kia ak wat me achy trader ak paire pay kam krty hai yah zada pay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ye to ap kay trading kay experience per depend kerta hay kay a kis terha kaam kerna chahtay hain ager ap ko aik currency ki movement ka pata hay to pher ap aik main he trading karain gay aur ager apko zeada currencies ka pata hay to pher us sab main trading ker saktay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bohat say achay traders zada curinces pay kaam kartay hai kyun kay in ko bohat zada is kaam ka experince hota is he wajay say yeh log earn kartay hai aur apnay bussiness ko succeess ki taraf lay kar jatay hai
      • #63 Collapse

        ya trader par depend karta hy k wo kis currency pair ki market ko sahi achi tarha smjh sakta hy kuch expert traders bht sary currency pairs ki market ko smjh sakty hain kuch sirf 1 currency pair me hi expert hoty hain kuch gold me expert hoty hain mery khyal me acha trader 1 ya 2 currency pairs par hi trading kar k achi earning kar leta hy uc ko ziada pairs par trading ki zrurat hi ni rehti
        • #64 Collapse

          ya to ap ke marze ha ap is ma kas kamkarna pasnd karta ho sab is kam ko like karta ha sab ka liy ha forex ak acha business ha sab ko is ma pisa kamn ha to is ka ly ap ko is ka demo account ma traing karna ho ge sab ka liy ha forex ak acha bsiness ha
          • #65 Collapse

            i think in the forex the new trader should trade in the forex in the one pair only that is the most important ,if we will not trade in the forex in the one pair then that will not the right for all of us ,if we will trade in the one pair then it will give the profit
            • #66 Collapse

              i think its all depend on your experience and also on your account investment if you have good strategy and good skills and good analysis then you can work on multiple pair but best is that you should trade on one or two pair to know its fundamental easily in trading
              • #67 Collapse

                ye trader k knowledge pey depend karta hai or oski skills pey k wo aik pair mein trade karta ha ya aik se zada. wesy har trader jab dekhta ha k aik ya aik se zada pair mein opening point or loss point mein kam difference ha to zada tar traders aik se zada pair mein mein trading shuru kardety hein....
                • #68 Collapse

                  bhai wese tau mein aik average trader hun aur mein aik waqt mein aik hi pair per trade karne ko support karta hun but agr kisi k pass buhat ziada knowledge ho aur vo aik se ziada pairs ko controll kar sakta ho tau usy aik se ziada pairs per trade kar leni chahiye. is se us ko ziada profit ho sakta hae.
                  • #69 Collapse

                    yes my dear brother i agree with u bhai jan mere nazar man ek acha trader wo he ha jo har carnce pe trading kry or earn kry or jo es business ko samjhy or es business ko agy bhray.
                    • #70 Collapse

                      bhai jin k pass jitna bonus hota he wo us k hisab se trade krty hen kuch log jo k achy trader hen iss men invest krty hen wo buhat se pairs per trade krty hen ye hamary tajurby per depend krta he agr ham normal trader hen to hamen iss men risk nhi lena chahiaye or aik ya 2 pairs per trade krni chahiye
                      • #71 Collapse

                        agr ap zyada currency pairs pe trade krte hai tu ap ko un pairs ko monitor krne ke lye strict rules ko follow krna hota hai, time management ke sath kam krna hoga tu ap ke hath se koi opportunity miss nhn hogi agr nhn kre ge aisa tu ap phr kum pairs ko hi monitor kre wo behtar hai
                        • #72 Collapse

                          Hazrat insan ko allah tahalah ny jasteju k saath paida kia hy hr insan ki kushish hoti hy k wo zindegi mn aagy jay aur issi kushish mn wo aath paoon marta hy. Lehaza agr koi ye samjta hy k wo aik se ziyada pair mn kam kr k apny aap ko mazboot bana sakta hy to zaroor, ho sakta hy aik ni to dusry pair mn aap behtr kam kr saktain hain
                          • #73 Collapse

                            jee haan friends meri nazar main bhe aik acha trader aik waqt main aik hee pair main trading karta hai kyun kay humain aik waqt main aik hee pari main trading karnay say acha khasa profit milta hai.
                            • #74 Collapse

                              ya traders ki apni marzi hoti ha. some traders 1 sa zaida pairs bhe use kartya hn. or some 1 he pair par zaida orders laga daty hn. but maray mutabik hamain 1 he pair par working karni chaye .kyn k is sa hum market ka zaida better tarekay sa analysis kar sakhty hn.
                              :cool::cool::cool:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                bhai aik waqt em aik pair he choose karnba chahiye kiun ke mukhtalif pairs per trading karen ge to aap ko nateeja bhi mukhtalif mile ga or aap ko sahi se concentration bhi nahi karne ko mile ga or loss ka chance bhi barhe ga so aik waqt me aik pair he choose karen .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X