Greed and Patience...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Salam Friends, Forex trading is a great business, it's the best online business where you can earn a lot of profit. But there are some facts you should try to understand;
    1 You have to avoid greed and shortcuts.
    2 You must have patience.
    3 You have to contr
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g han forex aik bahot hi great business hy our is m ain ap age sahe tarha is man experience hsil karo phr is main ap asani ke sath agy ja sakty hou our is main ap kam time main bahot hi zhydha mony earn kar sakty hu our is main ap gy ja skaty hou ouer is mianapko phr kafi faida bhi ssakta hy
      • #33 Collapse

        meray bhai jaan mein tou yeh samjhat hoon k forex tarding busienss mein humein achi trade ko kerney k liaye ziyada se ziyada greed per control kerna chahiye aur patience k saath hi trade ko kerna chahiye tab hi hum acha profit hasil ker saktey hain.
        • #34 Collapse

          dear app na thek kaha ha maina p ki batoon sa agree karta hoon agerr huum greedy kaam karain too huum yahan saa aik achi amount mai earning asanik asath kaar saktain hain kuii kak uch loog naijantaian hain ka kis tahna sa forex ko karna
          • #35 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: arslankhan0799 پيغام ديکھيے
            Salam Friends, :rolleyes: Forex trading is a great business, it's the best online business where you can earn a lot of profit. But there are some facts you should try to understand;
            1 You have to avoid greed and shortcuts.
            2 You must have patience.
            3 You have to control your emotions during live trade.
            g han dear yai bat ap nay 100% theek kahi hai k forex aik bohot hi best online trading job hai jis say hamen profit gain hosakta hai hai . or ager ham is pay trading kartay huay greed or , shorcut methods of earning nai karen gay to yakeenanham aik achy trader ban saktay hain
            • #36 Collapse

              forex

              forex tarding bsuienss mein ager hum news mein tarde ko kerien tou humein iss mein time ko achi tarah se use kerna chahiye tah k hum acha profit hasil ker sakein iss liaye mein timing ko acha samjhat hoon.
              • #37 Collapse

                orex ma jis ne apni emotions ko cntrol kar lia wo kamyab hogya.forex ma log dreed ki vja se he loss krte hian ap greed ko cntrl kren r choti lot use kren agar apki trade loss ma chal rai hai to close nah kren bas
                 
                • #38 Collapse

                  market to phla c hi risk able business ha es ma oper ca bdi lot ki trade kr ka risk lana ka matlb ha ka ap loss lana chahta ha dill ca kia khaya ha dostoo esi trah ha na market ma risk na lo yar ya to phla ca hi ricky business ha .
                  • #39 Collapse

                    dear Trader Greed Aesi Cheez Hai Ke Jo Kahin Na Kahin har trader mein Hoti hai. but Baaz trader us Pe Boht Kaboo Rakhte hein. Aur Kamyab ho jate hein. But Boht Se trader Iss Baat pe Amal Nahin Kerte Aur Loss kerte hein.
                    • #40 Collapse

                      yes bro ap sahi keh rahe hain k lalaach ap k kam mein sab sey bari rokawat hai trading karte hoye jin baton ko zehan mein rakhna zaroroi hai un mein sey ek lalach sey dor rehna hai or dosri baat apne emotions ko kabo mein rakhna hai
                      • #41 Collapse

                        g haan hamain trading mein success haasil karne kliye in sab cheezon se bachna parhta hae q k greed se insan ka mind kam karna chor deta hae aur vo theek se decision nahi la pata. hamain patience se kaam karna chahiye aur jald baazi se kaam nahi lena chahiye bul k apne emotions per control rakh kar work karna chahiye.
                        • #42 Collapse

                          Greed and Patience do bht bara issues hai jo har forex trader ko face karna ko milta ha . Greed and Patience pa control karna ka liya main na disciplined ko fallow karna planing ko fallow karna sekha ha jab sa main Greed and Patience ka stah Forex trading kar rahi hon .
                          • #43 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: arslankhan0799 پيغام ديکھيے
                            Salam Friends, :rolleyes: Forex trading is a great business, it's the best online business where you can earn a lot of profit. But there are some facts you should try to understand;
                            1 You have to avoid greed and shortcuts.
                            2 You must have patience.
                            3 You have to control your emotions during live trade.
                            Forex trading duniya ka aik behtreen business hai aur humain forex main bhut carefull ho kar work karna chahiye aur lalach nahi karni chahiye aur hum jo pips earn karty hain un ko maintain karna chahiye kyun k kabhi kabhi hum bhut ziyada pips earn kar lety hain lekin kisi dosri trade main loss ho jata hai iss liye pips ko maintain karna seekhna chahiye.
                            • #44 Collapse

                              traidng karty waqt patience ki bht zaroorat hoti he greed kar k app sirf or sirf loss hi uthayn gy ye mera personnal expeirience he jis men mujy greed sy 127 dollars k loss ho gia,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                bilkul sabar rakhna chaiye mere sath bhi problem yei ha k dekhta ho itne din hogaye profit bht kam howa ha so bht sari trades sath khool deta hon jisse loss hojata ha so me ab aisa nai karong aand mene ye sekha ha :)
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X