Greed and Emotions Control

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed and Emotions Control
    Bhut sy log emotions aur greed pe control karty huy successful trading kar k profit earn kar rahy hain. Aur jo emotions pe control nahi karty wo loss karty hain. because laluch burri bala hai. Forex mn kam profit pe compromise karen aur greed sy bachen q k greed sy trader ka real capital bh loose ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee haan bhai greed aur emotional trading kabhe bhe ghlte se na krien jb trading business mein greed a jata he to kamaybe nhe hota he blkeh loss hota he ese trah emotional work bhe trade mein success nehe deta he
    • #3 Collapse

      ap ki bat bilkul thk hah k humey is main humeyn apne greeed aur emotions ko control krna chahie kyun k is main he nai balek har kam main greed aur emotions humare dushman hah o iss se bachain agar hum ne earning kren hah to i think
      • #4 Collapse

        my dear forex me greed ki aur emotions ki koi jaga nahi hai hume lazxmi in per control rakhna chahiye tab hi hum ache trader ban sakte hain jo log greed se kaam lete hain wo loss uthate hain.
        • #5 Collapse

          forex ma nakami ki jo sab sy bari vaja ha wo greed ha ku k ham greed karty hain jis ki vaja sy hamara account wash ho jata ha is liye hamy khosis karni cahye k ham greed na kary tahmal sy kam lain..
          • #6 Collapse

            forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai greed se bachne ke koish kerahe aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalen.aur emotions ko control mai rakh ker trading kerhae.
            • #7 Collapse

              Greedy or emotional ho kr trading krnay say hmesha trader ko loss hi huwa hai or mostly newbies traders ko jb trading mai loss hota hai to wo emotional ho jatay hai or market say fight b krtay hai jb k esa bilkul nhi krna chahiye.Trading mai profit or loss dono hi hotay hai lakin loss honay ki soorat mai b market ko ride krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki koshish krni chahiye.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hmen loss ho skata ha isi lie hmen chahe k hm is business me lalach se kam nahi krna chahe kabhi bhi
                • #9 Collapse

                  Dear hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe hmen is busienss me lalach ko kam kar k hi hmen kam krna chahe tb hi hm is business me success ho sakty hain or is business se hm acha earn b tb hi hasil ho sakta ha asani se
                  • #10 Collapse

                    wasa es business mein kafi greed aa jata hai ye aik good business hai is ko bahut mehnat sy kia jata hai ye aik good business hai is ko kisi time bhi kia ja sakta hai lekin greed sy bach kr kia jata hai wrna loss ho ga.
                    • #11 Collapse

                      greed ko kabhi bhi khud per na aney den kiun ke greed he insan ko nuqsan pohchati hai agar aap ne is business se pese kamane hain to apne andar se lalach ko khatam karna pare ga tab he aap ko kamyabi mil sake gi forex ke business se .
                      • #12 Collapse

                        han dear ye aik real buiness hai si ko koi bhi kr slta hai ye aik worldwid ebuiness hai si ko kahein bhi kiaksta hai ye aik real buiness hais i ko kisi tiembhi kiajksta hai ye aik big karobaar hai
                         
                        • #13 Collapse

                          dear is buiness mein bahut ziyada greed sy bach kr kia jata hai ye aik acha buiness hais i ko kahein bhi kijaksta hai ye aik acha buiness hais i ko kahein bhi kijaksta hai ye aik real buiness hai
                           
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mem786 پيغام ديکھيے
                            Bhut sy log emotions aur greed pe control karty huy successful trading kar k profit earn kar rahy hain. Aur jo emotions pe control nahi karty wo loss karty hain. because laluch burri bala hai. Forex mn kam profit pe compromise karen aur greed sy bachen q k greed sy trader ka real capital bh loose ho jata hai.
                            my dear brother hamein as a aik trader apni emotions ko control hi karna parta hai aur lalach se paak trading karni hoti hai kiun k ham ager lalch se trading kreingy to hamein kafi loss uthana par ja sakta hai isi tarah emotions se bhi hamein trading mein loss hoga ager hamein earning karni hai to in dono se bachna ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Greed aur emotions aap key big enemies hain aur jab tak yeh aap key sath rahain gey, aap ko kamyabi hasil nahi ho sakti. Is leye greed ko door krna hy aur patience sey kam lena hy. Emotional ho kar trading krney sey behtar hy keh aap trading na karain aur pehlay apney mind ko relax kar lain aur phir lots lagayen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X