Greed and Emotions Control

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    greed or emotion bht buri cheaz hai trading k leyeh es leyeh hmy chahiyeh in chezu sy jitna dor reh sky utna rahain tub hi kamyab hu skty hain or lalach tu hai hi bht buri lalach mai insan a bht juldi jata lekin loss jr daita
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex ky business main greed or emortions hi ki wajah sy loss hota hai iss kaam main agar aap account bara rakhain or greed na karain choti lot sy kaam karain to mary khyal sy aap ko loss nahi ho ga forex main.
      • #33 Collapse

        bilkul sahi kaha hy ap ny actually mera tou ye khayal hy k forex mein jb emotions ka kaam hi nhi hy tou hum is ko side pe rakha karey jb hum forex mein kaam kr rahy ho idher kyun ky bax humein emotions par hi tou control krna hota hy.
        • #34 Collapse

          lala aik aisi cheez he ji s me ap ko is me bahut hi bara nuqssan hon sakty hen and is me ap ko in baaton ka khayal rakhna hota he and is me ap ko lalach se bachna hota hen and is me learning hi ap ko loss se bacha sakty hen
          • #35 Collapse

            yes dear forex ka ander bilul ap ki bat theek ha dear ka forex ka ander sub bri cheez emotions ko control krna e zrori ha dear and es ko mushikil sa e and sub sa sucessful kam e control on your self ha dear capital ka loss ke sub sa bri reson e yehi hoti ha ka zyda sa zyada busines pr kam krna ka shok e logon ko murwa diata ha dear so be sure about it
            • #36 Collapse

              Greed or Emotions dono kafi useful options hai jis ka ap use ker ke kafi achchi earning ker sakte hai or confidently work ker sakte hai forex trading main so greed or emotions ko remove karey always or trading main in cheezo kabhi na ane de
              • #37 Collapse

                G bhai greed or emotion per control krna bohat zarori hai agar hum greed karain gay tu yaqini baat hai humy loss hi hu ga humy chahiyeh greed sy jitna dor reh sakty hain bcz lalach bohat buri cheaz hai or emotion b
                 
                • #38 Collapse

                  gread ho gay tu phr ap ko loss zyada ho ga or agr ap apnay emotinal ko control karna nahi sekho gay tu phr ap is say kafi run kar jao gay kai profit ko generate karo gay tu ap ko chiye k ap is say real time may kaam karo
                     
                  • #39 Collapse

                    Trading key doran emotions aur greed ka koi kam nahi hy. Jo log emotional ho kar trading krtey hain, unhain profit kam aur loss ziada uthana parta hy. Greed is curse aur yeh aap key profit ko destroy kar deti hy. Patience akhtiar krain aur sabar aur bardasht key sath trading krain takeh aap acha profit bana sakain.
                    • #40 Collapse

                      gready ak auchy kaam nahi hota ha ye hamen apnay motive say agry nahi hony data ha or ham kabi b is say apnay topic say hat jaty han or kaamko nahi samjh skty han or los shony ki waja say preshan ho jaty han
                       
                      • #41 Collapse

                        Forex trading business mein emotions aur greed se buht ziada loss hota hy agr hum emotional ho kar trading karty han tu forex trading se kuch hisal nhi kar sakty han aur greed se bhi Bach kar trading karni cahaiye aur emotions aur greed se forex trading ki learning kar k hi Bach sakty han
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          forex trading mein apko chahiye ke ap apni greed ko control karen aur is mien agar ap emotions ke sath trading karenge to ap kabhi bhi is mien kamiyab nahi hoskate.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X