Insta forex per veryfi kerny ka leya urdu id card chil jaty ha kiya
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    yes app ko is main koi bhi masla nahi ho ga aur app ka agher passport banna ho aur app ko pata ho ke app ko is main verify bhi ho jye ga aur app ko is main id card aur app ko passport send karna ho ga aur app ko passport phile aur id card dosre main send karna chahye .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      nahi jnb humara pskistani id card verification k lye zrori nahi hai hum is say apna account ka 1st step verify nahi karwa saktay hain so hame yaha pay kabhi b is baat ki tension nahi de saktay.
      • #123 Collapse

        bhai g insta forex ap urdu id card ko verify nahe ekrta ap ko apni urdu card ky sath sath us ke notri public ke English translation ker ky urdu id card ky sath upload kerni ho ge tab ap ko id verify ho jaye ge...
        • #124 Collapse

          jinab ali me app say pehle b gozarish kar choka ho k pakistan may nic urdu wala support nahi karta forex insta verfy k lye app ko nic nationality card pakistnai english me banwane pare ga phir ap ka insta account verfy ho ga please mre baat ko follow kare aur amal kare
          • #125 Collapse

            g han sir insta forex mein acount verfi kavan ka liyen urdu mein ic card chely gent hein gess se hum apny card verfi karn sakte hein humera pass ager engils mein be id card ho to wo be chely gent heoin
            • #126 Collapse

              jee han ap apne id card ko insta forex main verify kerne ke lye use ker sakte ho iss main agar ap ka account verify na howa too ap ko iss business main kamybi nahi ho gi orr ap iss main earn nahi ker sakoo ge ap ka profit bi with draw nahi ho ga
              • #127 Collapse

                I think they will not support the urdu ID card. so you need any ID document in English language to complete the verification level.
                • #128 Collapse

                  nahi g urdu id card nai chalega ap first level k liye apna passport image de sakte hain or 2nd level k liye bank statement iske ilawa bhi koi method ha lekin wo muje confirm nah hai behter hai k ap administration se poch len
                  • #129 Collapse

                    Nahi bilkul bhi nahi apka urdu nic nahi verify hoga ku k pehle ho jata tha magar ab rules change hogaye hain ab sirf English wala hi accept hota ha agar apka urdu ma ha tu apko apne aur documents wagaira bhi send karne parain gay insta walo ko phir verify hoga warba nahi
                    • #130 Collapse

                      asslam o alkum dear's nhe dear ab insta account ko varify karny ky liye urdu id card nhe chalta pahly chal jata tha alken ab unho ny kha ha urdu id card ko english ma translate kar ky dy pher account varify hoga.
                      • #131 Collapse

                        haan chal jata hai lakin us ko english main kisi bhi notry walay sy translate kerwa looo aur attested bhi kerwa lena phr dono mail ker dena verify ho jaye ga
                        • #132 Collapse

                          nahi mery hai bikul nahi instaforex ka account verify karny ky li urdu card nahi chalta agr ap ky pas urdu card nahi hy to sub sy pehly id card ko english men translate karaen phir adalt sy ja ky notry sy stemp lagvaen phir upload karen men ny bhi ayasy hi kia hy mera verify ho gya hy ap ka bhi hio jay ga
                          • #133 Collapse

                            i think it will work but having some conditioned as attesed by notary department i think both work english id card and udu id card for suppose if a person not having notary card so what he do just keep silent no should be work if he wanna to do
                            • #134 Collapse

                              freinds aj kal instra py urdu ID Card na chaalty yeh ek old menthod tha forex ka ab aj kal instra py ID card English mien use hoty hai yehi sab istra wala ka menthod hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Nope dear Urdu language is not usually accepted in forex world. But there are some brokers who accept urdu ID card because they have employees who understand Urdu but Instaforex is not one of those so here you must have a translation or driver license or passport.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X