Insta forex per veryfi kerny ka leya urdu id card chil jaty ha kiya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    bhia insta forex per apnay account ki verification karwana bauhat ziada zarori hai wo sirf yeah verify kartay hai app kay nic per jo address diya hova hai woo valid hai kay nahi is say koi farq nahi parta kay app ka nic normal urdu main hai ya app overseas nic use kar rahay ho un ko sirf verification say matlab hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Instaforex kay First level or second level (Higher Level) ki verification kay liay brother apko dono identity proof English me upload karwany hon gay. pehly instaforex Urdu cnic card pe verification kar dety thay magar ab iski notarized translation in English must hai due to some security reason. Hum apna Urdu wala card kisi bhi notary public se translate karwa sakty hain.
      • #138 Collapse

        ni bahi insta py account verifai krwany k liay urdu id card ni chlt balky english id card or paspot chlta hy first lavel k liay english id card or sacend lavel k liay paspot chlta hy very simpl .
        • #139 Collapse

          Bhai jan insta forex ku verified karne k lie ap ku c.n.i.c ke zruortat parti hy .bt insta wale c.n.i.c english ma mangte hain .agar ap k pas smart card ni hy to phr ap court k bahr bethe stom froshun se ap urdu wale card ku english ma translate ker k notry public ke sttmp lgwain chal jata hy ye bhe
          • #140 Collapse

            g nhe bhai aj kal insta forex waly urdu wala id card accept nhe kr rahe hain ko chahye ap apna smart card submit kr sakte ho first level ke lia
            • #141 Collapse

              instaforex pr verification karwany k leye ap ka urdu CNIC nhi chalta es leay ya to ap ko english i.d card bnwana chahye ya phir first verification k leay ap ko passport upload karna chahye ta k ap ki first verification main ksi kism ka koi objection na lgain instaforex waly
              • #142 Collapse

                pr verification karwany k leay ap ka urdu CNIC nhi chalta es leay ya to ap ko english i.d card bnwana chahye ya phir first verification k leay ap ko passport upload karna chahye ta k ap ki first verification main ksi kism ka koi objection na lgain instaforex walyagr ap ne apna account ko verify karwna hy to ap k pas english ka IT card hona chaye ap ka urdu wala card ko insta wala accept nhi karte he agr ap k pas passport hy to wo b chal jay ga ap k lya lazmi hy k ap ko pas english wala IT card ho to phr ap ka account verfy ho jay ga
                • #143 Collapse

                  dear insta forex mein pehlay to id card urdu mein chal jata tha lekin ab aisa nahi hay ab tamam docoments english mein hona lazmi hain tabhi apka account varify hoga.
                  • #144 Collapse

                    my dear friendds forex trading marketing ki ek esi trading website he jo kafi achi he r friends is mai aj kal instra py urdu ID Card na chaalty yeh ek old menthod tha forex ka ab aj kal instra py ID card English mien use hoty hai yehi sab istra wala ka menthod hai ye bhi kafi achi he r kafi usefull bhi.
                    • #145 Collapse

                      nai bhai insta account ko verify karny k liye ap ka urdu CNIC nai chaly ga is k liye pa ko apna Id card english main banwana ho ga and us ko notary public se ya kissi bhe 16 ya 17 grade k officer ya teacher se attest karwa k phir verify karwana ho jaye ga...
                      • #146 Collapse

                        Insta forex ke real account ki verification ke liye hamara urdu ka cnic nhi chale ga hamen is translation karani hogi aur us ko notry public se stamp bhi karana hoga jb hi wo accepted hoga.
                        • #147 Collapse

                          App ne agher passport send kiya ho ga tu app ka urdu id card bhi chal jye ga aur app ko is main koi masla nahi ho ga aur app ko is main kam ko karne aur is main trade ko karne ke bad nafa hasil karne ke liye zada se zada acha image wali file send karna ho ge aur app ko phir hi payout mile ga .
                          • #148 Collapse

                            Nahi dear Urdu ID card nahi chale ga is ke liye ap ko notory se English main convert krana pre ga wo stump lga kr dian gai phr ap ka verify ho ga.
                            • #149 Collapse

                              G nahi mere bhai insta per verification k liye urdu ka CNIC card nahi chalta is k liye aap ko apne id card ko english mein translate karna ho ga phir us ko print out kar k aap notary officer se attested karwa kar send kare is se aap k first level ki verification ho jaye gi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                g habhi gi urdo card ab old ho gay hy ab englist card calty hy humn ko is par fida kmnay ka lae hum ko is par dilla kar kam karna chey par hi hum log is ma kam yab ho gay English translated card hi mangte hain lehaza is ko translate kar kay submit kar dain to approve ho jaey ga. us k baad address verification bi zaroor karen. Ta keh account fully verified ho jaey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X