Greedy approach is not a problem

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex trading me ziada greed new traders ko hoti hy q k unhon ny pehly forex jesa koi business ni dekha hota jis me thory time me thora pesa laga kar itni achi earning ho jati ho ic liay phir new traders ziada greed karty hain expert traders me greed ni hoti hy newbie me bhe ahista ahista khatm ho jati hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yai bht achi job ha har koe kar sakta ha aur iss k saath saath hm study bhi continou kar saktay ha and girls k liyai yai bht achi job ha is lea bht se girls yahe job kar rhe ha
         
      • #18 Collapse

        yes you say right my brother I agree with you because, greed koi aisi bimari nahi jo khud paida ki jati hai yeh insan ki fitrat hoti hai aur jitna paisa ata hai utni us mein yeh fitrat bharti jati hai .isy koi end nahi kar sakta bus jab tak greedy khud mun k bal nahi girta nahi sambhalta.
           
        • #19 Collapse

          Greed is not good thing in forex business,I think a trader can not get success in market who have greed and emotion.we can work in forex and earn good money form the trading system with confidence and patience,control greed is good thing for get success in market.
          • #20 Collapse

            brothers bht si posts ati hai k greedy approach say ye ho ga wo ho ga .. well mai ye kaho ga k new traders mai ye soch hoti hai to us say ghabrain ni jaise jaise ap ka experience barta jaye ga ye thing ap say khatam ho jaye ga .. kya khayal hai ap logo ka ??
               
            • #21 Collapse

              forex trading me ziada greed new traders ko hoti hy q k unhon ny pehly forex jesa koi business ni dekha hota jis me thory time me thora pesa laga kar itni achi earning ho jati ho ic liay phir new traders ziada greed karty hain expert traders me greed ni hoti hy newbie me bhe ahista ahista khatm ho jati hy
               
              • #22 Collapse

                greedy forex traders k liay ek bohat he bari problem hey is mian hum apny aap ko control nahi kar sakty hen jis ke wajah say hum ko forex trading main bohat ziyada loss ho sakta hey..
                • #23 Collapse

                  i tink bhai jan ye khud ba khud nahi jaye ga waqt k sath iss pr control krny k liye aap ko mehnat krna ho gi kiyun k ye habbit buhat buri hai agr control nahi kro gy tu ye aap k sath sath chalti rahy gi or increase ho jaye gi or aik din aap ko or aap ki money ko kha jaye
                  :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                  • #24 Collapse

                    i think greedy approach is a big problem for a trader in the forex market. so we must try to avoid greed at the time of trading in the forex market if we want to avoid big loss at the tradings.
                    • #25 Collapse

                      mere tu ye khyal hai greed ke hawale se ke greed karna parta hai aur ye zarori bhi hota hai but kis condition main wo ap ko dekhna parta hai kyoun ke ap jab bhi greed karte hain aur os main jab ap ko loss hota hai ke ap maony management nahi karte
                      • #26 Collapse

                        greeedy approach har kam k liye nuksaan day hain kion k ap jab lalach k chakkar main par jatay ho to ap har wo step letay ho jis say apka apna hi nuksaan hota hai us time pta nahi lagta magar is say hasil kch nahi hota
                         
                        • #27 Collapse

                          hey i want to say that k hum kisi ki soch pe ya kisi k attitude pe kuch nh keh sakte cox hum unki fitrat nh badal sakte agar koi greedy h to aap usey jitna b rok lo he/she will never listen to you. but this is true k greed se kuch nh milta ap kb tk greedy rahoge some day you will know k greedy hone se kuch nh milta we must have to avoid it.
                           
                          • #28 Collapse

                            greedy ban kr insaan ko kuch nh milta q k lalach me aakr insaan kuch acquire krna chahe to kr skta h n bht aasani se but wo cheez hamesha us k liye nuqsandar e prove hogi ab wo usey smjhta h ya ignore krta h ye us per depend krta h
                               
                            • #29 Collapse

                              i think k agar insan try kre to is aadat se bahr nikal skta h but usey puri tarha us raaste ko chodna parega otherwise he/she will never do the right things aur greedy log aj nh to kal zaroor inselted hote hn n us wqt they cant do the same again with purity
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                well brother mere khiyal mai greediness is business maisb se baree problem hai and zyada tar log is business msi sirf or sirf isi waja se unsuccessful hotay hain, mai aap ki bat se b agree karta hun par mera mana hai k ek loss k bad hamey apney man se greed nikal dena chaeye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X