Greedy approach is not a problem

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Yes ya theek ha.start main hr new trader greedy hota ha.ka jald kma lon.lakan jasa jasa us ka experience hota jata ha.greedness pr kabo pata jata ha.ya koi aisi problem ni ha ka ap is pr kabo na pa sakan.ya khatm ho jati ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Greedy ho kar trading nahi karni chahiye. Chonkeh forex market bari risky market main is main ache knowledge ki bari zaroorat hai aur jab acha knowledge ho ga to acha profit hum gain kar sakte hian.
      • #153 Collapse

        han g bilkul esy e hota hai es keyeh hmy chahiyeh k dihan sy trade kry tub e kanyab ho skty hain weasy bht mushkil hai hmy chahiyeh k dihan sy trade kry tub e kamyab ho skty hain es keyeh hmy chahiyeh k mehnat kry zaida sy zaida tub e kanyab ho gy
        • #154 Collapse

          bhai jan mujhe ye lagta hai ke insan kisi bhi chez main ager greed karta hai to use us main nuqsan hi uthana parta hai new trader ko bhi apni greed per ahista ahista qaboo pana pare ga tab hi ja kar wo ache trader ban seken ge
          • #155 Collapse

            nahi bhai jan ye theek nahi hy forex trading busness men success hasil krny ky liy greed sy avoid krna boht zarori hy lalch buri bala hy jub tk greed sy avoid nahi kren gy success nahi mily gi is liy greed sy avoid karen
            • #156 Collapse

              correct. u can learn from ur mistakes. specially forex mein to har rose hum mistakes karte hain aur loss karte hain. when we become confident in overcoming our mistakes we earn a lot
              • #157 Collapse

                ye b ek lehaaz se thek bi hai ....wese to agr hum baat kry to jese jese insaan ek kaam may senior banta jata hai wese wese os k lye ye problem khatam hoti jati hai ...
                • #158 Collapse

                  han aese hi he trade karte rahen he toh hamara knowledge be barta jata he or ham ko tension be nahi hoti itni or ham asaani se tarde karte jate hen or hamara greedy behave be kam hota jata he istrah ham jitni trading karte hen wese hi hamko samaj aati he
                  • #159 Collapse

                    waise to greedy nature achi bat nahi, lakin trade me aik had tak greed ap ka sath deti he, wo sath ye he k ap ko trade me profit ka greed hota he, agar ap ye greed na karain to ap success nahi ho sakte
                    • #160 Collapse

                      ji bhai asa hai kay senior trader new trader ko ya samjhty hain kay wo forex mai new hain to wo forex mai sambhal kar kam kary greed na kary ta ky un ka loss na ho ku ky wo new hoty hain un ko guide to karna hota hai
                      • #161 Collapse

                        g bahi ism ian koye darny wali koye problm nain ha is market main charm he itna ha k start main insan lalach main a he jata ha lakin time guzarny k sath sath us ko pata chalta ha jo bhi haqeqat ha market ki is main kam karny ka tareqa sab kuch is ko time k sath sath he pata chalta ha
                        • #162 Collapse

                          forex trading main greed use karne say hum ko loss hosakta hai iss leya forex main greed aik habit hai hum ko jab be trading karne chahiya tu greed ko proper control kar kai trading karne chahiya iss say hamara trade behtar hoge.
                          • #163 Collapse

                            g han apki bat thik ha new trader ko to her chez ma khof hota ha but learning practice jari rahy to ya sub baty khatm hojati han or her trader aik proper line py chal perta ha forex ki or earning ki tarf ajata ha
                            • #164 Collapse

                              yes, dear, Forex itnaa Asaan nahin K ek din ya eek month Main Samajh aa jaye... greed Ahisata Ahista he khatam hoti hai jab Ap time lagatay hain Study Continue Rakhtay hain so Time k Sath Sath Experience Bhi barhtaa hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                hmm greed karna aik hud tuk buraha lakin ager greed ka chakar main mehnat ziad kar rhy han or trade ka oper zida time day rhy han to yah ap ka lia nuksan day nai ha boha fiada day ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X