Greed and Patience...
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    Forex trading mein greed aik emotional working hy orr emotional working krny sy loss hota hy bhtar hy ka greed na ke jaye somtiem thora profit agr na accept keya jaye tu wo aik big loss ka face ly kr saamny aata hy ic leye patience ka sath working krny mein benefit hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      mera bai greedy ak asa work hay jo hama boht noksan dah sakta hain forex may is cheez ki koi gonjaish nai hay hama har kam patience ki need hoti hay ham har kam sbr kay sth lena parta hay forex may hama cool mind ho kar kam krna parta taka hama zada say zada earning ho saka.
      • #783 Collapse

        dear friend in my opinion patience sy kam lena chahiea aur hum greed ki trf jayen gayn to is me hamra he loss hoga ...sabar sy kam kr k hum acha earn kr skty han...sabar ka phal hamesha meetha hota ha.....is liyea sabr sy kam lena chahiyea....thanks
        • #784 Collapse

          asslom o alikum to all friends meri sb dosto se guzarish he k meny forex nealy join kia he or me trade nahi ke kindly mujhy koi method bta de jis se mujhy loss kam or profit dayda ho agr aesa koi method he to kindly mujhy bta de please mujhy samujh nahi a rahi
          • #785 Collapse

            g bulkul ma ap se 100% agree karta ho hum ko forex trading ma bulkul bi greed nai karni chye our forex ma pations bohat important hoti hai
             
            • #786 Collapse

              g haan g forex aik aisa business hai jis myn har koi greed karta hai jab k har trader ko cahhaye k wo greed sey door rahey oor jab bhe loss ho tuu patience k sath kaam krey oooor ziada mehnat karey...
              • #787 Collapse

                Dear forex trading par kabhi bhi greedy ni hona chahiya or hamehsa sabr ka sath work karna chahiya or hamehsa thory profit par happy hona chahiya or kabhi bhi lalach ni karni chahiya.
                • #788 Collapse

                  Bhai jo emotional aur greedy ho ga, woh lazmi loss karay ga. Agar profit lena hey tu patience bohat zarori hey.
                  • #789 Collapse

                    g han bhai ap ny bilkul thek kha hn k ap ko lalchy nh hona chayee aur hamsa ap ko patince k sath ap ko trading karni chayeee t ak k zda loss na ho
                    { Maa Ap ko Slam by R.A.B }
                    • #790 Collapse

                      han mer bah ipa sahi kah rah rah go forex ma earnign ka laey sab se zaida apko kabo apna emotion par and greed par rakhna hota ha kun ka in se apko sirf loss hota ha and trading ek aisa business ha jis am patience ak bagar apko kuch hasi lnah ihota ha
                      • #791 Collapse

                        g ha in forex trading we get much proft when we control our emotion and use the mind. hama es mai lalach ni karna chahea q ka jab ham aisa karta ha hama loss ka samna karna parta ha.
                        • #792 Collapse

                          business koi b ho agar aap ko patience k sath kartay ho to aap ko is main success k chances barh jatay hain or aap ko is main earning hoti hai is laiy is main greed b nai karni chahiye
                          • #793 Collapse

                            Pahli bat to ham ko chahiya k ham forex k kam main bilkul bhi lalach na kun kun is main ham jitna kamana chahain kama sakta hain is liya lalach to nai karni chahiya lakin ham ko is ma kamanay k liya perctic zrur karni chahiya
                            • #794 Collapse

                              jee bhai main aap ki in tmam baaton se agree krti hun kyun k laluch hi wo cheez hy jo hamen loss ki trf ly k jati hy aur hm agr sabar se kaam len to wohi loss hamara profit sabit hota hy aur usi mein hamen faida hy, hame during trading apny emotions ko plan focused ho k control krna chaheay..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                Dear, forex trading aik business hy aur her buisness men apko emotions sy hat k kam krna prta hy is men bhe asa hy kamyaab hony k lye apko chahye k ap greed na krna aur patience rkhn..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X