                          fjd fdljfdjf dfjdk fdjlf dfjd fjdslf jdj fldsiofud fdufiodiofd fjdj f dfjdsfjd fdjfldjf sd fldjfljfldj f djlfd fdfkljdiofd fjdiof dkfiodfdnfiod fjd fjdiofdf di dfkdjfiod slslsjfsdjfiof djsfjdjk jdfj fdfjd fdjf djf dj flkdjfj dlkjf klsdjdnfndofiodfnfdfnoo ldfldioiosd nndnsdlfnsiofn djfldios fjsiooiat l afjaufoalknalnflafjioauf akfjlakjflkaluf
                          • #73 Collapse

                            g han yakinan greedy khatam krne ka ye bhi behtreen tarika he or automatic apki greed kase khatam hoti he apne yeh bhi sahi btaya he.
                            • #74 Collapse

                              Brother jb trader trading krta hai to us k bht se jazbaat apne urooj pe hote hain or yahan zyadatar seniors yahi kehte hain k kam kam trading karen taa k loss ka risk kam rahe to ye cheez follow krne ki baje wo ek wqt mai zyada trade kre or ek wqt zyada profit expect kare to ye greed hai jo k galat hai ek ya do baar usey profit ho skta hai pr zyada tr loss ka risk hai ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                I think that, g greed koi aisi bimari nahi jo khud paida ki jati hai yeh insan ki fitrat hoti hai aur jitna paisa ata hai utni us mein yeh fitrat bharti jati hai .isy koi end nahi kar sakta bus jab tak greedy khud mun k bal nahi girta nahi sambhalta . well mai ye kaho ga k new traders mai ye soch hoti hai to us say ghabrain ni jaise jaise ap ka experience barta jaye ga ye thing ap say khatam ho jaye ga .. kya khayal hai ap logo ka ??

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X