kia ak wat me achy trader ak paire pay kam krty hai yah zada pay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bhai ji jo trdaer acha hota hai jisy trdae ka experience hota hai wo to aik hi time main ziada pairs main bhi trdae kar sakta hai but new trdaer ko aik hi pair main trdae karni chahye us k liye ye hi behtr rahy ga .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Dear har trader apne mood aur apne experience k lehaaz se trading akrta hy agar tu wo es business mai acha hy tu wo har os cheez pe trading kare ga jo cheez ose aik ache point pe mile gii aur wo es business ko le kar chale ga...
      • #48 Collapse

        well meri knowedge k according mostly jo successful trader hoty hain wo ek waqt mein ek say zyada pair pe trade kerty hain is tarah unka zyada time bhe waste nahi hota or unhain kuch he paon mein profit bhe zyada sara hasil hota hai but yeh sara profit unkay trading skil say unhain hasil hota hai
        • #49 Collapse

          waise to bhai is me to aap ke tujarbe ki zaroorat ha phir hi koi aik se ziada pair pe kaam kar saktaa hai warnaa beghair ilam aurtujarbhe k to ek pair pe kaam karnaa hi dushwaar ho gaa
          • #50 Collapse

            ye koi conferm bat to ni h na k forex main acha treder sb pairs pe hi kam karay ya phr kissi aik say acha profit generate karay ye us ki apni qabliat pe depend krta h mostly trader zyada pairs pe trading krte hain kio k is say wo acha profit gain krte hain.
            • #51 Collapse

              ji ha bhi hum aik waqt mai aik pair mai bi kam kr skty hai ur aik achy trader pr bi kam kr slkty hai ur aik achi pair bi lga skty hai hum is mai jub dill karin kam kr skty hai
              • #52 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: isb15 پيغام ديکھيے
                Dear har trader apne mood aur apne experience k lehaaz se trading akrta hy agar tu wo es business mai acha hy tu wo har os cheez pe trading kare ga jo cheez ose aik ache point pe mile gii aur wo es business ko le kar chale ga...
                G han.traders apny experience or knowledge kay hisaab say he earning karty hain or kaam karty hain.waisy experts to zyaada pairs main kaam karty hain lekin newbies agar ik time main kisi ik pair ko focus karty hain to un kay liey ye best hai.
                 
                • #53 Collapse

                  Anyway bro mujhey jaahan tak knowledge hai ek expert trader ek waqt mein different pairs pey trading kar sakte hain keu k agar acha trader market ki analysis ko samjh k right decision le sakta hai to wo different pairs pey work kar sakte hain por mera khyal hai k apko different pair pe work tab karna chahiye jab ap expert ho
                  • #54 Collapse

                    G bilkul apny sae kha thank you for your time ....or mujy sab ke post ko read krny k bd pta chla hai acha trade experiance trader kabe b ak he paire p itfaq ni krta or koshish yahe krta hai k kisi be entry ko ache jaga sy pakry market ko kisi point sy pakry taky usy ache average sy profit ho agr trade against b jay to loss ke ration kam hooo
                       
                    :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
                    • #55 Collapse

                      bhai me too es forex forum busineeess me new hoo aur trading skeh rahaa hoo aur knowledge aur experience haasil k rahaa hoo mje es thread ke baary me khuch nae ptaa just me too abi demo acount use kr rahaa hoo me forex forum busineess me new hoo
                      • #56 Collapse

                        bhai ya ap par depend ha ka ap kitna pairs par work kar raha ho har trader ka apna andaz hota ha forex ma bohat sa traders asa hi han jo ak pair ma ak waqt kam kartay han or phr dosro pairs ko bad ma time data han
                        • #57 Collapse

                          Asal main jo expert traders hotey hain wo different currency pairs ko judge kartey hain daily aur weekly time frames main. Aur jab jonhi unhain achi entry milti hai to wo enter ho jaty hain. Aur is tarah ziyada se ziyada profit kamate hain.
                           
                          • #58 Collapse

                            According to me ye to ham pay depend karta hay kay ham ek waqt may ketna pair handle kar sakty han start may ek he pair choose karna chahye then jasy jasy ap ka experience strong hota jaye to ap zayda pairs bhi trade karo gy to it would be beneficial
                            • #59 Collapse

                              new trader ko aik waqat me aik pair par kam karna chaye mgr jo old trader hote he wo aik waqat me dek lete he ky kon kon se curracy kya kar rahe he aor wo tradr lagr dete he ye depend karta he trader ky experiene par aor market ke movement par ky market kya kar rahe he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Dear friend ji haan forex trading mein achey trader aik say ziyada trades bhi khel saktey hein kiyunke unn traders kay paas trading ka experience aur knowledge hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X