kia ak wat me achy trader ak paire pay kam krty hai yah zada pay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    ik waqt main hum ik say zada pairs mian kaam ko kr saqty hain agar hum k pass ye market ki move main grip hoti hai kun k khuch zada invest krny say pehly humy ye note krna hai k kis tara say ye market ki hum k sath moving hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      aik time main achy say pair ko chose kar kay trade karnay main behtri hay kun kay agr humain aik pair main acha profit ho jata hay to kai pair main trade karny say kafi behtar rahta hay
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #288 Collapse

        Bhai g acha traders jo hoty hy unko market ke bohat zaida smj hoti hy wo ek time mai ek sai zaida rrade open kerty hy or ek he time mai achi profit le laity hy or usko usko withdraw kerty hy
        • #289 Collapse

          han dear ye aik real kaam hai is ko kahinbhi kia j akst ahai ye aik good kaam hai is ko kisi waqt bhi kia ja sakt ahai ye aik rel kama hai i sko khain bhi kia j akst ahai ye aik good kaam hai
           
          • #290 Collapse

            Bhai ueh sub humary knowldge aor experince py depend krta hai ky hum kesa analysis rakhty henarket trend ko kesy dekhty haia trading approach kea hai confidence aor emtion control kea hai humen har currency py trading krni chye ta ky market ma survive kr sken
            • #291 Collapse

              Jin traders ko trading ka experience ho jata hy woh aik sey ziada pairs main kam karna shuroo kr detay hain. Unexperienced traders aur new traders aik hi pair main kam kartey hain. Ziada pairs main kam krney sey sometimes loss ko control krna mushkil ho jata hy aur big loss uthana par jata hy.
              • #292 Collapse

                Bhai g is mai acha ya bura wali koe bat nai hy maire tu khayal ke mutabik traders ko ek time ma ek pair per he trading krni chahye hy ta ke unko us pair ke bare mai mukamal knowledge na ho
                • #293 Collapse

                  G agr forex trading mein koi new trader han tu us ko Sab se pehly aik hi currency par trading karni cahaiye aur us currency pair ko samjhna cahaiye aur us mein experience hisal karna cahaiye aur jab ap aik currency pair ko samjh jayen gay tu ziada currency pair par bhi trading kar sakty han
                  • #294 Collapse

                    dear zaida tar jo trader hoty hain unho ny 3,4 pair chuny howey hoty phir wo unhi per trade karty hain zaida k chaker per nahi prty kiu k loss k chance hoty hain kafi zaida es leyeh humy b jo pair ki samaj osi pr rehna chahiyeh
                    • #295 Collapse

                      Aik successful ya professional trader aik hi time main multiple trades par kam kar sakta hy aur big risk ley kar big profit bana sakta hy. Lekan aik new trader ko aik hi waqt main aik hi pair par kam krna chaheye takeh us pair key mizaj key mutabiq trading ki ja sakay aur small risk key sath trading ki ja sakay.
                      • #296 Collapse

                        aik acha trader apne account ko manage karte hue or soch samajh kar handle karte hue is business me kaam karta hai jese aap is business me practice karte hue kaam karte hain to us hisab se aap ko bohat kuch samajh aney lagta hai wese he aik acha trader jitne pairs per trades lagata hai sab ko lot size or profit loss ke hisab se manage kar sakta hai .
                        • #297 Collapse

                          aik time men har trader almost har pair ko nazar men rakhta ha jis pair par bi us ko slot mily us ko voh trae kar leta ha aur acha trader yeh ni dekhta kis pair ko trade karna ha voh yeh dekhta ha kahan us ko proper setup mil rha ha
                          • #298 Collapse

                            Bhai agar ap aik sy zyada pair main trade kerty hain tou agar apko kisi pair main kuch loss bhi ho tab bhi kisi pair main apko profit mil jata hai so more than one pair at a time apko trade kerni chahiay but apka balance agar zyada hoga tab hi ap more than one pair main trade open ker sakty hain
                            • #299 Collapse

                              G han ham forex mn ek sath kaen currency ko trade kr sakty han qun k ham phle hi market ko analysis kr lete han aur jese hi market wahn tak jati hy to trade open kr lete han aur is trh bht asani se tradering ki ja sakti hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                har pair ki price ko dykh kar kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay humain hard work kar kay practice karni ho gi jis say humain pairs ki earning ho sakti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X