Greed and Emotions Control

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex main profit making ka lia zaroori ha insan emotions se Zyada samaj se kam le ar greedy na ho jai to ap apna loss ka chances minimum kar saktey hain ar profit bana saktey hain easily
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      is may worek karty howy hamen chiye k ham apny empotional ko control karyen or gready na karyen dosaro ki help karny k lye is ko ham use kar skty ha or is ak aucha busienss stand kar skty han ye ak auchi batt ha
       
      • #18 Collapse

        Insaani fitrat h lalach ab iskay uper control kam log e rakh patay hn kamai dono ki thek hoti h lalachi or na lalachi ki bus mehnat chahiye
        • #19 Collapse

          Dear forex jaise business mai ap ki greedy nature se kch b faida haisl nhn ho ga soo ap daikh sun aur smjh k kam karo warna ap ko kabii b faida haisl nhn ho ga esliye ap leanring k sath saht apne ap ko es business aadi banao ta k ap ko aage chal kar kabiib loss face na karna pare aur ap acha eanr karo....
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mem786 پيغام ديکھيے
            Bhut sy log emotions aur greed pe control karty huy successful trading kar k profit earn kar rahy hain. Aur jo emotions pe control nahi karty wo loss karty hain. because laluch burri bala hai. Forex mn kam profit pe compromise karen aur greed sy bachen q k greed sy trader ka real capital bh loose ho jata hai.
            jee mere piyare bhai aap ne bilkul sahi kaha hai hamein trading k douran apni emotions par control karni chahiye aur greed ka hamein sochna bhi nahi chahiye ager hamein thora sa bhi profit hota hai to hamein shukar karna chhaiye lalach kreingy to loss hoga
            • #21 Collapse

              g agr dekha jay to boht sary trader ka loss esi wja se hota ha kyu kay wo apny emotion pr control nhe kr paty to agr hum chahty hain kay es business ma success ho jay to humy sub se pehly apny ap ko ready krna ho ga us kay baad he hum es business ma aagy barh sky gay aur greed aik a c wja ha jo hmara account tk wash kr deta ha to humy es se bchna chahye.
              • #22 Collapse

                greed or emotions ko control karna traders k apny hi hath me hota hay agar traders zeyda profit ka lalach na karen or loss hony ki sorat me emotion ko control me raken to mery khayal me ye traders k ley bahot hi acha hay.
                • #23 Collapse

                  g bilkul greed or emotion pr control krna bhot zaroori ha agr aik trader agr apna target set kr la to is ko achieve krna tak wait kr lakin agr aik trader apna target sa zada profit lna k lalach krta ha to wo loss krta ha wo apna target k profit be nhi take kr sakta
                  Best Rule of Trading Ever
                  ----------->Never Loss Money<----------------
                  --------->Believe In :o I Can and I Will<---------
                  Never Forget The Rule
                  • #24 Collapse

                    G haan bilkul thank you so much for sharing information aur ye baat bilkul hteek hai k bohut se log ziada hasil karnay k chakar main thori bhi ganwa detey hain to koshish ye karni chayea k greed se buchein aur mehnat se kaam karein ta ka acha profit hasil ho.
                     
                    • #25 Collapse

                      Han g greed aur emotional Ho k kam nhe kea ja sakta Es lea apni greed ko control Karen aur small small profit say Agay chalen
                      • #26 Collapse

                        G haan bilkul thank you so much for sharing information aur ye baat bilkul theek hai k emotions par control kar kaam karna bohut ziada zaroori hai , aur lalach nahi karni chayea warna insaan ziada k chakar main thori bhi ganwa deta hai aur nuqsan uthata hai.
                         
                        • #27 Collapse

                          G han ap ne sahi kaha ha hmen is business me lalach or emotions k sath kam nahi krna chahe hmen is business me sbr se kam karna chahe ta k hm acha earn kr skayn or is business se hm apni dreams ko b asy hm asani se hi pora kar skaty han
                          • #28 Collapse

                            g haan dear ap ki baat sahi hai loss ki ek barri waja greed b hai agar ap k paas forex ka proper knowledge hai b to agar ap greed k sath trading krte ho to ap loss kr sakte ho is liye greed ko leave kr k trading krein
                            • #29 Collapse

                              Forex trading mein agr hum emotions par control Karen gay tu hum forex trading mein lalach par bhi qaboo pa sakty han kiok Jo log forex trading mein emotional ho kar trading karty han wo forex trading mein loss hi karty han aur emotions se hi greed pyida hota hy Jo loss ka sbab batna hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Off course my dear agr humean bhe uss main aik successful trader banana hy to pher humean apny greed our emotions ko control kerna ho ga tab he hum us main aik successful trader ban sagty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X