Greedy approach is not a problem

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    bhai hama aisi approach hi nahi banani chahia jo hama greed ki taraf la kar jay is ka lia hamaray andar patience hona chahia or hama Forex ma is chiz sa door rahna chahia agar hama kamiab hona ha forex ma to.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Jee nahi main aap ki thinking ke saath agree nahi karti . Greed agar aik baar hamarey mind mein aa jati hai tou woh saari zindagi hamarey mind sey nahi nikal paati hai . Aur greed ki waja sey humein aksar o beshtar bohat zyada nuqsaan bhi hota hai.
      • #108 Collapse

        sir aik tarah se theek kaha aap ne ke experience se hi aap ko sab sekhne ko milta hai but ager humein ane wale new uses ko pehle se warn kerte hain to un ke ache ke liye hi kerte ta ke starting mein bhi unhein loss na ho jaise humein shoro mein hoa tha.
        • #109 Collapse

          forex itnaa asaan nahin K ek din ya eek month main samajh aa jaye, greed ahisata ahista he khatam hoti hai jab Ap time lagatay hain Study Continue Rakhtay hain so Time k Sath Sath Experience Bhi barhtaa hai
          • #110 Collapse

            #@#2good questiob dear g ha hume greed se dare ki bajaye us se kaise bach sakte hai ye sochna chaiye kyu ke bhut se new trader is se ghabra jate hai ke is me greed hoyahota hai loss bi is liye un ko chaiye ke jitna aap...
            • #111 Collapse

              Assalamo alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main greedy approach itni jaldi khatam nahe hoti kun kay greed to har trader kay andar hoti hay ye approach ahesta ahesta khatam honi chaheye but hamen acha trader bannay kay leay is approach ko khatam karna hoga
              • #112 Collapse

                dosto greed koi aisi bimari nahi jo khud paida ki jati hai yeh insan ki fitrat hoti hai aur jitna paisa ata hai utni us mein yeh fitrat bharti jati hai .isy koi end nahi kar sakta bus jab tak greedy khud mun k bal nahi girta nahi sambhalta...
                • #113 Collapse

                  greedy approach ka log is liay advice dete hey kunke newbies ko forex sirf money making machine na feel ho or greedy mind se avoid karey her new trader is tarah her trader apni trade me greef factor ka soch kar secure earning kar sake ga jisme us ki investment secure ho
                  • #114 Collapse

                    greedy approach is not a big problem but can cause a problem if you act greedy all the time. you should avoid ur greed as much as you can to make a good profit for yourself. greed will make you do mistakes and because of those mistakes you will end up facing a loss . keeping away from greed will be a better option
                    • #115 Collapse

                      Mery bhai aap ki baat bhi kuch hadd tk sahi hai lykn new beginners ko tou chahiye k woh trading mein starting mein greed na kryn kiun k un ka experience nhi hota aur un ko loss bhi hou skta hai...
                      • #116 Collapse

                        ji han bilkul apnay thek kaha hai lekn agr sb new pehlay ye sochain k bina mehnat k profit to milta ni to hum pehlay mehnat ka sochtay hain to is tarah greed ni ati hai aur koi loss bhi ni hota q k mehnat se pehlay hi result ki jald bazi krna ye tp thek ni hai na........lekn ahista ahista ye khatam hojata hai.........
                        • #117 Collapse

                          bhai greedy banday ke lye forex me koi jagah nahi hoti hai lalachi insaan ko kabhi is me kamyabi nahi milti hai balky loss he loss hota jata hai jitna aap kam se kam lalach karen ge utna he loss se bachen ge
                          • #118 Collapse

                            meray khyaal say ap ki baat bilkul theek hai greed hona to cahiye bt aik had or limit tak agar limit cross kar gaya greed to ap ko us kam main faiday k bajaye nuksaan hi hoga always so greedy theek hai over greedy nahi theke
                             
                            • #119 Collapse

                              i think woh post bhi unko motivate krne k liye hoti hain os that they have a rational mind while trading. q k greed apko apna bonus trading pe lagane pe bhi motivate kr sakti hai aur aap over confident bhi ho sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                es kam mein humen greed sy avoid krna chaheay .... es kam mein greed to aa ajata hai bht but humen us sy bachna chaheay or humen es kam mein bht sy khayal krna chhaeya k hum es mein lalalch na kren kam ko kam smjh k kren
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X