Insta forex per veryfi kerny ka leya urdu id card chil jaty ha kiya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    insta forex mein urdu card say verification nahe hoti magar aik tarika hay jis say ap urdu id card say he apna 1st level verify kar wa saktay ho.is k liye apko nic ki back or front ki 1 blank page per colour copy scan kara lein ab us page per ap nechay khali jagah per apnee detail jo nic pe hay usko english mein apne hand writing mein likh kar us per notri public ki mohar lagwa kar dobara scan karwa kar pc say send kar day apka acount verify ho jaye ga.1st level.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      bhai me too es forum busineess me new hoo aur trading sekh rahaa hoo aur knowledge aur experience haasil kr rahaa hoo mje es thread ke baary me khuch nae ptaa just me too abi demo acount use rk rahaa hoo aur learning kr rahaa hooo forex forum acha busineess hy
      • #108 Collapse

        nahi bhai jaan yeh mujhy kaafi logo new hi sawal kia hai mai ny yeh aisy thread kaafi jaga per hi dekehn hain rozana hi ak thread new bna ata hai ap please yeh dekh len yeh ak internation bussniss hai is per just english hai allowed hai or koi language nnahi
        • #109 Collapse

          Agar ham insta forex main verify karwana chahen to us k liye hamara urdu cnic nai chal sakta balkay haman us k liye english cnic ki zarort parti hai verifcation k liye toh phir hamara account verify kia jata hai
          • #110 Collapse

            dear apka sawal valid ha ye pehle hota h tha insta forex per urdu id card chalta tha lekin ab aisa koi scene nhi ha ab apko new english card banwana hoga apna insta forex k kam k liye our registyration k liye.
            • #111 Collapse

              Bhai now a days nahi chalta phalay chal jata tha ab vo kaity hian k officialt transalation karwao then submit karwao so ab nahi chalta apko english ma banwana parega ya bhe translate
              • #112 Collapse

                No dear brother instaforex trading may kuch nahi chalta hai urdu may yeh tu su say rung bat hai insta ki agar yeh hota tu bahot bahot maza hota brother trading my sub best hota hai brother our sub rules insta k sahi but yeh sahi nahi hai only
                 
                • #113 Collapse

                  jee nai sir aap ko forex par CNIC ko verify karne ke liye sab se pehle apne urdu waale CNIC ko english language men translate karwaana hoga phir usko verify karwaan hoga warna aap ko consequences ko saamne face karna hoga
                  • #114 Collapse

                    jee kr saktey hai lakin ap ko us key trans late karwani ho gey phir he ap usey verfie karwaney ke leye send kr saktey hai warna ap ka account verfie nahi ga is leye ap ko chahey key urdu nic ko english me translate karwa ley to acha hai.
                    • #115 Collapse

                      nahi friends insta forex account ko verify karnay kay liye aaapko urdu cnic nahi chalta hai kyun kay urddu cnic wala method bohat purana ho gya hai ub new method smart card wala aya hai.
                       
                      • #116 Collapse

                        dosto or bahiyo no insta forex ap urdu id card ko verify nahe ekrta ap ko apni urdu card ky sath sath us ke notri public ke english traslation ker ky urdu id card ky sath upload kerni ho ge tab ap ko id verify ho jaye gee.....
                        • #117 Collapse

                          no dear ,the urdue id card is not the valid for the account verification if you want to verify the account then you have to made the id card in the english which is now we can make in the pakistan the smart id card
                           
                          • #118 Collapse

                            Brother aap ka urdu wala ID card except nae ho ga. Aap ko chahiey key aap small CNIC banwa len us men 4 to 5 days lagety hen wo ban jata hey is key ilawa koi or card except nae ho ga. 2nd verfication key liey bhi aap ko bank statement ya utility bill jo aap key name or usi address ka ho jo aap ney account banatey howey dia tha.
                            • #119 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammad haris chaudhary
                              freinds aj kal instra py urdu ID Card na chaalty yeh ek old menthod tha forex ka ab aj kal instra py ID card English mien use hoty hai yehi sab istra wala ka menthod hai .
                              Haan bhai bilkul sahi baat hai insta forex me urdu id card nahi chalta hamara account jab verify ho ga jab hamara id card english me ho tab hamare document accept hon ge....
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Dear insta forex par verification k liay urdu cnic accept nahe hota ab sirf english cnic accept karty han agr aap ka cnic english may nahe hay to phar aap ko apny passport ke copy send karni chaiya pehly insta forex may urdu cnic accept kar laity thy lakin ab un ka procedure change ho gya hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X