failure pe hamara attitude.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    if anybody fails than does not matters humay failure se bura atttitude nahi karna chahiye but humay usay samjhana chahiye k how to work and us se sabak lena chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      agar ap ko failure jaisi difficulty se guzarna pare to is me ap ka attitude kharaab nahi hona chahye!!!ap ko sabar krna chahye or hardworking ko continue rakhna chahye!!!
      • #108 Collapse

        mery bhai hr koi janta hy ky business men risk to hota hy jahan profit hota hy wha loss bhi hota hy to agr forex men ap ko loss ho jay to ap preshan na hon or agy barhen or nai umeed ko sath ly kr kam kren agr ap mayoos ho jaen gy to kabhi success hasil nahi karen gy agr ap aagy barhen gy to boht faida uthaen gy
        • #109 Collapse

          Of course we should not be disappointed when we fail in some business because failure is not the end of our business or work and we should learn from our failure we should find out our mistake and should try to avoid these mistakes again and should try to do best for the next time.
          • #110 Collapse

            dear friend ap nay ik ahca sawal keya ahy aur may ap ko batnana chahta hu kay forex kay ager ap forex tradding may ap ka faliure ho jay to is pay ap ka attudide theek rehna chayia q kay is say ap ka profit hoga
            • #111 Collapse

              nahi dalna chahiye or acha sabak lena chahiye or galti ko zehan mai rakhana chahiye k wo dubara na ho or usay knowledge or exprience gain karna chahiyefailure pe otherwise ap de-motivate hone ke baad koi bi kaam ko sahe trha nhn kr sakhte hai aur ap double minded ho jaate hai, failure is part and parcel of life apko is mein failure bi milte kyo ke kaam difficult hai ......
              • #112 Collapse

                Our attitude in failure should be relax and we should be patience all the time, so we should keep our attitude kind then we can expect to get the success, and then we will be able to get the earn great profit day by day.
                • #113 Collapse

                  mai ye samjta hon k failaure k sath hamara attitude bohr acha or naram hona chye or oski mistakes ko guide karna chaye ta k wo next time apni mistakes ki correction kare. failure se hamara atitude acha hi hona chaye.
                  • #114 Collapse

                    agar hum kabhi forex trad me fail hote hai to hame kabhi nirash nahi hona hai balki hum eaur bhi taqat se forex me trd karana chaiye jyada expeirece lekar forex me aana chahiye aur forex mese bahut sara prfit bhi karna chaiye taki hum apana loss wapis le sake aur hame confidance bhi badhega isse kio humko forex aata hai
                    • #115 Collapse

                      bahi yahan atitude bilkul b nahi lana chahiaya balkay loss and profit buisnees ka hisa hai so isay khulay dil say kabool karna chaiaya aur trade hi utni lagani cahaiyay jitna ao nuksan b bardasht kar sako q k kuch b ho sakta hai yahan aur kahin ghalti ya loss ho jaiy balkay himat say aur naiy josh say dobara kam shuruh klarna cahaiyay
                      • #116 Collapse

                        achi naseehat ap ny share ki he aisa hi hota ha to is main ham ko himat na harna chahe is main acha work krna cahhe mazeed mhnt krain agr fail ho chuky hain to apna expereince aor acha krain to hi achy trader bnain gy aor profit acha bnain gy
                        • #117 Collapse

                          ji janab failure pe humara attitude aisa hona chaye k humy patience ky sath accept kerna chaye aur apni mistake per over come ho ker apny ap m improvement lani chaye . saber ky sath bear kerty howy zyada sy zyada learning kerni chaye .
                          • #118 Collapse

                            mere bhai jaan mein tou yeh samjhata hoon k humein yeh soch ker tarding ko start kerna chahiye k her kaam mein loss hota hai iss mein bhi ho jaye tou berdashat keron ga tab aap kamyab ho gay.
                            • #119 Collapse

                              esa nhi hona chaye is forum par koi attitud nhi dikhane chaye or ye ak risky business hai hamay time spend krna chaye achi tarha tread kr ke money earn krni chaye:eek:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                my dear brother lost to hota rehta hai . leken hame lost ke baad ose lost se sabak seekana chaiye . aur dobara naye sere se trading start karna chahiye . hame apne kiye gaye ghahltio ko bhool kar phir se mehnat ke sath trading karna chahiye .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X