Insta forex per veryfi kerny ka leya urdu id card chil jaty ha kiya
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ager ap nay apna account verify kerwana hain tu sorry brother ap kay urdu alay id card say kaam nahi chalay ga.nsta forex account pe verification ky liye apko english id card ke zaroorat hy ku kh urdu id card sy verification nahi hoti ye purana method tha isi liye ap rules change hu gai hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      sir ap ka sawal to acha hy lakin bahi main is kam main new ho or muj ko itna nhi pata hy lakin jaha tk muj ko pata hy bahi urdu card nhi calta hy bahi //,,,,,,,,,,,,,,,,,
      • #63 Collapse

        g janab ye to bat hai k urdu id card sy to boht mushkl hai k hm apna inta forex ka account verify krwa lain is k liaye english id card ki zrorat hoti hai or jnab agr ap k pas passport b hai to b account apka verify ho skta hai ni to boht problm hoti hai verification men account
        • #64 Collapse

          G nhn dear insta forex ke verification k lie urdu nic kam nhn di sagta ha,agr aap k pas urdu nic ha to ap fikar mat kren ap notery waly k pas jain wo aap ko nic english men convert kr k diga,phr aap scan kr k verify k lie on ko bhejdin aap ke verification first level complete hojai ga.
          • #65 Collapse

            dear forex tradeing me insta tradeing me urdu id card sy ham new account open nahin kar sakty ahin is liy hamin chahiey kih ham jab bhi apna insta forex tradeing me new ccount open kareen to hamara id card english me hoona bohat zaroori hy or ham pasport sy bhi insta tradeing me apna account open kar sakty ahin
            • #66 Collapse

              bhai mjy ksi nay kaha hai kay apka usdu main bhi chal jata hai card es say bhi verfy ho jata hai bhai jah tak mera khyal hai kun kay many bht say logo ko es say verfy karty hway dekha hai or un ka verfy bhi ho ya tha bhai es main i thnk koi eshow nahi hai jah atak mera kyhl hai bhai
              • #67 Collapse

                Urdu nic chalna i think kafi mushkil kaam hai kun keh broker English translated card hi mangte hain lehaza is ko translate kar kay submit kar dain to approve ho jaey ga. us k baad address verification bi zaroor karen. Ta keh account fully verified ho jaey.
                 
                • #68 Collapse

                  ji ha bhi apko is kai liy apna d card english mai kurwana pary ga yae apko aik vaqill hi kr skty hai is ko ap apnu ilaqy kai vaqill ko check kurwao phir ap ko wo kr kai fdai ga english mai
                  • #69 Collapse

                    Dear insta forex mai account verify karne k liye ap ko urdu card ki nhn bal k english ID card ki zarort hotii hy... agar ap k pass nhn hy tu ap es ko translate kar lain ya phr kisi aur ka le lain warna ap ki verification nhn ho giii...
                    • #70 Collapse

                      bhai ji jahan tak to meri information hai to aap apna insta forex ka account without english cnic ya passport kay verify nahi krwa sakty .kyun kay urdu cnic wala method old ho chuka hai .:o
                      • #71 Collapse

                        gee gee instaforex ka account verify karnay phliye ham ko nationality show karwani hoti hia wo ham apnay passport ya phir urdu english id card ki scan copy upload kar k b apna account verify karwa sktey hian.
                        • #72 Collapse

                          instaforex ka account verify karny k liay aap ka urde ka id card acceptable nahi hota aap apna passport ya phir english wala id card upload kar k apna account verify karwa skty hen..
                          • #73 Collapse

                            ya ek bohot he poorana method
                            tha jo qadeem log use kia kartay thay
                            hahahah just jocking wesay ab ye method use
                            nahe hota ap tu english main he id card ki
                            zaroorat hoti hai forex main...
                            • #74 Collapse

                              It is not acceptable without the translated notarized scanned copies of both sides. Smart card is acceptable too, but if it is in Urdu on address side then should be translated and notarized too. Otherwise, passport, driving license and bank statement is also acceptable.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                gii naee merre bhaii instta forexx koo verifyy karrnne kee laee urduu cnic cardd nii challtaa isss kaee laee app koo enghlish cnic cvard htt challta hee yaa phirr app pasportt koo uploadd karr sakte hee iss see bii verify ho sakta he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X